Dear friend, CCI (Commodity Channel Index) aik boht acha indicator ha, jis ko traders mukhtalif functions aur activities kay liay use kartay hain, yeh new trends ko identify karnay kay liay ya extreme conditions say warn karta ha, dusray indicators ki tarha yeh bhi aik best indicator ha, agar ham iska proper knowledge rakhtay hain to ham is indicator say market main trade open kerny kay liay achi indication hasil ker lety hain,
Commodity Channel Index kay features:
CCI ko hum indices aur ETFs wagera kay liay successfuly use kartay hain, normaly CCI mojooda prices ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jab prices apni average sa barh jati hain to CCI bhi nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain to CCI bhi low ho jata ha, is indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker kay trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain, isi tarah CCI over bought ya over sell ko identify karnay k liay use hota ha, CCI simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay kay liay bhi use hota ha
How value of CCI is calculated:
Iski calculation kay liye pair ki mean price aur jo period use kia jay uski average kay difference ko use kia jata hay. Is farq ko average period kay farq say compare kia jata hay. CCI ka formula yeh hota hay.
CCI= (AveP - SMA of AveP) / (0.015* mean deviation)
Yahan par AveP, Average price= (high+low+close)/3 isko typical price bhi kaha jata hay, jab kay 0.015 aik constant hay jo CCI ki +100 say -100 ki range ki values ko 70 say 80 percent kay darmian garwat ko ensure karta hay, CCI ko ham kisi bhi time period per calculate kar kay isky mutabiq results hasil kar laity hain. Laikin inka istemal inky mutabiq he ho sakta hay.
Indications of increasing and decreasing prices:
jab CCI negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ki indication hoti hay kay price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha aur CCI ma buying ka signal mil jata ha, isi tarha downtrend kay liay jab CCI 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices kam honay ki indication milti ha, ye indicator overbought ya oversold ki talash ma traders kay liay help provide karta ha, Commodity channel index indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad apko results aur indications provide kar raha hota hai
Bullish and Bearish divergence information with CCI:
CCI bullish aur bearish divergence ko detect karnay kay liay bhi prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, yeh aik boht useful indicator ha jo hmain mufeed trading karnay boht support karta ha hmain is ko use karna seekhna chaiay ta kay trading kay achay faislay kar sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим