Harmonic Price Chart patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Harmonic Price Chart patterns

    INTRODUCTIONS ""

    Forex trading ma market ko samajh sakenge.. aur tab hi ham harmonics patterns ko analyse karke market mein working kar sakenge... agar Ham market mein harmonic patterns ko theek tariky se analize nahi karte Ha.. to hmn success nahin Mil sakti hai is liye hmain market mn harmonic patterns ko analyse krna bhut zarori hai... jab market mn Ham technically analyzers krte hai.. to tab hm market mein harmonic patterns*ko use karke market se bahut hi good amount mn profit hasil kar sakte hai.. harmonics patterns market mn kafi importance rkhty hai.. aur agar hm is to theek tariky se use ghair lain to Ham market se kafi acha profit hasil kar sakte hain...

    Charts Patterns !!


    Harmonic price patterns aik candlesticks kay combinations say he banny wala patterns hota hai.. jis main ham 4 level ka volume aur movement's daikhty hain... Yani keh aik range jo bearish ho, second jab bullish ho aur third again bearish jab k forth ki ham predictions per trade karty hain.. Is mn first bullish movements aur second bullish movement ager same ho... aur inki last candles bhi same body per hon to he hm ik bullish trends assume kr skty hai.. ur is mn trade kar sakty hain. Harmonic price patterns time aur price movement per mushtamil hota hai.. jo hmain fibonacci ratios, retrace mention and market extensions k sath turning points ka btata hai... Fibonacci ratio kisi bhi market aur time frames mn bhut useful aur possible hai..


    Trading Of Harmonic**


    Harmonic patterns asy patterns hoty hai.. jo harmonic phenomena use karty hain... Eska matlab hai k enko mazeed smaller or larget waves ma divided kiya ja sakta hai... Ye division marketing price ko predict karny k lae use kaye jaty hai... Harmonic patterns fanon accident number par munhasir hoti hai.... Jin ko technical ki creation ma usw kiya jata hai. Fanon accident number asy number hoty hain jo 0 or 1 sy start hoty hai... or next number asy hasil hota hai agr ham previous 2 ko add kaye jae. Ye sequence ratio ma break kiya ja sakta hai.. or enko use kar k market k bary ma clues find kaye k market kis side par ja sakti hai...

    اب آن لائن

    Working...
    X