Gross Domestic Product Kia Hai aur GDP Ky Economy Par Asraat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gross Domestic Product Kia Hai aur GDP Ky Economy Par Asraat
    Gross Domestic Product Kia Hai aur GDP Ky Economy Par Asraat?

    Aslam u Alaikum! Dear members, I hope ap sab kehriyat sy hon gay or main achi market earn kar rhy hon gy. Dear agr ap main market kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. If you want ap ko other factor par study card hain to ap ko bhot zyda benefits available hoty hain. Aj main ap ko trend lines k related important information share karna chahti hun jis ko samjh kar ap asani sy trading kar sakte hain. Aj main ap sy Gross domestic product k related information share karna chahti hun jis main ap ko bhot zayda experience hasil ho sakhta hai...

    WHAT IS GROSS DOMESTIC PRODUCT:

    Dear GDP 3 word Gross Domestic Product kay ly istemaal hoty hain jis ka urdu main matlab hay Majmoei Mullki Paidawar. Jesa kay lafzon se zahir hay kay GDP mulk main jitne mulkk ke Paidawaar Goods and Services hote hain un ko jamma kar kay bnayaa jaata hay aur ye salanaa calculate kiya jaata hay. Gdp main saari wo cheezin shamill hoti hain jo us saal main kise bhe mulk main production hoti hain. Maslan agar aik saal main 1 lakh new gaariyan bani hain to unn ke keemay ko GDP main shamil kiyaa jaata hai esi tarha aur bhe jo cheezin banti hain unn sb ko shamil kiya jaata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	1
Size:	39.6 کلوبائٹ
ID:	12572505
    GROSS DOMESTIC PRODUCT EXPLANATION

    Estimated gross domestic product harr mulkk main saalana calculation kay baad zahir kiya jaata hay aur gross domestic product country main jitne bhe new cheezin banaai jaati hain ya bikti hain unke keemat ko jama kar kay bnayaa jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay gross domestic product main sirf wohii cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli baar sale hoti hain. Agar koi cheez dobara ya phir repairs ho kay sale ho to wo gross domestic product main shamil nahi hoti. Han jo cheez repair hoti ha butter agar gaari hay to uska tire to wo gross domestic product ma shamil ho ga na kay dobara se poori gari ke keemat. GDP mulk ke taraki ko show karta hay aur ye taraki ke nishani hay.

    PAR ASRAAR ECONOMY:

    Dear GDP mulk ke mae'eshat ke pehchaan hay agar GDP zayda hota hay nam mulk major companies zayda bandy rent karti hain aur zayda salaries de jaati hain. Jis se mulk ke taraki zahir hoti hay. Es kay barakas agar mulk ka GDP down ho raha ho to inflation bharti hay aur berozgarri ya unemployment bharti hay. Jo kay mulk ke tanazli ke nishaani hota hay. GDP ko forex traders bahut zaida Importance detty hain kun kay GDP say aany waly maheenon yaa saalon main Economy par asraat zahir karty hain. Agar kise mulk ke economy ko positive momentum chahey ho yo uss kay GDP par sab zaida foucas kiya jaata hai. Forex traders jabb bhe analysis karte hain aur specially fundamental analysis main sab sy zaida esy ehmiyat dee jaati hai. Technical analysts bhe GDP par lazmi nazar rakh kar technical analysis karte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gross Domestic Product Kia Hai aur GDP Ky Economy Par Asraat

    Assalamualaikum dear forex members forex trading aik international business Hy is me trading na Sirf Kisi aik country ya koi 2 countries k dermian nahi hoti balky forex me trading world wide Hoti Hy tmam countries k dermian trade Hoti Hy har country ka GDP alag hota Hy or GDP hmari trade ko bohat effect krti Hy har country ki trade us k GDP rate ko dekhty huay ki jati Hy aj me apni is post me GDP k bary me explain krun gi k GDP kia Hy or yh kis Tarah sy hmari trade ko effect krta Hy to chlain hum apni aj ki post start krty Hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20221130_162440.jpg
Views:	1
Size:	79.6 کلوبائٹ
ID:	12434095

    🌟What is GDP?
    Dear forex members GDP stands for gross domestic product friends asal me GDP Kisi b country ki economy k bary me btata Hy har country ki economy different hoti Hy q k har country ki products different hoti Hain har country ki goods k rates different hoty Hain Jo successful countries Hain unka GDP high hota Hy q k un k liay cheezain buy krna bohat asan hota Hy lakin Jo countries taraqi pazeer Hain un ka GDP high ni hota balky unka economy rate down hony ki wjah sy un ki trade b down hi rehti Hy lakin Jo countries high GDP Waly Hain unki trading b ziada successful hoti Hy.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20221130_162352.jpg
Views:	1
Size:	272.1 کلوبائٹ
ID:	12434096

    🌟 Explanation:
    Dear forex members GDP Kisi b country ki economy py depend krta Hy har country me different products Hoti Hain har mulk me aik alag cheez paida Hoti Hy Kisi country me gold ki products ziada Hun gi or Kisi country me silver ki products to is k hisab sy har country apni alag value rakhta Hy is liay sab ka economy rate different hota hy yahan tak k har country k economy rate Sirf aik hi product par depend nahi krta balky har product ki paidawar ko dekh k uska GDP bnaia jata Hy usi k according phr wo country trade krta Hy.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20221130_162419.jpg
Views:	1
Size:	44.0 کلوبائٹ
ID:	12434097

    اب آن لائن

    Working...
    X