Positive Volume Index
Dear my Siblings yeh ik aisa indicator hai jo ky forex trading ki market mein hamein aek achy technical analysis karnay mein help karta hai aur iss ky zariye se ham log asaani se aek acha kaam kar saktay hain.iss liye isss mein agar aek acha kaam karna hai tou iss mein ham khud ko bohat achy tareeqay se kaam kar saktay hain.Positive volume index Volume base ka technical indicator hay jo key market key positive volume ki calculation karta hay, market key current increase howy volume ko previous day key volume key muqably me count karta hay, previous period ki market volume jetni be current day me increase ho jati hay es ki counting key ley PVI indicator use kia jata hay jo key traders key ley bahot hi helpful sabit ho raha hay.
Important Information of PVI
Dear forex members jab ham forex trading mein koi bhi trade karty hain tou hamein is mein trend ko bhi find out kanra lazmi hota hai.jab hamein market k andr market k trend ka pta chal jata hai k is waqt market mein yh trend chal ra hai uptrend ya downtrend chal raha hai tou tab hi hamein market k and market k trend k hisaab se trade lgani chaiye aur ham market mein trend ko findout karny k liye different types k indicators ka use karty hain. ham is mein moving average indicator ka use kar sakty hain market mein indicators ka use kar sakty hain.jese k MACD indicator ko use kar k ham market mein trend ko find out kar sakty hain. forex trading market ka ndr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka samna karna pary ga.
Benefits of PVI
Dear Friends Is k ilawa is indicator ki madad se hun Forex trading ki market ke liye aek accha signal Le sakte hain aur in signals ko follow kar ke market Mein aEk achi entry Le sakty hain Kyun ki Forex trading ki market Mein Hamein Ussi Waqt enter Hona zyada acha rahy ga Jab hamary pass bohat zyada Acha entry point available hoga aur yeh indicator Hamein market ky Trend ky bary mein aek acchi indication provide karta rehta hai aur Market ki positive value Hamein chart per indicate karta rehta hai.
How to Work with PVI
Mere pyare dosto agr current session ka volume previous session k volume sy increase kar jae to trader ko buy ki trade open karni chahe kiu k market ki prices increase ho rahi hoti hai. Ese tarha current session ka volume agr previous session sy decrease kar jaye to eska matlab hota hai k trader ko sell ki trade open karni chahe or market ma prices ma decrease predict kiya ja sakta hai. Ek or b situation ho sakti hai or wo ye k agr forex market ma previous session ka volume current session k equal ho to eska ye matlab hota hai k market side movement ma hai. Or es point par trader ko apni trades ko hold kar lena chahe

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим