What Is a Stick Sandwich?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is a Stick Sandwich?
    Stick sandwich

    stick sabdwich aik takneeki trading patteren hai jis mein teen mom batian banti hain jo tajir ki screen par sandwich se millti jalti nazar aati hain. stick sandwich mein darmiyani mom batii is ke dono taraf mom btyon ke mukhalif rang ki hogi, un dono ki darmiyani candle stuck se ziyada tijarti range hogi. stick sandwich ke namoonay bearish aur taizi dono isharay mein ho saktay hain. bearish stick sandwich mein, bahar ki candle sticks lambi sabz mom batian hon gi, jab ke andar ki candlest choti aur surkh hogi, aur bahar ki lathyon se poori terhan lapait di jaye gi. aik blush stick sandwich ziyada tar aik jaisa nazar aaye ga lekin is ke bar aks rang aur trading patteren bearish sandwich ki terhan hoga. tajir aam tor par teesri candle stuck ki ikhtitami qeematon se isharay letay hain jab woh taizi ya mandi ki position lainay ka faisla karte hain. aik baar chart ki terhan, rozana candle stuck market ki khuli, buland, kam aur din ki qareebi qeemat ko zahir karti hai. shama daan ka aik wasee hissa hota hai, jisay" haqeeqi jism" kaha jata hai. yeh haqeeqi body is din ki tijarat ke khulay aur band honay ke darmiyan qeemat ki had ki numaindagi karti hai. jab asli jism bhara sun-hwa ya siyah ho to is ka matlab hai ke band khulay se kam tha. agar asli body khaali hai to is ka matlab hai ke band khulay se ouncha tha. agarchay stick sandwich patteren ko pehchanana ziyada mushkil nahi hai, kyunkay woh bail ya reechh ke bazaar mein khud ko paish kar satke hain, taajiron ko is mein shaamil rangon ko note karne mein mohtaat rehna chahiye. bunyadi miyaar mein dono atraaf ki shama ke rang ke sath sath darmiyan mein sandwich ki gayi candle stuck ka rang shaamil hai. is patteren ko tasleem kiye jane ke baad, tajir sabz surkh sabz ko chalanay ke liye bearish sandwich par ghhor karte hain, aur surkh sabz surkh ko chalanay ke liye aik taizi walay sandwich par ghhor karte hain. stick sandwich ke nuqta nazar ke peechay nazriati Daleel yeh hai ke jab market nai nichli sthon ki jaanch kar rahi hai, yeh aik surkh din peda kere ga. aglay din ghair mutawaqqa tor par ouncha khulay ga aur sara din ouncha rujhan rahay ga, apni oonchai par ya is ke qareeb band hoga. yeh tehreek neechay ke rujhan ke ulat jane ki taraf ishara karti hai, aur ziyada tar mukhtasir tajir ahthyat se agay barheen ge. phir aglay din, qeematein aur bhi ziyada khil jati hain, jo ibtidayi tor par sharts ko dhanpnay mein taizi latayen hai. taham, qeematein is ke baad do din pehlay ki satah par band honay ke liye kam ho jati hain. samajh daar tajir do yaksaa satah ke bundon ke zareya laago imdadi qeemat ko note karen ge .

    Key points

    candle stuck charts taajiron ki janib se maazi ke namonon ki bunyaad par mumkina qeemat ki naqal o harkat ka taayun karne ke liye istemaal kya jata hai. aik candle stuck ka patteren stick sandwich hai kyunkay jab qeemat chart par plot kya jata hai to yeh sandwich se mushabihat rakhta hai - un mein darmiyani candle stuck mukhalif rang ki hogi ba muqabla is ke dono taraf candle sticks, jin dono ki tijarti range darmiyani candle stuck se barri hogi. . kuch tajir un namonon ko mumkina qaleel mudti rujhan ki tabdeeli ke isharay ke tor par dekhte hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is a Stick Sandwich?

    INTRDUCTION OF STICK SANDWICH

    SALAM DEAR FRIENDS,Forex trading ke Business mein sticks bahut jyada popular hote hain ya bahut hi acche patterns hote hain upstick aur down stick aur stick sandwich candlestick pattern Forex trading ki market ko samajhne mein bahut help Karte Hai stik sandwich candlestick pattern Short term candlestick patterns Hote Hain yah patterns market ke reversal Trends direction ke bare mein achi information provide Kr sakty Hain aur hum in traders sy technical analysis ki basis per use karte hain stick sandwich candlestick pattern market mein technical trading ka pattern Hota Hai is patron Mein different types ki candles banti hai jin Mein Se to candles black colour ki hoti hai aur two candles white colour Mein maujud hoti hain.In patterns mein Black candlestick seam level per rahti Hain Jab Ke white candle Jo seam level Par Nahin rahti yah donon Ek dusre se different hoti hain is pattern Mein bullish or bearish sandwich candle stick pattern electric Ltd stock stick sandwich kahlate Hain Jab traders market Main Lagate Hain to use Waqt Ho Is patron ko use karte hain Kyunki use Waqt vah market mein buy aur sell ki trade is pattern ki help se Lagate Hain aur Market ki price ki opening or closing Hone Ko acchi Tarah Se understand sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12434024

    STRATEGY FOR STICK SANDWICH

    hello.Forex trading ke Business mein trders ko chahiye ka vah market mein buy ya sell ki trade Lagaye to use Waqt is patron ko acchi Tarah Se read kar len aur Iske bare mein sari information Hasil kar len to unhen bullish or bearish candlestick patterns or inverted hammer ko bhi acchi Tarah Se study karna chahie ine sab chijon se information Hasil karne ke bad hi market Mein Apni trade open karna chahie Taki vah market ke bare mein sari informations ko collect kar len aur uske hisab Se Hi market Mei trade Lagate Hain Tu us Mein achi kamyabi Hasil Kar Paye without market ko learn ki Hamen market Mein Kabhi Bhi Apna Kam start nahin karna chahie Kyun ki Agar Ham Aisa Karenge To Ham Apne account ko kabhi bhi balance Nahin Rakh Sakenge na hi Forex trading Mein Kabhi Ek acchi kamyabi Hasil kar Payenge.

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	33
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12434025
    INFORMATION ABOUT STICK SANDWICH
    Dear member apna Stick Sandwich Candlesticks Pattern per hamara sath apna bhot precious knowledge share kiya ha. Man b is pattern pr apka sath apna knowledge share kerta hon. Ye pattern 2 terha ka hota jo bullish aur bearish hota ha aur ye hamasha long uptrend k top per ya downtrend k bottom per banta ha aur ye ak trend reversal pattern ha. Ye pattern ager long up-trend k top pr banna to ye bearish revesal ka signal deta ha aur ager ye pattern long down-trend k bad banna to ye bullish trend reversal ka signal deta ha.Stick Sandwich Candlesticks Pattern three candle sa mil ker banta ha, aur is man first candle already continue trend ki long real body bullish ya bearish candle banti ha aur SECOND candle hamash trend opposite man banti ager bullish ha to ye bearish candle banti ha aur iska open previous candle k open pr aur close first candle k open per close hona chahye aur third candle ka pher first candle ki terha current trend ki direction man honi chaheye aur iska open 2nd candle k close sa aur iska close 2nd candle k open pr close ho. Is pattern man middle candle first aur third candle k dermiayan opposite trend main banti hy to is liye isko Stick Sandwich Candlesticks Pattern kehta hy.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12434026
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What Is a Stick Sandwich?

      Introduction of stick sandwich

      Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or acha kaam perform kar rhy hun k kiyun forex mai jab tak ap acha kaam nhi karty is waqt tak ap ko acha profit hasil nhi ho sakta hai kiyun forex ky bhi kuch asool hoty hain jin ko follow karna lazmi hota hai es liye es mai hamen different types ki candle or pattern ko follow karna lazmi hota hai dear jaisa k ap janty hain forex mai stick pattern kafi ziada famous hoty hain es mai different stick pattern banty hain jin white stick pattern ,black stick pattern or stick sandwich pattern bhi shamil hota hai jin ko ham candle ki help sy follow karty hain in pattern mai stick sandwich pattern ko thoda ziada popularity hasil hoti hai kiyun ye market ko samjhny mai help karty hain ye short term trading strategy hoti hai ye market mai trend reversal ka kaam karti hain or ye technical analysis karny mai trader ko kafi ziada helpout karty hain ham es pattern ko candle ki base per understand karty hain es mai two candle black colour ki banti hai or two candle white colour ki hoti haj in mai 2 candle bilkul same level per banti hai jab k baqi ki2 candle same level per nhi banti balky opar nechy banti hain jin ko ham ltd sandwich stick ka name dety hain es pattern ka istamaal trader us waqt karty hain jab trade ko open karty hain kiyun es ki help sy he sell and buy ki opportunity milte hain es pattern sy he market ki closing or openinh price ko samjhny mai help milte hain


      Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12434032

      uses of stick sandwich pattern

      Dear member trader ko chahea k woh jab bhi sell ya buy ki trade ko open kary us sy pehly es pattern ko achy tariqy sy study kar ly kiyun her pattern ko use karny sy pehly us ko samjhna lazmi hota hai es trha stick sandwich pattern ko use karny sy pehly ap ko hammer inverted pattern ko samjhna bhi lazmi hota hai kiyun ye pattern kuch same hoty hain in pattern sy trade ko open karny mai kafi ziada help milte hai jab ham in pattern ko use karny sy pehly study kar lety hain tu hamen kafi ziada information hasil ho jati hai jis sy hamen kafi ziada faida milta hai jab ham baghair information hasil kiya apni trade ko open karty hain tu hamen trade kafi ziada muahkil ka samna karna par sakta hai kiyun market kise bhi waqt change ho sakti hai




      How to understand stick sandwich

      Dear member es pattern ko understand karna mushkil nhi hai kiyun k ye trend reversal pattern hai ye bullish mai banta hai or bearish mai bhi kiyun k ye hamen market ki direction ki information deta hai es mai ye ya long upper top pee banta hai ya phr long downtrend mai banta hai agar ye long upper trend mai banny tu ye hamen sell ky signal provide karta hai or agar ye downtrend mai long bottom per banta hai tu ye hamen buy ky signal provide karta hai ye pattern three candle sy mil kar banti ahi es mai first candle long real body wali candle bullish ya bearish candle banti hai or second candle us mai majoud trend ky opposite banti hai agar trend bullish hai tu candle bearish banti hai or us mai third candle first candle ki trha honi chahea jis sy ye pattern aik complete stick sandwich pattern ban jata hai jis ki base per ham apni trade ko open kar skaty hain or acha result hasil karny mai kamyab ho sakty hain


      Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	4
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12434033
      Last edited by ; 29-11-2022, 09:36 PM.

      اب آن لائن

      Working...
      X