i think forex trading home tution prane se bohat behter ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    jeee haan ap ki baat bilkul theek hai wesy lekin yahan per har bandy ko har time profit hi nahi ho jata yahan per us bandy ko loss bhi ho jata hai q k yeh akal ki game hai jitni mehnat or apna mind ap use kren gy utna hi ap ko faida ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      je haan biklul me khud pehle tutions se earn karti thi lekin usme mujhe zyda students padhane se zyada income hoti lekin yaha forex pe mujhe ek hi limit k post karne hotay hain jin ko kar ke mujhe tutions se double earn hota hai
       
      • #333 Collapse

        jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap ko kamybi hasil kerni hi too ap ko proepr learn ekrna ho ga ye aik acha business hi jo ke home tution perhane se behter hi then hi ap iss busines smain kam ekr ke kama sakoo ge
        • #334 Collapse

          Yes dear bilkul sahe bat ha,forex aik ache and simple online job ha,har banda forex ka kam ba asani ghar bith k kar sagta ha,is men koe bhe time limt nhn ha 24 ghanton men ham kise bhe time apna kam kr sagty hn.
          • #335 Collapse

            home education tution me hame zyada nahi bus kum he paisay miltay hain aur wakt aur demagh alehda say khpana hota hai so hame yaha pay kaam kar k tution say zyada incoe ho sakti hai.
            • #336 Collapse

              I agree ghar pa tution parhana se forex bht bahtar ha ku k ghar pa jo students ate hain unki responsibility leni parti ha aur phir ap aik khas time pa bond ho jate ho us time aur kuch nahi kar sakhtemagar forex se aap ghar pa rah kar aram se earn kar sakhte hain aur isme koi khaas tym bhi nahi fix hota ha jab chahain kar lain ia liye forex is better than home tutions
               
              • #337 Collapse

                yes mery kheiyl may ye dono cheeze apni jaga thiek hay Q K toution say knowledge gain ho thi hay aur forex say bhi maggar forex may ap par income ki koi limit nhai hothi maggar touition may income ki limit hothi hay issliay knowledge ko gain krny kliay dono equal hay
                • #338 Collapse

                  ji bilkul forex home tution parhanay sai bauhut baaihtar hai ......app forex mai maximum earning karsaktay hai laikn home tutuin mai app ziada earning nh karsaktay....islia mairay khayal mai forex aik baihtareen job hai
                  • #339 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
                    forex trading 1 work he or ap is work ko kabhi bhi kisi bhi waqt kar sakte hen agar ap aisa samjhte hen ke forex trading tution parhane se behtar he to ye bat bhi apki thek he but har work alag hota he to tution parhana alag work he and trading karna alag work he so ap jo bhi work karna chahen ap kar sakte hen isko ap part time bhi kar sakte hen or full time bhi
                    Haan yaar ap ki baat bilkul theek hai hum is kaam ko as a part time me bhi kar sakte hain hume home tution nahi chorna chayye hum forex ko kabhi bhi kar sakte hain lekin study apne time hi karen ge to better ho ga hamare liye...
                     
                    • #340 Collapse

                      I am agree with you. Because if we teach a student we get some small money but if we invest the time in foprex we will earn much. so forex is the best.
                      • #341 Collapse

                        g han part time job karny waloon k liay forex trading bht best hy home tuition to bht mushkil kam hy time ziyada lagta hy time ki pabandi karni parti hy limited earning hoti hy jo log part time job me home tuition parhaty hain un ko forex trading karni chahiay jis me time bhe kam lagta hy or mushkil kam bhe ni hy lekin earning ziada hoti hy
                        • #342 Collapse

                          students ko tution para kay apney money banatay hain to main apko ya mashwara datanahi hota bus ye hay kay is main income ki aik limit hoti hay jab kay Forex main risk to full time hota
                           
                          • #343 Collapse

                            students ko tution para kay apney money banatay hain to main apko ya mashwara datanahi hota bus ye hay kay is main income ki aik limit hoti hay jab kay Forex main risk to full time hotastudents ko tution para kay apney money banatay hain to main apko ya mashwara datanahi hota bus ye hay kay is main income ki aik limit hoti hay jab kay Forex main risk to full time hota
                             
                            • #344 Collapse

                              haan gee forex trading home tution se bohat behtar hai forex main ap learning kar lain achay se kuch time demo work kar lain toh iss se behtar aur koi business nahi hai ap kay liye is liye ap ko chahye iss business ko promote karain aur earning karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                yes bro i think ye bht acha business hai but hamare pass knowledge experince ziada hona chaye hum is par bht easily treading kr skte hai and hum is par easily trad kr skte hai..........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X