Friends jab aap forex trading platform per trading karte hain to sab sey zaruri hota hai ki aap ka account balance seve rahe aur aap acchi tarah sey trading ko continue kar pain dear friends agar aap property trading Nahin Karte Soch Samajh Kar to aap ko Khatra hota hai ki aapka account Vas ho sakta hai isliye trading technique Jis ko hedging kahate hain is ko tedar log istemal karte hain apne account ko sev rakhne ke liye aagey chalkar ham hedging trading ki wazahat Karenge.
Hedging Trading Strategy, Explanation.
Friends Hedging trading main traders trading signals ko follow kiye baghair trading karty hean aur daikha jaaye to yea aik bahot behtareen trading sabit ho sakti hea is main trader directions main same lot size sy trades open ker lety hain aur jab aik trade profit main chali jati hai tou usy close ker dia jata hai aur loss wali ko profit main jany tak continue kia jata hai jab woh bhi profit main chali jati hai tou dono profits ko calculate kerny per acha profit hasil kia ja sakta hea.
Difference between Scalping and Hedging.
Friends kuch traders aisy bhi hoty hain jo Hedging trading ko like nahin karty aur Scalping Trading main zayada belive karty hean lakin scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta hai.