Review : Contrarian Forex strategy sy profit hasil karny ki complete information
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Review : Contrarian Forex strategy sy profit hasil karny ki complete information
    AOA

    Forex trading ma bhot sari strategies use hoti hain jin ma sy ham ik ko dicuss karyn gy. Jesa kay name sy zahir hai contrarian trading ma market ki sentiments kay opposite trade ko open karna hota hai. Ye trading strategy es time par use ki jati hai jb market saturation state par ponch jati hai. Or phr waha sy wapas move start kar deti hai. Ye trade upside par bi ho sakti hai or down side par bi trade open ki ja sakti hai. Es time par agr ham trade ko open karyn gy to hamy acha advantage hasil ho sakta hai. Ham asan alfaz ma es ko explain kiya jaye to ye kahyn gy kay market jb uptrend ma hoti hai to sell ki trade open ki jati hai or market jb downtrend ma hoti hai to trader buy ki trade ko open karty hain. Es time par agr sell ki trade ko open karyn gy to traders ko eska bhot loss ho sakta hai. Jis sy hamy har sorat bachna chahe. Agr ham es sy bach payn gy to he hamy acha profit mel saky ga. Es trading strategy ma market ko bhot closly observe karna hota hai kiu ka market kay strong trend ma agr opposite side par trade lagayn gy to account wash ho jaye ga. Ik bar account wash ho jaye to phr trade ko carry karna bhot mushkil ho jata hai. Or phr trade open ni ki ja sakti. Forex chart ma aksar esi he situation develop hoti hai. So new trader ko es strategy ko use ni karna chahe. Es laye kay enko market ki samaj ni hoti.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221130-203818_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	145.6 کلوبائٹ
ID:	12572598

    What is meant by contrarian forex trading strategy.

    Forex chart ma wo trader he kamyab hoty hain jo different strategies ko utilize karty hain. Agr wo en ko use ni karyn gy to loss etna ho ga kay account trading karny kay kabil ni rahy ga. Kuch trader market kay long term trend ko find karny ki khosis karty hain or wo prefer karty hain kay hamesa market kay trend ko follow kiya jaye. Agr follow ni karyn gy to eska bhot nuksan hota hai jo traders kay laye bhot bura hota hai. But small amount of trader asy bi hain jo market ki opposite side par trade karty hain esy trader ko contrarian trader kaha jata hai or es strategy ko contrarian theory kaha jata hai. Hamy es strategy ki samaj ho gi to he ham kamyab ho sakyn gy. Agr es ki samaj ni ho gi to bhot nakami ka samna karna parh sakta hai. Ye theory market kay sentiments par depend karti hai. Jb market apni peak par ponch jati hai to wo market kay opposite trade open ka lety hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221130-203836_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	129.2 کلوبائٹ
ID:	12572597

    Method of trading contrarian strategy in forex.

    Hamy es strategy ki achi si samaj ho gi to tb he ham esko achi knowledge kay laye or trading kay laye use kar saktyn hain. Jis ka ham ko acha benefit ho sakta hai. Trading kay laye better plan banana ik invaluable tool hai ye har market ma use keya jata hai. So contrarian trader kay laye bi plan kay sath trade karna bhot zaruri hai. Es kay bena achi trading karna almost impossible samja jaye ga. So hamy es ko lazmi consider karna chahe. Agr ham esa ni karyn gy to hamy es ka nuksan ho ga. Plan ma trader ko decision lena hota hai kay kis point par trade ko open karna chahe. Jis sy hamy achi success hasil ho sakti hai. Es kay laye market ko observe karna bi plan ka he hisa hota hai. Experienced trader ye sochty hain kay plan kay bena trader ko profit hasil karna impossible hota hai. Or kahe bar es situation sy nikalna bhot mushkil ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221130-203855_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	106.3 کلوبائٹ
ID:	12572596

    Recommendations on the topic.

    Es topic ma ham kuch esi recommendations ko discuss karyn gy kay hamy es ka bhot advantage melny wala hai. So members es ko zarur consider karyn. Forex chart ma chahy market kay against trade kiya jaye ya trend kay sath trade kiya jaye analysis har condition ma zaruri hoty hain. Agr ham es condition ko consider ni karyn gy to hamesa nakam hon gy. Market kay opposite trade ma tb he success hoti hai jb trader kay analysis achy hon gy. Jetny achy analysis hon etna he trade ma acha advantage hasil karny kay chances hon gy. So trader different oscillator ki help sy market ki overbought or oversold state ko find karty hain. Es ko bhot sary trader apni trades ma use karty hain or acha advantage hasil karny ma help karty hain. Market jb over bought state ma ho to sell ki trade ko open karna chahe or market jb oversold state ma ho to trader ko buy ki trade ko open karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221130-203912_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	120.0 کلوبائٹ
ID:	12572595
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Umeed hai k ap sb khariyat sy hongy. R apky trading sessions achy jaa rhy hongy.Aj ka hmra or discussion topic "contrarian Forex trading strategy". Dekhty hain k ye hmein Kya information deta hai r hmry ilam Mai Kesy ezafa krta hai. Introduction mutazaad sarmaya kaari aik sarmaya kaari ka andaaz hai jis mein sarmaya car jaan boojh kar market ke murawaja rujhanaat ke khilaaf is waqt farokht karte hain jab dosray khareed rahay hotay hain aur jab ziyada tar sarmaya car farokht kar rahay hotay hain. berkshire hathaway chair aur cheif executive officer ( ceo ) warn aik mashhoor sy to es mutazaad sarmaya car hain. mutazaad sarmaya karon ka khayaal hai ke jo log kehte hain ke market oopar ja rahi hai woh sirf is waqt karte hain jab woh poori terhan se koi sarmaya kaari kar chuke hon aur un ke paas mazeed es sy qowat khareed nah ho. is waqt market urooj par hai. Or to lehaza, jab log mandi ki paish goi karte hain, to woh to es pehlay hi farokht ho chuke hain, aur market sirf is waqt sy oopar ja sakti hai. Keysteps mutazaad sarmaya kaari aik sarmaya kaari ki hikmat e to amli hai jis mein munafe peda karne ke liye market ke koi mojooda rujhanaat se muqaabla karna shaamil hai.Or es khayaal yeh hai ke mndyan gilah baani ke ravayye ke tabay hain jo khauf aur lalach ki wajah se barhi hain, jis se koi to baazaaron ko waqtan foqatan ziyada aur kam qeemat hoti hai. mutazaad astaks mein kharidari ke mawaqay daikhta hai jo fi al haal apni androoni qeemat se kam qeemat par farokht kar rahay hain. mutazaad hona faida mand ho to sakta hai, lekin yeh aksar aik pur khatar hikmat e amli hai jis ki adaigi mein kaafi waqt lag sakta hai. mutazaad sy sarmaya car honay ke sath munsalik aik aur kharabi yeh hai ke kam qeemat walay mawaqay talaash karne ke liye stock ki tehqeeq mein kaafi waqt sirf karna parta hai . Understanding mutazaad sarmaya kaari, jaisa ke naam se zahir hai, aik hikmat e amli hai jis mein aik muqarara waqt par sarmaya karon ke jazbaat ke khilaaf jana shaamil hai. mutazaad sarmaya kaari ke peechay usool infiradi stock, majmoi tor par aik sanat, ya yahan tak ke poori marketon par laago ho saktay hain. aik mutazaad sarmaya car is waqt market mein daakhil hota hai jab dosray is ke baray mein manfi mehsoos karte hain. mutazaad ka khayaal hai ke market ya stock ki qeemat is ki androoni qeemat se kam hai aur is terhan aik mauqa ki numaindagi karta hai. khulasa yeh hai ke dosray sarmaya karon mein mayoosi ki kasrat ne stock ki qeemat ko is se neechay dhakel diya hai jo usay hona chahiye, aur mutazaad sarmaya car usay khareeday ga is se pehlay ke wasee tar jazbaat ki wapsi ho aur hasas ki qeematein bahaal hon . Special consideration mutazaad sarmaya car aksar pareshan stock ko nishana banatay hain aur phir share ki qeemat theek honay ke koi baad inhen beech dete hain aur dosray sarmaya car bhi company ko nishana banana shuru kardete hain. Or es sy mutazaad sarmaya kaari is khayaal ke ird gird banai gayi hai ke raywar ki jibillat jo market ki simt ko control kar to sakti hai woh sarmaya kaari ki achi hikmat e amli nahi to banati hai. taham, yeh jazba faida se mahroom honay ka baais ban sakta hai agar baazaaron mein wasee taizi ka jazba durust saabit hota hai, jis se market mein faida hota hai yahan tak ke mutazaad afraad pehlay hi apni position beech chuke hain. isi terhan, sarmaya kaari ke mawaqay ke tor par mutazaad afraad ke zareya hadaf banaye gaye aik kam qeemat walay stock ki qader kam reh sakti hai agar market ka jazba mandi ka shikaar rehta hai . Limitations mutazaad sarmaya kaari ki hikmat e amli ko istemaal karne mein dilchaspi rakhnay walay sarmaya karon ko hikmat e amli ki kuch khamion se aagah hona chahiye. kam qeemat walay stock talaash karna mushkil ho sakta hai aur mutazaad afraad aam tor par stock aur mukhtalif san-aton par tehqeeq karne mein kaafi waqt sirf karte hain taakay mumkina sarmaya kaari ke mawaqay talaash kiye ja sakain. market ke murawaja jazbaat ke bar aks sirf karne par inhisaar karna kaafi nahi hoga. mutazaad afraad ke liye yeh zaroori hai ke woh bunyadi tajzia mein apni salahiyaton ko farogh den taakay security ki androoni qader ki durust pemaiesh ki ja sakay. mutazaad afraad ke aisay adwaar ho saktay hain jahan un ke mehakmon ki karkardagi kam hoti hai. is se pehlay ke kam qeemat walay stak ko faida dikhnana shuru ho jaye is mein kaafi waqt lag sakta hai. is douran, mutazaad sarmaya car ko apni sarmaya kaari par kaghazi nuqsaan bardasht karna par sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Jesa kay name sy zahir hai contrarian trading ma market ki sentiments kay opposite trade ko open karna hota hai. Ye trading strategy es time par use ki jati hai jb market saturation state par ponch jati hai. Or phr waha sy wapas move start kar deti hai. Ye trade upside par bi ho sakti hai or down side par bi trade open ki ja sakti hai. Es time par agr ham trade ko open karyn gy to hamy acha advantage hasil ho sakta hai. Ham asan alfaz ma es ko explain kiya jaye to ye kahyn gy kay market jb uptrend ma hoti hai to sell ki trade open ki jati hai or market jb downtrend ma hoti hai to trader buy ki trade ko open karty hain. Es time par agr sell ki trade ko open karyn gy to traders ko eska bhot loss ho sakta hai. Jis sy hamy har sorat bachna chahe. Agr ham es sy bach payn gy to he hamy acha profit mel saky ga. Es trading strategy ma market ko bhot closly observe karna hota hai kiu ka market kay strong trend ma agr opposite side par trade lagayn gy to account wash ho jaye ga. Understanding baais ban sakta hai agar baazaaron mein wasee taizi ka jazba durust saabit hota hai, jis se market ki karkardagi kam hoti hai. is se pehlay ke kam qeemat walay stak ko faida dikhnana shuru ho jaye is mein kaafi waqt lag sakta hai. is douran, mutazaad sarmaya car ko apni sarmaya kaari par kaghazi nuqsaan bardasht karna par sakta hai. mein faida hota hai yahan tak ke mutazaad afraad pehlay hi apni position beech chuke hain. isi terhan, sarmaya kaari ke mawaqay ke tor par mutazaad afraad ke zareya hadaf banaye gaye aik kam qeemat walay stock ki qader kam reh sakti hai agar market ka jazba mandi ka shikaar rehta hai . So trader different oscillator ki help sy market ki overbought or oversold state ko find karty hain. Es ko bhot sary trader apni trades ma use karty hain or acha advantage hasil karny ma help karty hain. Market jb over bought state ma ho to sell ki trade ko open karna chahe or market jb oversold state ma ho to trader ko buy ki trade ko open karna chahe. Plan ma trader ko decision lena hota hai kay kis point par trade ko open karna chahe. Jis sy hamy achi success hasil ho sakti hai. Es kay laye market ko observe karna bi plan ka he hisa hota hai. Experienced trader ye sochty hain kay plan kay bena trader ko profit hasil karna impossible hota hai. Or kahe bar es situation sy nikalna bhot mushkil ho jata hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X