Supply and demand zone in forex market ,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply and demand zone in forex market ,,
    Aslam O Alikum


    Introduction


    I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge or mahnat s apna work complete kry hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti jitni achi post share kry gy itna hi acha bounce hasil kr k acha profit hasil kr skty hai chlty h aj k topic ki trf


    supply zone


    Qeemat ke chart par supply demand zone ki shanakht karne ka tareeqa seekhnay se pehlay, aap ko un tasawurat ko poori terhan samjhna hoga. to aayiyae agay bherne se pehlay har zone ke baray mein jaanen supply zone qeemat ka woh ilaqa hai jis par tajir aam tor par farokht karte hain. yeh ilaqa mojooda qeemat se oopar mojood hai, jahan sab se ziyada farokht honay wali dilchaspi ya imkaan hai jab qeemat is satah par pahonch jati hai, to namukammal orders mukammal ho jatay hain aur qeemat ko neechay laatay hain. supply zone ke tasawwur ko mazeed wazeh tor par samajhney ke liye neechay diye gaye chart se madad len .

    Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	40
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12573618

    Explaination ,,


    oopar wala chart dekhata hai ke qeemat aik makhsoos zone tak pahunchti hai, kuch waqt intzaar karte hain, aur phir neechay jatay hain. yeh chakkar –apne aap ko dohrataa rahay ga jab tak ke tamam namukammal orders pur nah ho jayen mazeed kamanay ke liye takneeki tajzia ka istemaal kaisay karen demand zone demand zone qeemat ka woh ilaqa hai jis par tajir umooman kharedtay hain. yeh ilaqa mojooda qeemat se neechay mojood hai, jahan kharidari ki dilchaspi ya imkaan sab se ziyada hai. is ka matlab hai ke demand zone ke paas is satah par bohat se kharidari ke orders ki wajah se bohat se khredar dastyab hain neechay diya gaya chart demand zone ke tasawwur ko ziyada sahih tareeqay se samajhney mein aap ki madad kere ga chart mein, aap oopar ki taraf fori harkat dekh satke hain. is ki wajah yeh hai ke jab qeematein demand zone tak pahonch jati hain, to kuch orders bhar jatay hain jabkay nah bharay hue jazb ho jatay hain .

    Click image for larger version

Name:	images (15).png
Views:	13
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12573619
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply and demand zone in forex market ,,

    WHAT IS SUPPLY AND DEMAND IN FOREX.

    Dear forex friends First of all hamen ji pata hona chahieye k demand aur supply hoti kya hai hai tab hi Ham market mein acha kaam kar sakte hain market main basic knowledge hote Hain aur hamen main ine chezon ka knowledge hona bahut hi zaruri hota hai.Jab market mein main bahut se buyers kisi bhi currency ya commodity ko bye karte Hain to uski value mein kafi e train tha aati hai hai aur uski demand banne lagti hai hai aur agar Ham technically graph mein dekhte hain to vah upar Jana shuru kar deti hai hai kyun ki jis chez ki bi demand ziada aati hai hai aur jis ko log kena start kar dete Hain uski value ziada hona shuru ho jaati hai aur ISI ko Ham damad kahate Hain.Jab ek hi currency yeah commodity ko bahut se log Salim karna start kar dete hain to uski value mein kami aana shuru Ho jaati hai hai kyunki jab bahut se log milkar ek currency ya commodity ko sale karna shuru kar lete hain to use krty waqt time to time uski value kam hoti rahti hai aur ham isko supply kahate Hain jab bhi kisi currency yeah commodity ki supply start hoti hai to usmein sellers ka big roll hota hai aur esi ko supply kehty hain.without demand and supply ke hamari trading kabhi bhi perfect nahin hoti hai aur na hi Ham market mein kabhi b trading kar sakte hain demand and supply ka hona bahut zaruri hai tab hi Ham market mein kamyab trading kar sakte hain agar humne market mein profit ki earning karni hai to tab hamen demand and supply related knowledge ka hona bahut zaruri hai jab tak hamein demand and supply ka knowledge nahin hoga to tab tak ham kabhi bhi e successful nahin honge is liye hamein demand and supply ka knowledge hona bahut zaruri hai hai main samajhta Hun ki hamen zarur demand and supply related good knowledge hona chahieye aur kisi bhi currency ya commodity per trading karte hue hamein sellers aur buyers ki interested ke related fundamental knowledge bhi hona chahieye Taki Ham market mein main demand aur supply se profitable trading kar saken.
    Click image for larger version

Name:	11.jpg
Views:	11
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12434640
    IMPORTANCE OF SUPPLY AND DEMAND.

    Hello, Forex trading market members supply aor demand zones ko smjhnay ky leay apko market ki technical aur impotant aspects ka complete knowledge hona zaroori hai ap yeh bat maloom honi chehye ky forex trading market ma bahot sari terms use hoti hain in ma supply aor demqnd zone bhi aik term hai jis ma indicators ko dekhty huy aor chart py candlestick ko study krty huy trend ky hisab sy andaza lgaya jata hai.shooting star apko short term trend reversal indicator ky tor py hint deta hai aor sath ma marbuzu candle is ki confirmation deti hai lkn market apny demand zone py ponch ky again apny trend track py ajati hai aor is ko supply zone kaha jata hai ma nechy picture ma aoko smjhnay ki koshish krta hun.
    Click image for larger version

Name:	22.jpg
Views:	1
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12434645
    TRENDING OF SUPPLY AND DEMAND IN FOREX.

    jb markeet main product ki supply kum ho jay to us ko mang aur price mian izaafa ho jata hea aur forex trading main market aik aham role ada karti hai or market ki moving such main demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai forex market main morket ki mofing main demand or supply ki boht ahmiyat hoti hai jesa k aik currncy ki values main izafa ho rha jai tu es ka matlab yah hai k os molk ki chezun ki demand bhar rahi hai log maret ki traf bhar rhay hain tu es sorat main os chez ko buy karny se cha hai osko sell kar den q k logun ki demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.Or is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai ta k us ki demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
    Agar ap demand or supply ko samjh ly to ap ko analysis me thori asani ho jaye gi or ap easily kisi pair ki value ko smjh jaye gy k up jaye hi ya down.aur friends best time ka wait karna hi ho sakta hay koi other esa formula nahi hay jes key base par trading me daily regular profit earn kia jaye, daily hamari nazar esi news par honi chehaye jes se ham conform 100% trading se profit earn kary, support and resistance levels se trading karna be best hay magar news ki ehmeyat es se kahi zeyda hay, news time me market fast hoti hay esy time me traders ko wait karna chaye, koi be esi mistake ya over trading nahi karni chaye jes ki waja se loss ho, kam profit earn karna acha hay zeyda loss karny se.supply aur demand aik key indicator hay jis per kafi trader market main trading ker rahay hain. q kay ager ham chart per gehri nazar dalen to hamen pata chalay ga kay market kisi bhi chart main supply aur demand kay zone nazar aty hain jesay support aur resistance kay zone hotay hain. jab kisi bhi product ki demand aik high level per chali jati hay to us say wo product ziada produce hona start ho jati aur logo ki demand pori bhi ho jati hay aur jab koe bhi buyer nahi bachta to us cheez ki demand kam ho jati hay us ki value bhi down hona start ho jati hay. isi trah say supply zone bhi kam kerta hay.thanks
    Click image for larger version

Name:	33.jpg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12434646

    اب آن لائن

    Working...
    X