Dear friends, forex trading main indicators traders ko market kay trends aur pairs kay behaviour kay baray main information daitay hain, in indicators ka knowledge trading kay liay boht useful hota hay, in indicators ki two main categories hoti hain aik leading aur dusri lagging, in main sa aik Relative Strength Index (RSI) indicator bhi hota hay, yeh further mixed rsi aur rebound rsi kay tor par bhi working karta hay,
Working features of Mixed and Rebound RSI:
Mixed and rebound RSI aik momentum indicator consider kia jata hay jis ko J. Welles Wilder junior na develop kia, ye technical anaylisis main recent price changes kay magnitude ko measure karta hay aur pairs ki prices main overbought aur oversold conditions ko janchta hay, ye traders ko bullish aur bearish price momentum kay signal bhi provide karta hay, ye indicator market kay trend reversal aur pull backs ko bhi janchta karta hay, jab RSI kisi trend ko follow na kar rahi ho or bar bar up down move kar rahi to isko mixed RSI kehty hain, lihaza is state main trader ko apni trades ko hold kar dena chaiay
States in Mixed and Rebound RSI:
RSI ki three states hoti hain jo oversold, overbought aur neutral hain, jab RSI oversold state main hoti hai to iski value bahut down below 30 chali jati hay, same isi tarha jab RSI overbought hoti hai to uski value boht up yani above 70 chali jati hay, in two states say RSI ki value jab neutral ki taraf move karti hay to is ko rebounding of RSI kehty hain, Jab RSI kisi trend ko follow na kar raha ho aur bar bar up down oscillate kar raha ho isko mixed RSI kehtay hain, lihaza is state main trader ko apni trades ko hold kar dena chaiay kiun kay market ko samjhna mushkil ho raha hota hay, aksar market us taraf he nhi jati jis taraf RSI show kar rahi hoti hay aur divergence a jati hay,
Calculations and trading process:
Forex trading main RSI Oscillator aik lagging indicator hay. Jo market ki historical price ko use karty hoye market kay upcoming level ko predict karny main help karti ha, RSI normal trend ki information kay liay bhi usefull hota hay, is ki calculation kay liay ye formula use kia jata hay,
RSI = 100 - 100 / 1 + Average upward price change / Average downward price change
Mixed aur rebound RSI indicator main divergence us waqt appear hoti hay jab prices is sa opposite direction main move karti hain, RSI downtrend ki nisbat uptrends main ziada static rehta hay, RSI hamain market ki short picture daiti hay, mazeed hamain usko behtar khud hi utilize karna hota hai,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим