Morning and Evening Star Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning and Evening Star Candlestick Pattern
    Star Candle Introduction

    Forex exchanging mai Star Candle top standard mily ge to murmur is see faida hasil kr sakty hai aur top per he yeh humein throb section give krta Hai jis ko time standard hasil kr KY acha benefit hasil kr sakty hain humein exchanging krny see pehle market ka acha examination krny ki koshish krni chaheye aur Jin designs ko murmur ne seekha howa hai. Star Candle market maifind krny ki koshish lazmi kren kyun KY bohat sare outline designs humrin throb section dy jaty hain aur bohat Kam sign in ko follow krny mein Kamyab hoty hai. Star Candle Example ki tou ye hamen first spot on the list mily ga or aap sell exchange open kerny mein zara sa bhi time squander naa keren nahi tou aap ki passage aap k hath se chaly jaye gi aur aap aik acha benefit hasil kerny mein nakam ho jayen gy is liye humen soch samjh ker kaam ko kerna chahiye taa k murmur kaam ko benefit or achi procuring ki taraf ly ja saken

    Click image for larger version

Name:	images (3) (275).png
Views:	4
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12573185

    Morning Star Candle

    Morning star design 3 candle bullish inversion candle design hota hai base downtrend ke upar Heera will Kiya jata hai hello hai ismein Ham uncover truck Shopping basket download downtrend ki Force ko jo ki last bullish move hai ya Establishment ke sath new April ko follow Kiya Jata Hai Iski market Mein Ham Ek acchi candles ko shop Karte Hain jismein Ham morning star candle design ko acche se comprehend Karke Achcha benefit bhi Hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (2) (135).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12573186

    Evening Star Candle

    Dear Companions evening star morning star k inverse hota hy or yeh negative pattern ko show krta hy or yeh cost k increment honay k awful nazar ata hy first day ik long light banti hy jis ka variety white hota hy is candle k terrible star banta hy star ki body last day ki body say hole banati hy market mian ghair yaqni surat hal ky banay ka ishara choti body walay star ka banna hy following day negative ka hole banata hy or is ana andaza mazeed kam cost ksath mukamml band ho jata hy .is ki shape bi morning star candle ki trha greetings hoti hy

    Click image for larger version

Name:	C79EF806-B601-43E7-A3E9-3AC529D4D533.png
Views:	27
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12573187

    Morning Star Candle Trading

    Morning star design 3 candle bullish inversion candle design hota hai base downtrend ke upar Heera will Kiya jata hai hello hai ismein Ham uncover truck Shopping basket download downtrend ki Force ko jo ki last bullish move hai ya Establishment ke sath new April ko follow Kiya Jata Hai Iski market Mein Ham Ek acchi candles ko shop Karte Hain jismein Ham morning star candle design ko acche se comprehend Karke Achcha benefit bhi Hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	trmor.png
Views:	3
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12573188
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning and Evening Star Candlestick Pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Candlestick Pattern


    Morning star candlestick pattern market main ziada ferokht k baad bearish trend main banta hai, jahan se qeematon ka mumkina tawar oar bullish trend reversal hona hoti hai. Morning star pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad nechay gap main aik small real body wali candle hoti hai, jo k bearish ya bullish dono ho sakti hai. Ye candle aam twar par star candle hoti hai, jiss ka upper aur lower side par small se wick bhi ho sakti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali bullish candle hoti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-20T065857.542.png
Views:	9
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12442186

    Candles Formation


    Morning star candlestick pattern teen candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bearish dosre small candle hoti hai, jo k bullish ya bearish dono ho sakti hai, jab k last par aik bari real body wali bullish candle hoti hai. Inn candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;


    1. First Candle: Morning Star Candlestick Pattern ki pehlee candle aik strong bearish candle hotti hai, q k qeematen pehle se hi bearish trend main harkat kar rahee hotti hai, is waja se is candle ka bearish hona zarorri hai. Pehlee candle aik strong aur long bearish trend candle hotti hai, jis ka upper aur lower wick bohut chotta hotta hai.

    2. SecondCandle: Morning Star Candlestick Pattern main dosree candle aik small real body wali candle hotti hai, ziadda tar ye candle Spinning top candle ya isi tarah se dosree candle hotti hai. Candle ka color zarorri nahi hai, lekin is ki position bohut ziadda aham hai, q k ye pehlee candle se down side par gap main open aur close hotti hai.

    3. Third Candle: Morning Star Candlestick Pattern ki teessri candle aik strong bullish candle hotti hai, jo k trend reversal ka kaam kartti hai. Ye candle bhi dosree candle se gap main up side par open ho kar higher par ja kar close hotti hai. Teesrri candle pehlee candle k real body k 50% se ziadda par close honi chaheye.

    Evening star candlestick pattern


    Evening star candlestick pattern "Morning star candlestick pattern" k bar akas opposite direction main bullish trend main banta hai, jahan se prices bearish trend reversal main change hona shoro karti hai. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss baab aik small candle banti hai, ye candle bearish ya bullish dono ho sakti hai. Pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad prices mumkina tawar par bullish trend de bearish trend main badal jati hai. Bullish aur bearish candle k darmeyan banne wali small star candle dono se upside par gap main banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-20T070035.541.png
Views:	3
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12442187

    Candles Formation


    Evening star candlestick pattern teen candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish dosre small candle hoti hai, jo k bearish ya bullish dono ho sakti hai, jab k last par aik bari real body wali bearish candle hoti hai. Inn candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    1. First Candle: Evening Star Candlestick Pattern ki pehlee candle aik strong bullish candle hotti hai, q k qeematen pehle se hi bullish trend main harkat kar rahee hotti hai, is waja se is candle ka bullish hona zarorri hai. Pehlee candle aik strong aur long bullish trend candle hotti hai, jis ka upper aur lower wick bohut chotta hotta hai.

    2. Second Candle: Evening Star Candlestick Pattern main dosree candle aik small real body wali candle hotti hai, ziadda tar ye candle Spinning top candle ya isi tarah se dosree candle hotti hai. Candle ka color zarorri nahi hai, lekin is ki position bohut ziadda aham hai, q k ye pehlee candle se upper side par gap main open aur close hotti hai. Dosree candle pehlee candle k shadow ko bhi touch nahi kartti hai. Ye candle bullush aur bearish dono tarah se ho saktti hai.


    3. Third Candle: Evening Star Candlestick Pattern ki teessri candle aik strong bearish candle hotti hai, jo k trend reversal ka kaam kartti hai. Ye candle bhi dosree candle se gap main down side par open ho kar lower par ja kar close hotti hai. Teesrri candle pehlee candle k real body k darmeyan se ziadda par close honi chaheye.


    Trading


    Morning star aur evening star candlestick patterns dono trend reversal pattern hen, iss waja se qeemten iss position se rebound hona shoro karti hai, lekin uss k leye kuch zarori conditions hen, jin ka hona zarori aur aham hai. Pehla ye k ye pattern prices k intehaye top ya bottom par banna chaheye, jo umoman indicator ls par overbought ya oversold zone hona chaheye. Dosra patterns par trading k leye trend confirmation candles ka hona zarori hai. Morning star pattern par buy ki entry aik bullish candle k baad hongi, jab k evening star pattern par trading se pehle bearish candle ka confirm hona zarori hai. Trend confirmation candles ka real body main bhi hona zarori hai, jab k pattern k trend k opposite direction k candles banne par pattern ka reaction invalid ho jata hai, jiss par trade entry se parhez karen. Stop Loss ka istemal zaror karen jo k loss se trades aur account ko mehfoz banata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-20T065751.720.png
Views:	1
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12442185
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      جواب: Morning and Evening Star Candlestick Pattern

      Introduction:-
      Assalamu alaikum*Dear Friends,
      Market Mein different types ke patterons hote hain aur and patterons Mein different candlesticks bante Hain aur yah candlesticks bahut hi important hoti hain isiliye Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass*morning*star*and*evening*star*candlestick*pat terns Aur in Ke alava Jo Bhi patterons market mein maujud ho Unka knowledge Hona chahie Taki Ham aasani ke sath market Mein trade open kar Saken

      Evening*Star*Candle Pattern
      *.
      Click image for larger version

Name:	Evening-Star-candlestick.jpg
Views:	11
Size:	69.7 کلوبائٹ
ID:	12442242
      Evening*star*candle teen candle ke darmiyaan banta hai aur iska yah namuna hai jo ki aam taur per top level per hi paya jata hai jisse identify karna bahut hi aasan hota hai aur jab is tarah keaur jab is tarah ke Pattern banna start hote hain to yah alag sibanna start hote hain to yah alag si apni shape akhtiyar kar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata haikar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata hai agar in pattern ko acche tarike se identify aur follow kiya jaaye to real trend ko a asani se pahchana ja sakta ha.

      Morning*Star*Candle Pattern
      *.
      Click image for larger version

Name:	MorningStarPic.gif
Views:	13
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12442246
      morning*Star Candle pattern*evening*star*candle pattern ke against hi bantaevening*star*candle pattern ke against hi banta hai jaise ki*evening*star*pattern top level par banta hai vaise*morning*star*candle pattern nichli side means ke downside side means ke downside hi banta yah donon pattern ek dusre ke oppsite hi bante Hain agar ek pattern upward side ban raha hai to dosra down ward side ka banega identify karna bahut hi aasan hota hai bus focus ke sath kam karna hoga agar is tarah ki situation market kyriad karti hai tu se jarur identify kar
      ke phir apni startegy implement karna ho ga.

      Difference.
      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	53.2 کلوبائٹ
ID:	12442247
      En both patterns ma serf direction ka he faraq hota hai ik bearish trend k end par banta hai or ik bullish trend k end par banta hai. Agr hamy pehle sy asy patterns ka pata hu to ham acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. But trader ko ye bat b zehan ma rakhni chahe k kio b pattern kbi confirm profit ki gurantee ni hota. Es ma movement kisi b time par change ho sakti hai. So trader ko hamesa apny experience ka sahara lena chahiy,

      Important Note
      :-

      Forex ke business mein har EK pattern bahut hi important hota hai kyunki in ki vajah se Hi market ke real trend ko identify karna aur bhi aasan kam Ban jata hai bus hamen complete focus ke sath work karna hoga aur kabhi bhi jaldbaji nahin dikhani hogi aur agar market is tarah ki situation create karti hai to use ignore bhi nahin karna hoga use situation ko dekh kar ke samajh karke tab apni planning aur startegy banani hogi kyunki jitna jyada Ham active aur alert Ho karke kam karenge utna hi jyada forex se profit gain Karen gey.
      Click image for larger version

Name:	b9263a059ae449039077d7ba83bfeb86.png
Views:	2
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12442248

      اب آن لائن

      Working...
      X