kuch log forex me kama rahe hen or kuch apni amount b gawa rahen hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    forex trading aik business hay orr kisse bhe business main loss bhe hoota hay or profit bhe hhoota hay lehaza yeh sab chalta rehta hay its all depend on experience..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      g bhai bilkul theek kaha apne ke forex mien aqalmand log paise kama rahe hain aur jo log isko seekhe baghair start kardete hain wo bs is mein loss hi karwa rahe hain,so is mein kamiyabi ke liye zaroori hai ke ap isko pehle theek se seekhen then phir real trading start karen.
      • #978 Collapse

        jee bilkul sai kaha..forex mai kuch log aesse bhi hain jo raat raat mai ameer hone ka sochte hain r haqeeqtan ho kar dikhatay hain apne mind ko use kark or mehnat kark while other people use forex only foh passing there time..nd wasting there time..waqt bht keemti hta hai..or wo apne waqat ko sai utilize nai krte..isi liye wo apne kaam pr focus v nai krte..thats y wo apni amount gira dete hain...full concentration nai dte
         
        • #979 Collapse

          Gin logo ne learning ke wo kama rahy hain or gin logon ne bagger learning or practice ke trading start ke would lose kar rahy hain
          • #980 Collapse

            zahir hai jin ka kam acha hai wo forex mein acha kam kar kay acha kama bhi rahein hai or jin ka kam acha nahi hai ya jin ko sence nai hai itni kam ki to wo doob bhi rahein or apna kamaya hua paisa dooba bhi rahe hai.
            • #981 Collapse

              Ye bat bilkul teak hai k Kuch log forex business me kama rahe hai aur Kuch logo se paisa khatam hota ja raha hai . Is ki ek waja ye hai k jo log paisa kama rahe hai Un ka experience hota hai business me aur unho ne Kisi se seekha hota aur jo log paisa gawa rahe hai Un ka na to koi experience hota hai aur na hi Un ko Kisi ne sikhaya hota hai.
              • #982 Collapse

                FOrex 1 bht ziada risky business hai oor yah us time oor bi risky ho jata ha jab aap laalch kartay ha ..Forex main some time luck ki waja say aap ko kafi achi earning to ho jati hai oor aap usi tarha doobara lalach kartay hai..Or is ka aap ko nuksaan bi bht hota ha ..Or jo log ziada loss hi kartay hai un ki sab say bari wja learn na karna hoti ha
                • #983 Collapse

                  dear i think forex main kam log kam rahy han or zaida logo apna pasa gawa rahy han q k jo log es main atay han wo es say ak rat main ameer hona chahty han or forex main sab ak bat janty han k jitni lalch karo gy otna hi loss ho ga
                  • #984 Collapse

                    kuch log forex me kama rahe hen or kuch apni amount b gawa rahen hen. dear i agree with you kuch log forex main se earning kar rich bany gai kuch logo na apni amount is main gawai han magr fada un logo ka hoi jin ko trading main experience hasil thai forex main ap experience aur hard working se ap ko profit milta han
                    • #985 Collapse

                      G han bilkul.kush log to forex trading main boohat achi earning kr rhy hain or kush loog essy bhi hain,jin ko trading main loss ho jaata hai.trading main hum apny skills ki base pay he earning karty hain.iss waja say jo loog skilled hain,wo earning lay rhy hain.
                      • #986 Collapse

                        Data about me is that I always look for a professional to do the things that make a good profit from the other one level each time the trade is going to say it's very good.
                        • #987 Collapse

                          my experience a good trader follows his own strategy, is definitely a satisfied person and has a calm mind. A person who just walks on others footsteps shall not be considered a good trader.I am try to follow good trader in Forex.
                          • #988 Collapse

                            yes brother ap theek kehtay hain aur main ap se agree kerta hoon forex trading waqie ak risky business hai is main only wo log success hasil kertay hain jo hard work hotay hain aur jo log trading ko learn kie bgair hi trading start ker datay hain wo loss hi latay hain is lie forex market se profit earn kerne k lie traders ko forex trading ko complete to per learn kerna chahie aur is k bad real trading start kerni chahie.
                            • #989 Collapse

                              well agree with you some traders acha benefits earn kar rahe he forex se, aur some traders apni investment bhi zaya kar rahe he, woh is leye ke unke pass taleem aur trading me experience kam hota he aur woh mostly greedy aur emotion ko follow karte hen jis ki wajah se woh apna account wash karwa dete he forex se, forex business me wahi kamayb trader he jis ke pass achi planing aur well experience he..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                people who always break its usual rules and changed type can not be consistent, especially in using strategies and techniques, people are consistently the least will not break what is already in the set included in forex trading, they will focus on the strategies that they deem profitable.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X