Trading with Corrective and Impulse Waves Theories

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with Corrective and Impulse Waves Theories
    Normal Market Movement

    Market ki movement kabhi bhi aesy nehi hoti hai ky down sy upward move kerna shoru ker dy ya up sy downward movement kerna shoru ker dy ya tou market continuously upward movement ker rehi hai ya continuously downward market ki movement aik hi waqat main dono directions main ho rehi hoti hai kabhi market upward movement kerna shoru ker deti hai tou kabhi downward jis ko samajhny ky liay expert forex traders ny different theories introduce kerwai hain ky agar ham market ki movement ko samajhna chahty hain jo trade open kerny ky liay bahot zaruri hota hai tou hamain in theories ko samajhna hoga otherwise ham market main hony wali movement per trade open kerty hain tou ham jesy hi trade open kerty hain hamain loss hona shoru ho jata hai tou ham account wash ky dar sy loss main hi trade ko close ker dety hain lekin agar ham in theories ko samajh lain tou phir ham market ki movement ky mutabiq trade enter aur continue kerain gy ky hamari trades phir loss main close kam hongi ky market hamesha support sy resistance aur resistance sy support ki taraf movement kerti rehti hai

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	13
Size:	62.0 کلوبائٹ
ID:	12572746

    Corrective Wave Theory

    Corrective waves jin ko aam tor per diagonal waves bhi kaha jata hai her diagonal wave three waves or three sub waves per mushtamil hoti hain jo next big trend ki opposite direction main movement kerti hain in ka maqsad bhi other motive waves ki terha market ky trend ko indicate kerna hota hai corrective waves bhi impulse waves ki terha five sub waves per mushtamil hoti hai farq sirf yeah hai ky jo diagonal create hota hai woh expanding ya contracting wedge hota hai kisi bhi diagonal ki sub waves zaruri nehi ky quantity main five hi hon depend kerta hai ky kis type ky diagonal ko observe kia ja raha hai motive wave ki terha diagonal ki her sub wave previous wave sy zyada retracement nehi leti aur diagonals ki three waves sub waves sy smaller nehi ho sakti tou aesy main create hony waly pattern ko corrective wave kehty hain

    Click image for larger version

Name:	correctivewave.jpg
Views:	7
Size:	61.8 کلوبائٹ
ID:	12572747

    Impulse Wave Theory

    Iss wave theory ky mutabiq market ki movement waves ki surat main hoti hai jesy ky impulse wave further five sub waves per mushtamil hoti hai jo market ky big trend ki direction ko indicate ker rehi hoti hain market main create hony waly same pattern ko motive pattern bhi kehty hain jis ko market main find kerna bahot easy hota hai jesy all motive waves main five sub waves hoti hain jin main three motive waves aur two corrective waves hoti hain in ky three unbreakable rules hoty hain jo kisi surat bhi break nehi ho sakty ky agar in main sy aik rule bhi break ho raha ho tou phir same pattern ko ham motive wave pattern ya motive wave theory nehi keh sakty aur na hi isky rules ky mutabiq ham trade ker sakty hain jin ko ham following paras main show ker rehy hain ky same movement pattern kis terha ka create hota hai aur isko kis terha sy read kia jata hai Second Wave first Wave sy 100% retracement nehi ly sakti Third Wave kabhi bhi first third and fifth waves sy small nehi ho sakti Fourth Wave kabhi bhi Third Wave sy bigger nehi ho sakti

    Click image for larger version

Name:	impulsewave.png
Views:	6
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12572748

    Recommendations for Successful Trading

    Both corrective and impulse waves bary patterns ko create kerny ky liay similar fractal main juri hoti hain for example one year ka chart corrective wave ky middle main ho sakta hai lekin month ka chart developing impulse wave main ho sakta hai koi bhi trader Elliot Wave ki is interpretation per market ki market ki long term bearish movement short term bullish movement ky sath expect kerty huey trade enter ker ky bahot achi trading aur earning ker sakta hai jo normally moving market main trade open kerny per hamain loss maximum trades main hota hai jabky bahot kam aesi trades hoti hain jin main hamain profit hasil ho sakta hai lekin agar ham impulse and correction waves theory ko mind main rakh apni trades open aur continue kerain tou hamain maximum trades main bhi profit hasil ho sakta hai

    Click image for larger version

Name:	Theory of Impulse wave.png
Views:	6
Size:	632.3 کلوبائٹ
ID:	12572749
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with Corrective and Impulse Waves Theories

    Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur Riya se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur kariya se honge aaj is side mein aapko main Pakistan ke ek bahut hi important topic corrective and wave impulse candles take pattern ki photos ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jaruri dafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per aate Hain to aap ek acche tractor Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye hamen Yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie

    اب آن لائن

    Working...
    X