AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahen khush rahen aur mahfuj Rahe Hain aaj topic per main aapke sath Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai bullish harami aur bearish harami candlestick pattern ine per Ham kaise trade kar sakte hain aur is pattern ko find out kaise kiya jata hai aur iske mutabik agar Ham trade Karen To hamen kaun si trading strategy apna na Hogi Taki hamare trade profitable ho isko understand karne ki koshish karte Hain
DETAILS OF HARAMI CANDLESTICK PATTERN
Harami candles pattern ek Japanese candle stick pattern hai jo ki market mein bullish aur bearish short term signal produce karta Hai harami candlestick pattern price action ki direction ke hisab se Bullish ya bearish consider hota hai harami candle sticks pattern 2 candles per mushtamil hota hai 1 bullish harami or 2 bearish harami candles hote hai es ky hisab se market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jata hai
IMPORTANT POINTS OF BULLISH HARAMI PATTERN
1# yah down trend ka Agahaz karta hai
2# Delhi cantt district big or bearish hoti hai
3# bearish candle stick ke bad us sey chhoti bullish candle banti hai
IMPORTANT POINTS OF BEARISH HARAMI PATTERN
1# ab trend ka start karta hai
2# pehli candlesticks big or bullish hoti hai
3# second candlestick small aur bearish hoti hai
HOW TO TRADE HARAMI PATTERN
Harami candlestick pattern donon bullish aur bearish signals provide karti hai aur yah signal candlestick pattern ke zarie find out kiye ja sakte hain ki bullish hai ya bearish niche Ham bullish aur bearish ki image bhi aapko show karata hun Taki aapko acchi Tarah samajh a sake aur detail mein aapke sath share karne ja raha hun jismein yah pattern aap clearli dekh sakte hain aur understand kar sakte hain Taki aap behtar trade kar saken
Example for bearish harami pattern
Is image mein aap ne dekha Hai ki bullish harami pattern banne ke bad kis Tarah market mein move Kiya To sem usi Tarah market mein bearish pattern banane ke bad bhi market ki moment dikhai hai lekin ek baat aur Jo zehan nasheen karne ki jarurat hai ki trading karte hue trading ke time frame classic chartt pattern aur price action Ko dekhkar aapane Apne entry ka faisla karna hai
Example for bullish harami pattern
Is image mein aap dekh sakte hain ki Eur/ USD currency pair bullish pattern banane ke bad uptrend dobara se jari hua hai lekin is baat Ko bhi zehan nesheen rakhna chahie ki tamam harami pattern reversal ki taraf ishara Nahin karte

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим