Differentiate Between Bid price and Ask price?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Differentiate Between Bid price and Ask price?
    Bid Price kya hy.

    Dear friends J hum apko bid price aur ask price ke barmiyan ka farq btain gy jis me sab se pehly hum discuss karen gy BID PRICE. Bid price woo price yaa keemat hae joo forex trader aapko koi currency sell karney kay liey wasool karta hae yaa aap jis keemat mein koi currency pair buy kartey hain uss qeemat ko Bid kehtay heiin. For example aggar aap ney dollar kay mqably mein euro khareedna hae too aako 1.13 dollar dena hon gy joo kay bid price hay. Essi taraha say aap kise aurr pair kie bhe bid price check karnaa chahin too aap check kar sagkte haein.

    Click image for larger version

Name:	pehli.jpg
Views:	2
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12572532

    Ask Price kya hy.

    Dear friends jsy ke uper apny bid price ke bary me dekha isi tarha ask price bid price ke bilkul hi opposite hy, to dosto abhi hum discuss karty hain Ask price ke bare me. Ask price woo price haiy jookay forex kaa trader yaaphir forex broker aapko koi currency buy karney kay liey adaa karta hay. yaa sada lafzon mein joo rakam aap ko forex trading mein currency pair sell karny kay liey ada karta hae woo Ask price kehlaate hay. Maslan aane dollar kay muqably mein euro sell karna ha too aako aapko woo 1.13 kie bajay 1.12 dey too esy ask price kehhtey heiin. Ess tarha aap kise aurr pair meinn bhee yehi price check karneykay liey yechi tareeqa use kartey hein.

    Click image for larger version

Name:	dusri.png
Views:	4
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12572533

    Bid price and Ask price ke darmiyan farq.

    Dear friends jesa ke apne uper Bid price or ask price dono ko hi discuss kiya hy ussy apko kafi sara idea ho gya hoga k bid price or ask price me kya fark hy, isme hum apko Bid price aur Ask price ke darmiyan me jo farq hy ussy mukamal agah karen gy. Bid aurr ask price ky difference kaa uper btayyaa gya hay. Bid aurr ask price kay darrmiyaan joo farak hotaa hae usko spread kehhtey heiin. Spread yani buying aurr selling kay darmiiyaan joo frak hotaa hae woo aapky broker yaa trader ka profit hotaa hay. Forex market mein bhe baaki marketts kie tarha joo brooker aapko trading kie facility deta hae woo apna commission yya profit spread kie sorat mein hasil karrta hay. Spread asal meiin brokers kaa profit margin hotaa hae. Ess sey brokers apna trades mein commission leteyhein.

    Click image for larger version

Name:	akhri.png
Views:	17
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12572534
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Differentiate Between Bid price and Ask price?

    INTRDUCTION

    My dear friends,Salam.Jab Hum forex market Main trading Karty Hain To Hamein currency Ketwo types k rates dekhne ko Milte Hain Jaisa k upar review main b yaeh poochha gaya hai ki BID and ASK price mein kya difference hota Hai To yahan Vohi BID and ASK main Jab Ham trade Karte Hain To wahan per Jo currency ke 2 rates hote hain unko Ham BID aur ASK kehty Hain iski Main mazeed wazahat aapko Bata hun.
    TYPES

    BID price:-
    dear members of forex always remember that, BID price low price hoti hai ki Jab market move kar rahi hoti hai to usmein aapko do rate likhe Hoi Nazar a Rahe Hote Hain 1 up side pe likha hua hota hai aur dusra down side pr rate likha hua Hota Hai jo downside per rate dita hy jo k Selling rate Hota Hai usko Ham BID price Kahate Hain Jab Ham Koi Sell ki trade Lagate Hain to woh BID price se start hoti hai aur jab usko ASK price touch karti hai To us Waqt Hamara profit or loss zero ho jata hai.
    ASK price:-
    Dear member of forex always remember that, ASK price wo price hy Ke Jab market move kar rahi Hoti Hai To vahan per Jo currency Ke Do rates apko Nazar a Rahe hote hain un mein se to buying price hoti hai usko hum ASK price Kahate Hain Agar Ham Koi buy trade wahan per Lagate Hain To Jab BID price ask price ko cross Karti Hai tab Hamara profit start ho jata hy asaan se asaan alfaz mein k wo price jo niche wali price hoti hai wo ASK price Hai JO Upar Wali price hy wo buying price hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12434092
    DIFFERENCE BETWEEN BID AND ASK PRICE
    Hello every body.Ab main ap koboth bids main difference btata hn.Forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko is market mein yah pata hona chahie ki jab Ham kisi bhi broker per trade open karte Hain to hamari trade per Jo profit hota hai vah hamare account mein lot size ke hisab se hota hai forex market mein jab Ham apne account per trade lagate Hain to humko is market mein fayda isliye hota hai jab Ham apne account per trade open karte hue yah risk kam lete hain kyu ky is market mein jab Ham bid price yah ask price ko dekhte hain to hamare account for profit hamare lot size ke hisab se hota hai forex market mein Ham apne account per jo bhi trade open karte Hain humko ismein fayda bahut hai jab Ham apne account per Koi trade open karte Hain to esapares latka rangers main spread kam ho agar Ham is market mein main kisi aise pair per trade open karte hain jiska supplied bahut jyada ho to jaise hi Ham apne account per trade open karte hain hamari trade bahut ziada loss mein jati hai humko apne account per loss mein trade close karne se a bit defender tab hota hai jab Ham apne account per soch samajh kar lete hain forex market mein humko faida tab hota hai jab hamesha market mein soch samaj Kar kaam karte hain.Forex market mein hum ko kafi ziada faida bahut hai jab Ham is market mein acchi planning aur soch samaj ke sath kam karte hain is market mein Ham achcha kam karte Hain to hum ko is market mein hard work karna hota hai tab Ham is market mein kamyabl Ho sakty Hain.thx
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12434093
    WORD OF ADVICE

    Friends meri advice hy k es kam main mehanat bhout zaroori hy kyu ky High spread broker ko Hamesha successful trader hi apni trade Mein istemal Karte Hain Ek beginner ko sabse pahle apni trade Mein Low spread broker ko use karna chahie Kyun k Uske pass Itna knowledge or experience Nahin Hota ke vahan start Mein Hi apni trade mein high spread broker ko istemal Karen market Mein maujud low spread broker aur high spread broker mein bahut Fark Hota Hai isiliye carefully in brokers ko market Mein istemal karna chaheye Kisi dusre ke Kahane per Hamen broker ki selection Nahin Karni chaheye bol ke Khud Hi Soch samajh kar broker ko select karna chaheye aur jo broker Hamare liye ziada profit ho sakta hy.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12434094

    اب آن لائن

    Working...
    X