High Frequency Trading Strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High Frequency Trading Strategy
    High Frequency Trading Strategy

    Working on high frequency forex trading?

    high frequency trading mein ham market ko highly recommend karte hain ki ham sab baton ko dekhen un sab baton ko follow karte rahe jo hamen trading mein batate hain din se ham trading kar sakte hain lekin tere ko sabse pahle use karna hai kaun se app ko dekhna ha understand karte rahen weight kam aur uski performance ko samajhte rahenge tu hi trading mein unko ek achcha profit bhi hoga kam ki quality bhi acchi hoti rahegi
    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	1
Size:	38.3 کلوبائٹ
ID:	12573655
    Advantages of high frequency trading.

    high frequency trading mein ham market ko highly recommend karte hain ki ham sab baton ko dekhen un sab baton ko follow karte rahe jo hamen trading mein batate hain din se ham trading kar sakte hain lekin tere ko sabse pahle use karna hai kaun se app ko dekhna hai understand karte rahen weight kam aur uski performance ko samajhte rahenge tu hi trading mein unko ek achcha profit bhi hoga kam ki quality bhi acchi hoti rahegi

    Risks of high frequency trading.

    high frequency drive for trading mein hamen sabse pahle market ko dekhna hai uski frequency ko dekhna hai ham market ko send kar is tarike se dekhte hain karte hain itaram trading what to understand kar sakte hain uske kaun sabko dekh sakte hain jo trader ko profit bhi children hai aur isi se trader ek achcha profit banaa sakta hai lekin jo trailer trading mein new hot hain vah kam aur uski performance ko acche se samajh nahin sakte tere ko hamesha sabse pahle analysis karna hai market ke kaun se app ko dekhkar chalte rahana
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High Frequency Trading Strategy

    What is High Frequency Trading :

    High frequency trading be traders ka aik style hay jes ko trading strategy ka be name dia ja sakta hay, multiple market aur different countries ki economies ko analize karny key bad market condition ka anadaza lagaya jata hay aur us key bad high trades place key jaty hey es ko high frequency ki trading kaha jata hay, independent traders ky trades tab tak acha result nahi de sakty jab tak wo trading styles ko priority nahi den gey, High frequency trading be achi trading technique ho sakti hay agar gold traders USD aur es se related dosryi markets ka jaiza lety hey to gold market ki condition ka us ko ziada acha andaza ho sakta hay.New traders Jab trading menu hote hain Toh Bahut Si mistakes karte hain Ja sake job new trailers market Mein trading karne Lagte Hain Dono ko jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata hai isliye unko Samajh Kar trading Karni chahiye main samajhta Hon ke short term trading ke ziada benefits new traders ko small trading Kar k small rocket bana sakte hain aur pair apni trade close kar dete Hain.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12434681

    Key points:

    Dear forex friends jab ap aisi market mai kaam karty hai to ap ko pata chalta hai k ais market mai agar ap ne long term mai kaam kia ho to ap ko samjh ho gi k ais market mai ap ne risk kam lena hota hai magar ais mai profit kafi zyda hota hai ais liay ais market mai agar ap ne koi trade lagani ho to ais mai ap ne analysis karny hoty hai jis k liay ap ko fundamenatal par kaam karna hota hai.Market mai jab ap diffrent countries par search kar k kaam karty hai to aus k baad ap ko ais market mai kaam karny ka faida hota hai kun k ap ko pata chal raha hota hai k kon sa country hai jis mai kaam acha ho raha hai aor aus ki currency strong hony wali hai aus k hisab se jab ap trade lagaty ho to ap ko aus par zayda tar profit hi hota hai.technical trading mai ye hai k ap ko demand aor supply par nazar rakhni hoti hai magar aus mai kai dafa market follow ni karti hai aor tradition k hisab se move karti hai ais liay agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to aisi market mai aisy kaam kary k ap ko ais mai profit ki ratio high rahy aor ap ais mai asani se kamyab ho jaye.traders jab bahi different currency pa kam kar rahy7 hoty hain to ap achi tarha samajh rahy hotay hain kay kon si n country ki frequency high hay aur kis ki low hay har aik ka ap ko utaar charhao pata lag raha hota hay ap samjh rahay hoty hain kay ap ko pata chal raha hota hai k kon sa mulk hai jis mai kaam acha ho raha hai aor aus ki currency mazboot hony wali hai us k hisab se jab ap trade lagaty ho to ap ko aus par ziayda tar profit hi hota hai.aur ap sab kuch note kar rahay hothy hain is liay ap un currency pa kam karen jin ka profit ratio ziada hao aur ap achi say achi trading kar saken pehly ap sab currency ka analysis kartay hakin us kay bad ap trading karen tab ap ko faida hoga aur ap earning achi kar sakty hain.es achievement k leye market ko time daina b bhout zaroori hy.
    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12434682
    Conclusion:

    trading main high frequency trade ky liye bhi bhot deep knowledge ka hona zaroori hai tab he aap kar sakty hia ziyada tar ye trade pro traders he karty hia jo ky her phelu sy market ka jaiza lay ky trade karty hai and jo different techinique traders use karty hai un main ye aik ye bhi hia aor ais ky elawaForex market main money ko mange kerna boht zarori hay. jesa kay ager ko trader money ko manage hi nahi kerta to wo market main apnay account aur trade kay risk ko bhi manage nhi ker sakta. ager money achi trah say manage ho jaye gi ho forex market main ap ka account safe ho jata hay. isi trah say risk kay sath sath money management bhi chalti rehti hay. aur risk money management say risk management ki waja say ap kay account kay safe honay ki chances ziada ho jatay hain. aur jo trader na money management kerta hay aur na risk management kerta hay wo hamesha loss main hi rehta hay aur us k boht heavy losses ho saktay hain.aisi tarah trader ko different technique ka use karna chahye apni trade ko acha karny ky liye kabi b loss main trade ko close na krain balk trade k profit m jany ka wait krna chaheye.
    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12434684

    اب آن لائن

    Working...
    X