kuch log forex me kama rahe hen or kuch apni amount b gawa rahen hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    g bhi ap nay is main teak kaha ha humay is ko bhot gor say karna chaiya q k agar hum nay koi be mistake ke to humay is ka bhot bara nuqsan ho ga is liya humay phalay demo pay prectic karni chaiya ta k koi naqsan na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      Is ki main reason ye hai k wo log jo forex main kama rhy hain un k paas forex ki knowledge aur expereince hai aur wo is knowledge aur experience ki base py earning kr rhy aur wo traders jin ko loss ho rha hai to un k loss ki wjja yhi hai k un k paas kisi bhi qisam ki koi knowledge nhi hai.
      • #843 Collapse

        agreed ! u have to learn & become expert in trading first thru demo a/c then u should open a real a/c & success depends on ur technique & ur understanding of the mkt which can only be achieved thru deep study of the mkt trends
        • #844 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ad.ziea پيغام ديکھيے
          it is the right ,there are few who are earning in the forex but there are lot who are wasting in the forex ,there for the one is earning who have the knowledge and the others are not earning who do not have the knowledge
          aisa hi hai forex main 95% log loss utha rahay hain kiu kay log lalch kernay say baaz nahhi atay hain or hamesha lalach kertay hain jis ki waja say unhain loss hota rehta hai kiu kay wo forex ko money making machine samjhtay hain per aisa nahi hai ye aik real business hai jis main mehnat kerni hoti hai
          • #845 Collapse

            Forex esay nhe ha jitna new log samjhta han es ma josh ka bajya hosh sa kaam lena chaya . or kamyabi tabhi milti ha jab aap hardwork ka sath ya kaam karo ga. es ka begar to nakami he ho gi.
            • #846 Collapse

              orex mein kisi ka win kisi ka loss hota hai,lekin is mein successful wo hi hai jo apne emotions ko control rakhe aur emotion less rahe trading ke doraan,agra trading ke doraan apke emotions apse attached honge to ap phir kabhi bhi kamiyab nahi hosakte trading mein
              • #847 Collapse

                g han app ne bilkul thek bat kahi ha forex k buisness mein sy bohat sare log aek achi earning kar rahe hen lekin bohat say kuch aese log b hen jo is forum per earning ki bajaye loss b ker rehe hen is liye learning karna sab sy pehle zarori hai
                • #848 Collapse

                  g ha kuch trader asa hota ha jo ka kafi zayda mahnat karta ha forex ko samajna ma or wo is ka experence hasil karta ha pher trading ko start karta ha par kuch is ma bagar knowlage ka trading ko start kar data ha jis ki waja sa un ko kafi zayda loss b hota ha.
                  • #849 Collapse

                    Only those traders are loose their capital in this business who are enter in real trading business without having experience and knowledge and those traders are earn money in this business who trade according to forex rules and regulations as well.
                     
                    • #850 Collapse

                      Muje forex main taqeeba 2 years ho gaey hain aur abi tak mere pass koi aisi strategy nahi hai jis se main consistent profit kar sakoon aur main ne three accounts loss kiye hain. lekin phir bhi struggle jari hai aur aik na aik din kamyabi zaroor mile gi.
                      • #851 Collapse

                        je hn bhai forex ma kuch log earn karte hai or kuch log apni rakhma ko bhe zaya kar dati hain forex ma ma ne bohat sey log dakha hain jino na apni rakhma forex ma khoy da wo sab log jo forex ma loss karte hain wo lalach k waja sey loss karte hain wo chahte hain k hm aik he din ma rich ho jaye ga par
                        • #852 Collapse

                          mere bahi is forex business me hamare pas experience ka hona bohat he important ha kyu k ager hamare pass experience nehi ho ga to hum apna account ko loss ker de ga
                          • #853 Collapse

                            g bhai jaan apne to bhot he ache baat kahe hai and mai b apki is baat say agree karta hu and mai to samjta hu forex per trading karne k liye apko sab say best way yahe hota hai k apko yaha say daily basis per apni learning he karni hoti hai
                            • #854 Collapse

                              Sir yaha pay forex me her roz 2 tarha k log atay hain ek wo jo apna paisa latay hain aur dosra wo jo apna tajurba latay hain aur jb wo sham ko jatay hain to tajurbay wala paisa le jata hai aur jb k paisay wala tajurba.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Forex trding mein wo earn karye hai jin ke pass forex ka knowledge aur experience hai aur jo ia mye lose kar rhye hai to in ke pass forex trading ki knowledge air experience nhi hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X