Dear friends, Forex trading ma divergence us situation ko kehtay hain jab kisi currency pair par trade open ki jay to price technical indicator kay opposite direction ma move karna start kar dain, Trading ma divergence aik warning signal hota hay aur hmain ye information melti hai kay trend over honay wala hai aur market ma reversal occur karny wala ha,
Details of Divergence:
jab pairs kisi prices indicators kay opposite move karti hain, agr indicator up moment ko show kar rahay hon ta market down moment kar jati hay ya jab indicator down moment zahir kar rahay hon lakin market up moment start kar day, divergence anay wali positive aur negative movement ko pointout karti ha, positive divergence us time par occur karti hai jab price new low point karti hai jab kay indicator higher movement ko show kar rahay hotay hain, Negative divergence us time par occur karti hai jab price new high point form karti ha aur indicator lower high ko show kar rahay hotay hain,
How to measure divergence:
Divergence ko measure karny kay liay bhot sary indicators farham hotay hain jin ma moving average convergence and divergence, stochastic oscillator aur relative strength index wagera shamil hain, Traders market kay trend ko janchnay kay liay divergence ko use kartay hain, jo trend kay weak ho kay consolidation ye trend reversal ki waja banti hay, trading volume us indicator ki aik simple example consider kia jata hay jo divergence produce karta hay,
Hidden and Regular types of divergence:
Uptrend kay doran jab prices higher low bana rahi hon aur oscillator bhi same indication day raha ho aur lower low na bnaen to aisi divergence ko hidden bullish divergence kaha jata hay, jab market main uptrends hota ha us time price higher low bana rahi hoti hain us time oscillator bhi same position main hotay hain hum is divergence ko hidden bullish divergence kehtay hain, jab kay regular divergence us waqt appear hoti hay jab prices apna lower low bana rahi hon lakin oscillator higher low bana rahay hon, isko regular bullish divergence kaha jata hay, isi tarah agr prices higher high bana rahi hon aur oscillator lower high show kar rahay hon to isko regular bearish divergence kaha jata hay