Dark cloud ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud ..
    Dark cover cloud candlesticks pattern bahut hi important pattern hai. Dark cover cloud ke hawale se kuch information share karna chahta hun jisko forex trading mein dark cover cloud pattern kahate hain. is hawale se mai aapke sath kuchh information share karna chahta hun aur main amit karta hun ki aap meri post ko study karne ke bad aapke knowledge mein bahut jyada ijafa ho jaega.

    Dark Cloud ..

    Dark cover cloud candlesticks pattern mai two candlesticks ka set hota hai. first candle bullish jab k dosri bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti hai. dark cover cloud pattern hota hai jo sirf resistance level per hi banta hai aur aap isase acchi tarike se use time per utilise ho sakte hai jab aap aap ek acche point se entry hasil kar lete hain.is pattern ke banne ke bad jaise hi ek sell wali candle banti hai to use point per aapko fauran entry la leni chahie aur agar market retracement karne upar jaati hai to uske bad fir aapko ek aur entry bhi le leni chahie aur aap ismai bahut jyada fayda hasil kar sakte hai.is candlesticks pattern man two candlestickts ka set hota hia. first candle bullish jab k dosri bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti hai.
    ​Importance of dard cocover cloud ..

    Dear forex member market mai jitni bhi patterns hote hai vah sare hi bahut important hote hai agar aap market mai success hasil karna chahte hai to market ke different patterns ko properly learn karne ke bad unko apni trading mai apply kiya karen agar otherwise aap kabhi bhi ismai kamyabi hasil nahin kar sakte isi tarah is important pattern ko bhi apni trading per apply karne ke sath sath bahut sare advantages hasil karen.



    Tp And SL ..

    Dark cover cloud pattern per trading kar rahe hote hai to ismai aap proper calculation karne ke bad ismai take profit aur stop loss ki limit set kar sakte hai agar aap take profit set karna chahte hai to aap pahle support level per iski limit ko fix kar sakte hai. Isi tarah Stop-loss lagany kay liye bhi apko iski sell wali candlestick kay uper limit fix kr leni cheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark cloud ..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Pattern


    Dark cloud cover pattern uss waqat forex chart pattern par banta hai, jab buyers prices ko bohut ziada upward side par push karti hai, jiss k baad buyers ka market main dilchaspi khatam ho jati hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hai, jiss main pehli candle normal bearish trend ki ho aur dosri candle uss se above gap main open ho kar pehli candle k midpoint se nechay par ja k close hoti hai. Dark cloud cover pattern main pehle din ki candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices ka top ya bullish trend ka ishara deta hai. Jab k uss ka baad aik bearish candle banti hai, jiss ka open price to bullish candle upper side par gap main hota hai, jab k close price bullish candle k darmeyan se below (taqreeban 50% down) hota hai. Matlab ye k jaiss tarah meeting line pattern main dosri candle pehli candle k close point par band hoti hai, iss pattern main ye midpoint se below ja k close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	36
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12434156

    Candles Formation


    Dark cloud cover pattern ziada tar top price area ya bullish trend main bantta hai, jo k two days candles par mushttamil hota hai, pattern k leye prices ka high hona zarorri hai, aur candles ki darjazzel formation bannegi;

    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12434157

    1. First Candle: Dark cloud cover pattern bullish trend main bantta hai, is waja se pattern ki pehlee candle ek long bullish candle hotti hai, jo k bullish trend k mazboti zahir kartti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover pattern ki dosree candle aik strong bearish candle hotti hai, aur ye candle taqreeban size main pehlee candle k ziada hoti hai. Dark cloud cover pattern main dosree candle pehlee candle se above gap main open ho kar ussi k darmeyan se below close hoti hai. Ye candle color main black ya red hogi.

    Explanation


    Dark cloud cover pattern aik unique bearish trend reversal pattern hai, jiss main dosri bearish candle opposite direction main nechay gap main open ho kar bullish candle k midpoint se 50% below real body main close hoti hai. Dark cloud cover pattern ki dosri bearish candle bullish trend ka end karke prices k bearish side par movement ka ishara dete hen. Dark cloud cover pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k uptrend k baad bantta hai. Dark cloud cover pattern main dosree candle pehlee candle k close price ki bajaye above par gap main open hotti hai. Ye pattern same "Meeting Line Pattern & bullish thrusting line pattern" jaisa bhi dekhaye detta hai, q k dono k candles same formation main bante hen, lekin meeting line pattern me dosree candle ka closing point pehlee candle k closing point par hi hota hai. Dark cloud cover pattern dosri bearish candle k strong sellers pressure ki waja prices ko downward push karti hai, aur bullish trend ka ikhtetam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12434155

    Trading


    Dark cloud cover pattern k dono candles k opening price k darmeyan aik bara gap hota hai, jo aam tawar par bearish candle k real body ki waja se nazar nahi ata hai. Dark cloud cover pattern aggar prices k uptrend ya upper area main paya jaye to ye trading k leye sell ka signal genrate kartta hai. Dark cloud cover pattern main prices candle ko up side par gap main open karti hai, jo k bullish trend ki mazboti hoti hai, lekin market main sellers k strong wapasi ki waja se qeematen bearish shift ho jati hai. Dark cloud cover pattern k dono candles k opening price s main bara gap honna, iss baat ki dalil hoti hai, k ye pattern normal prices charts main banne ki bajaye weekend ya market main bare gap k baad banta hai. Dark cloud cover pattern par trade opening bearish confirmation candle k baad hoga, jiss ka close point bullish candle main hona chaheye. Stop Loss pattern par zaror set karen, q k trend reversal pattern ziada riski hote hen. Stop loss pattern k sab se top side par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12434154

    اب آن لائن

    Working...
    X