kuch log forex me kama rahe hen or kuch apni amount b gawa rahen hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    ji haan bilkuli agree wid u k forex trading koi asan kam nahi ye bht risky business hai is ko start kerny say pehly bht achi terha say soch samjh laina chahiye her angle ko focus kerna chahiye pehly real trade per start lain trading karin taky loss ka margen kam hojay or zada sy zada profit ho....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu k dost kuch aesey hen jo bohat taezi se forex me kamyabi hasil kr k ratu raat ameer ho rahe hen but kuch log aese b ha ..................
       
      • #498 Collapse

        ji bilkul forex trading itni bhi asaan nahi jitna ise samjha jata hai. bohat saare logon ko is main nuqsaan hota hai jis ki waja trading ki practice na karna hai. agar aap trading ko seekh kar karain gay to aap aik kamyab trader ban sakte hain or laakhon Rs. kama sakte hain.
        ...Deep rivers move with silent majesty, shallow brooks are noisy....
        • #499 Collapse

          Yar forex trading main hum earning bhe karty hain and loss bhe face karty hain,,,,lakin agar to hamain profit hasil karna hai to hamain chaye k hum trading main phly experience hasil karain than earning karain.....
          • #500 Collapse

            dear,yes aap ki bat bilkul thek hai forex aek esa buisness hai jis men bohat sary log aek achi earning kar rhe hen aur kamyab ho rahe hen lekin is men bohat sary aese log b hen jo apni amount b ganwa rahe hen
            • #501 Collapse

              han ye baat to thk he hai k jo yha pay bina knowledge k ata hai wo ganwa raha hai aur jo knowledge k sath ata hai wo yaha pay kuch hasil kar raha hai aur yaha pay kaam kar rhaa hai.
              • #502 Collapse

                Yes m agree with your bhai jan jo bhe bnda forex ma kam sekh k start karta hy wo faiday ma rehta hy aur earn kerta hy aur wo bnda jo forex trading ku sekhna gawara ni karta wo yahan pe loss kha jate hain.
                • #503 Collapse

                  jee han kuch log bahut tzi se forex main kamyabi hasil akrian hain is ki waja un ki konwelge or lagan hain or kuch log loss oe loss karian hain un ko chaye zada se zada konowlege hasil karin
                  • #504 Collapse

                    ji han forex mein aisa he hota hay jisko iski samajh ajati hay apni knowlage or learning ki waja say us k liye to profit he profit hay lekin agar ap iski knowlage mein week hay to phir is mein loss bhee apko bohot hota hay.
                    • #505 Collapse

                      bhai jan forex se kamai tab ati hy jab ap me achi skill hon ap ko pta ho k mujy is me itna loss ho ga or is kam me itna loss hoga to jab ap ko ye 2 batein pta chal jaati hen to ap ko acha tajarba bi any lagta hy or phr ap acha kama b sakty ho
                      • #506 Collapse

                        us ki waja ye hai ke kam ko sekh kr or smjh kr nhe krte or loss ho jata hai is liye unko chye ke achye se learning krain or practice kr ke work krian.
                           
                        • #507 Collapse

                          Ji han trading se pehle us ki achi learning aur knowledge get kar lena chahiye.....coz ksi kam k barey main kuch bhi jane aur samjhe bagair ap us kam main perfect nahi ho sakte.....success hasil karne k liye zarori hai k trading ki achi learning ho ap k pas....
                          • #508 Collapse

                            g hana ama apkki bat sa pori tara agree kartahon ka forex jasa online aor asan buissness sa sab fada utha salta ha lakin iproblim ya ha ka aap asa kara ka koi plan ka tht kam kara to jo pher money ganva raha ha unko loss nhi ho ga
                            • #509 Collapse

                              g han g ap ne bilkul thek kaha hai forex trading main ziyada tar log apna a/c gawa rahen hain kyun k unko forex trading k rules ka pata nahi hota hai aur ziyada ki lalach kr k apna a/c wash krwa bethty hain.is liye trader ko chahy k wo stop loss aur take profit zaroor use kre.ta ke a/c ka loss ziyada na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                G han app ka kahna bilkul thk hai kuch forex me kamm kar k kafi acha profit gain kar rhay hai.. and kuch log forex me kamm kar k loss hi loss kar rhay hai.... agar hamme profit gain karna hai to hamee apni knwledge ka thk say istimal karna hogaa....
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X