Ranging and Sideways market trend moments

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ranging and Sideways market trend moments
    Dear friends, Forex market three trends main moment karti hay, kabi ye movement fast aur kabi slow hoti hay. News and fundamental analysis ka is per kafi asar parta hay, iski waja say market uptrend ya downtrend aur kabi sideways ya ranging moment karti hay, trend ko properly janchna aur is per trade karna he acha profit day sakta hay,

    Sideways ya ranging trend ki details:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221204_1030_23_5340.jpg
Views:	1
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12573262

    Side ways movement ka matlab yeh hota hai kay jab market stable ho jati hai aur kuch dair aik hi jaga bar bar move karti rehti ha, aisi situation main jo price action hota ha wo na hi bullish lagta ha aur na hi bearish, side way moment ko some time side way drift bhi kaha jata ha, market ki side movement ka matlab ye nai keh up ya down ki bajay koi aur movement bhi hay, market ki movement is main bhi up and down he ho rahi hoti hay, laikin support and resistance gap small but strong hota hay, matlab resistance say support aur support say resistance kay darmian he movement ho rahi hoti hay

    Causes of side ways trend moments:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221204_1030_23_7021.jpg
Views:	1
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12573263

    Side way movement main aksar aik din main do bar support and resistance hit hoti hay, is movement main hamain safe trade karny kay liye fundamental analysis aur technical analysis ka bhi khyal rakhna chaiay aur stop loss ko use karna chaiay, Side ways movement ma trade karna aksar boht risky ho jata hi kiun kay agr hamain achy entry aur exit points mil bhi jaen to ham big profit hasil nhi kar sakty kay yeh movement boht limited hoti ha, laikin agr market hamari entry kay bad wrong direction ma support ya resistance ko break kar jay to hamain boht loss ho sakta ha

    Conclusions:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221204_1030_23_8232.jpg
Views:	1
Size:	27.2 کلوبائٹ
ID:	12573264

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221204_1030_23_9143.jpg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12573265

    Market sideway main move kar rahi ho To hamain us mein trade nahin lagani chaiay agar ham is main trade lagate hain to is se hamain loss ho jata hai agar ham loss say bachana chahtay hain to hamain kabi bhi sideway movement mein trade nahin lagani chaiay kiun kay is mein buyer aur seller ki tadad equal hoti hai aur us mein market kabi up and down move karti rahti hai, is main support aur resistance kay darmian he movement ho rahi hoti hay. Yahan ham resistance say sell aur support say buy ki bar bar small trades say bhi acha profit lay sakty hain

اب آن لائن

Working...
X