Dear friends, forex main technical indicators boht importance rakhtay hain aur hamain na sirf trend ka bataty hain balkay market aur pairs ki strength aur momentum kay baray main bhi indications daity hain, kuch indicators aik dusray kay sath resemble bhi kartay hain, isi tarah hum Money Flow Index aur MACD bhi kafi important indicator hain, jin ki details yeh hain,
Money Flow Index indicator ki details:
Money flow index (MFI) aik oscillator hay jo RSI ki tarah he use hota hay laikin ye hamain turning and reversal points kay sath volume weigtage ka bhi batata hay yani isko ham RSI say behtar tarikay say use kar sakty hain, money flow index aik leading indicator ha jo hmain market k momentum aur iski strength k baray ma btata ha, is ko Gene Quong aur Avrum Soudack na develop kia, ye hmain price action ki bhi information daita ha,
Indication provided by MFI:
jab prices apna higher high bana rahi hon lakin MFI lower high show karay to is sa uptrend ma weakness ka pata chalta ha jis ka matlab ye ha kay trend reverse honay kay kareeb ha isay hum bearish divergence kahain gay, isi tarah agr prices apna lower low bnaen aur MFI apna higher low bnae to ye bullish divergence ka signal ho ga, ye hmain price action ki bhi guidance daita ha, jab kisi pair ka MFI rise kar raha ho to ye buying pressure ki indications hoti hain aur jab MFI fall kar raha ho to ye selling pressure ko show karta ha, MFI 0 sa 100 k darmian oscillate karta ha jab iski value 80 sa above ho to isay overbought consider kia jata ha aur jab value 20 sa fall kar jay to ye oversold ko zahir karta ha
Moving average convergence divergence indicator ki details:
Moving Average Convergence Divergence (MACD) aik momentum oscillator ha jis ma traders moving average ki help sa trend direction ko identify kartay hain kay wo bullish ha ya bearish, dono trend ki identification kay sath in kay momentum ka bhi hamain batata hay jis say hamain trading kay liye strength ki waja say entry and exit dono points mil jaty hain, laikin ye indicator single tarikay say use nai ho sakta balkay do moving averages kay sath combine honay kay bad he use hota hay
Indication given by MACD:
MACD aik boht common use honay wala indicator hai aur boht sary traders isko use kartay hain. Lagging indicator ka ik benefit bhi hai kay ye aksar reliable signal ko provide karty hain, MACD line ko identify karny kay liye 26 time period ki exponential moving average ko 12 time period ki exponential moving average say minus karty hain, is tarah hamain MACD line ka pata chal jata hay, moving average ki help sy market k new trend kay baray ma signal deta hai kay wo bullish ho ga ya bearish aur trader is ko apni trades ko manage karny kay liay use karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим