Rectangle pattern defined in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle pattern defined in forex market
    Rectangle introduction.
    Rectangle pattern forex market mein aik gap ke khsoseaat ko indicate karta hey jes ke wajah say price sideway or support or resistance kat darmean parallel hote hey or aik zone kar darmean movement karte hey pattern aam tor par majodah trend ke asal semat mein jare rakhnay say pehlay price ko stable karnay ke nomaindge karta hey upper ya lower bound ke outside mein close honay wale candle stick triangle pattern kay khatamay ko indicate karte hey or jare trend ke breakout semat ka signal dayte hey trader ko majmoi chart ko analysis kartay hovay trend mein anay wale tabdele say agah rehta hey jo keh baray micro pattern ko wazah kar sakta hey rectangle pattern uptrend ya down trend mein daikha ja sakta hey nechay de gai tasweer en dono trend kay manzar namon ka khaka paish karte hey jo beltarteeb bearish or bullish pattern ko indicate karta ha.

    Bullish Rectangle Kia Hota Ha.
    Bullish rectangle pattern yeh aik continuation pattern hey jo keh uptrend mein hota hey jes ke wajah say trader long position mein entry laynay ke taraf daikhtay hein or jab price mein support toot jate hey break out zone kay andar close ho jate ha.

    Bearish rectangle?
    Bearish rectangle pattern continuation trading pattern jo keh down trend kay nechay paya jata hey jes kay tahat jab price support toot jate hey or breakout zone kay andar close ho jate hey to trader short position kay andar enter hotay nazar atay hein.

    Trading With Rectangle.
    Jesa k ab say hi aik trah say hi trade shutting mein apko jaldi nahin krni chahye aur plan ko nechy chalny dena chahye wesy ap sy bat krti ho twofold top layout plan ki ky wo kyse creations krty hy or market overwhelming nazar positive to humhy kya tp say hey mile ga ap ager say howdy aik trah say ik choice lyna chahiye double pinnacle market principal tab banta hy jab apki business focus uper ja rahi hoti hy ye ek reversal plan hy do kisam ky plan hy business focus ek apka reversal plan hy or dusra continuations plan say hi trading zroor lengy continuation paattern kuch ayse test hoty ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rectangle pattern defined in forex market

    DEFINITION OF RECTANGLE PATTERN:-


    Dear forex friends Market ki swing movement ko profitable banany key leye bullish ya bearish rectangles ko samjhna bahot zarori hay, market kabi support level ko aur kabi resistance level tk ja ponchti hay ye level kab break hoty hey es key ley bullish and bearish rectangles traders key ley helpful ho sakty hey,bullish rectangles ki agar bat ki jaye to bullish ki major trend agar support level ko break na kary to yeh major trend continue rakh sakti hay aur three times support level ko touch kar key ye trend again strong resistance level ko break kar sakti hay, esi tarha bearish rectangles be agar strong resistance level ko break nahi karta aur down to up aur pher se up to down move karti hay to strong se strong support level break ho sakta hay.Esi trend kohum rectangle pattern kehty hain.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	4
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12434365Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	4
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12434365
    DESCRIPTION OF RECTANGLE PATTERN:-


    Fellows market waves ki shakal ma move krti hai na to straight up jati hai na straight down ati hai yeh different type ky pattern bnati hai aor aisy ma move hoti hai is ma apko knowledge hona chaheye ky triangles bnti hai market ma rectangular patterns banty hain bearish bullish stairs etc bnti hain aisy he jesa ap ny discuss ko rectangle ka to yeh bhi aik best indicator pattern hai jo apko firther market ki strategy btata hai.market ma butterfly pattern etc bhi bnty hain jin sy apko market ma trade entry aur exit ka planning set krny ma bahot asani hoti hai is ky elawa apko market ma stoploss aor take profit aor pending orders ki setting ma nhi asani hoti ha market kis support aor resistance ky sath firther apna rasta bna rahi hai yeh bhi humein indicate hota hai.
    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	16
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12434366
    STRATEGY OF RECTANGLE PATTERN:-


    Rectangle pattern market analysis ke liye ek behtarin aur advance method hai bahut se aise expert trader Hain iss method through market mein trading kah rahe hain aur railway gate ke through market se bahut hi acchi trading kah rahe hain Rectangle pattern market ko analyse karne ke liye ek advance method hai aur ji ek latest method hai agar ham Rectangle pattern per kam karte Hain to ham market mein bahut acchi trading kar sakte hain aur market se ham bahut hi achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen chahie ki ham jarur Rectangle pattern trading Kiya Karen kyunki yah trading hamare liye kafi acchi aur behtar ho sakti hai aur hamen se kafi achcha munafa bhi Kama sakte hain.Rectangle pattern basically ek technical method hai aur yah market ke a resistance aur support area per wave ki tarah ek line Banti hai jiski vajah se ham market ke analyses karte Hain yah ek bahut hi he got method hai hamen jarur is method per kam karna chahie tha ki ham market mein achcha munafa Kama sake agar ham market mein Rectangle pattern ko analyse kar lete hain to fir trading karna hamare liye mushkil Nahin hota hai aur ham market se bahut hi kam time mein bahut achcha munafa Kama sakte hain isliye market mein Rectangle pattern ko jarur analyse karna chahie kyunki yah hamari trading ke liye kafi behtar sabit ho sakti hai aur ham isase kafi achcha fayda utha sakte hain isliye Rectangle pattern jarur kam karna chahie tha ki ham market mein main Rectangle pattern ko samajh sake aur isase ham achcha fayda utha saken.Rectangle pattern trading itni aasan Nahin hai isko sikhana kafi mushkil hota hai lekin trading mein kuchh bhi Na mumkin nahin hai agar ham mehnat kar sakte hain to ham isko bahut hi aasani ke sath Sikh sakte hain aur market se ham bahut achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen jarur koshish Karni chahie ki ham serious hokar kam Karen ham jitna serious hokar kam karenge ham utna hi fayda hoga aur ham market mein utani hi behtar kam kar sakenge ham koshish Karni chahie ki ham market mein jitna bata ho sake apni performance ko behtar Karen taki ham aasani ke sath kamyabi hasil kar saken.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12434367

    اب آن لائن

    Working...
    X