kia hum thread ko reply sirf 2 lines ker sakte he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    according to instruction humri post two lines or more then two lines ki honi chaye wrna count nahi hogi is liye ap try karen do lines ka he karen aur safe side kay liye 2 lines say ziada ka he ker dia karen takay koi doubt na rahay kay bonus milay ga ya nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      ji yahan yeh yahan ke forums ke rules ke muabiq he ke kam az kam apko 2 lines ka to karna hi karna he comeent warna apka woh comment jo do lines se kam ka he agar ho bhi jaye accept to apko zyada aisa akrne kiijazta nahin di jaye gia ur us ke abd ap ka yeh account ayhan ka abnd bhi kiya jasakta he
      • #438 Collapse

        Jee bhai jan bilkul apki bat thek hai k pakistan forex forum mein ham kam az kam 2 line ki post kar sakty hain q k ye is forum ka rule hai warna humari post count nahi ho gi aur bohat se log ye he ghalti karty hain is liye un ka account bi kabhi kabhi block ho jata hai.
        • #439 Collapse

          nice question hai bhai jaan app ka g bhai jaan hum forex forum may bhai jaan ek trade ko bhai jaan do line may post kar saktay hai
          • #440 Collapse

            gi bilkul app thread ka reply do lines ka kar sakte hain is se kam nahi kar sakte kyu ke is se kam ka forex main allow nahi hain ye is ke rules and regulation ke khilaf hain is liye koshich kya kare reply 2 lines ya is se zayada ka ho warna app ka account bhi block ho sakta hain
            • #441 Collapse

              bhai forex ka yeh rule hai kay apka comment kam sey kam 180 characters ka hona chahie jo kay 2 lines ka ban jata hai agar ap is sey kam ka reply kartay hain to month kay end mein apkay yeh replys detuct ho jatay hain
              • #442 Collapse

                ji haan janab hum do lines main kar sakty hain agr achi post kari hy to three line ko use karo west do lines kafi ain ek achi post k leay..........
                • #443 Collapse

                  g ha bhi jee is bta ka to muj ko optanhi hy ka ya kya kah rhay hy vasay utnay rulss bee kyahone chey hum koisn rulls ke vja sa kam krnay ma problam o sakty hy
                  • #444 Collapse

                    forex forum main thread ko relply krna 2 lines ka kaha gia ha rules main aor ap zaiada bhi reply kr skty hain is main koi lazmi bat na ha keh sirf 2 line hon
                    • #445 Collapse

                      forex trading business mein post 2 lines ki must honi chahiye ic sy zayada likh skty hai but ic sy kum nhi... or yeh bhi important hai ap apni 2 lines ki post mein apni puri baat question pochne waly ko smjha skay....
                      • #446 Collapse

                        my dear friend agar hum 2 lines say kam ki posting karen gay toh humari post count nahi ki jaye gi aur uska bonus nahi mile ga is liye bohat zaroori hai k hum 2 ya 2 say zyada lines ki posting karen;;;;;;;
                        • #447 Collapse

                          The main purpose of Forex Forum is to share knowledge, experiences and ideas to the new traders. When a user asks for some specific information, he needs just to the point answer. So the post should be specific and must contain the elements what the user needs. It doesn't matter what is the length of post.
                          • #448 Collapse

                            ji boos ji ham just 2 lines hi likh saktay he hame chahye kay ham short ans de na kay full page type kar de
                            • #449 Collapse

                              ye zarori ni hota hamra main maqsad tasli bakish reply krna hota hy.laikan iss k bawajood agar iss sawal k mutabaq zeyada sy zeyada information be likh sakty hain jis sy logon ko bohat faida ho jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                mery pyare bhaio wasay manay jo forum kay rules parhay thay us main ye saf saf likha tha kay apki post kam uz kam 2 line ki honi chahiay or wo must be unique ho yani us say thread main jo pucha gia hay uska sahi jawab dia gya ho,so post kam uz kam 2 line ki to honi chahiay is say hamain account block honay ka khtra nahi hota...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X