Harami Candlestick pattern
Mere pyare aziz dosto aj hum harami candlestick Pattern ke bary me parhen gy to mere pyare dosto Harami candle stick pattern aik japane candle stick pattern hota hey jo keh 2 candle stick par moshtamell hota hey jo keh market kay mumkana reversal tasulsul ko indicate karte hey lafz Harami japanee lafz hamla say makhoz hota hey jo keh harami candle stick ke nomaindge karta hey Harami candle stick bearish or bullish dono kesam ka ho sakta hey jaisa keh zail mein dekhaya ja choka hey. harami candle stuck aik japani candle stuck patteren hai jo do mom btyon par mushtamil hai jo market mein mumkina ulat ya tasalsul ki nishandahi karti hai. lafz' harami' japani lafz' haamla' se makhoz hai jo harami candle stuck patteren ka numainda hai. harami candle stuck patteren taizi aur mandi dono ke isharay day sakta hai jaisa ke zail mein dekha gaya hai.
Bullish and Bearish candlestick pattern
Aziz dosto Harami candlestick pattern ki 2 main types hain
1) Bullish Harami candlestick pattern
2) Bearish Harami candlestick pattern
BULLISH HARAMI
Bullish Harami pattern main buy signal triggered ho sakty hain jab day ky guzarny ky bad bullish harami occured hoti hai ,the price rose higher or close hoti above the downtrend resistance trendline .Bullish harami pattern or trendline combination ko break kar sakta hai jo k buy signal ka result hota hai
BEARISH HARAMI
Bearish Harami, two bar ka Japanese candlestick pattern hai, jo batata hai, k prices jald he downside move kar sakti hain. Ye pattern aik lambi white/bullish candle p mushtamil hota hai, jis k bad aik choti c black candle hoti hai. Second candle ki opening aur closing prices, pehli candle k under majud honi chaiye. Bearish Harami ki tashkeel sy pehly aik uptrend hota hai.
Important Knowledge about Harami candlestick pattern
Harami Candlestick Pattern ki body small hoti hay aur ye market key open aur close price ki wazahat karta hay, Harami Candlestick Pattern ki body red ho gi to es ka matlab ye ho key ye candle market key lower price me close howa hay aur body green ho gi to higher price me ye candle close hota hay, time frame key mutabeq hi harami Candlestick Pattern ki price aur close price ka anadaza hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим