Assalamu Alaikum friend Sumit karta hun aap sab khairiyat se Honge aur regular Apna Kam kar rahe Honge Jab Ham is market Mein kam start Karte Hain To Hamen Yahan per sabse pahle market ke bare mein knowledge Hona chahie tab Ham is market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain aaj main aapko market Mein trap base raili ke bare mein information Dunga jisse aap is market Mein use Karke Kafi acchi tarike se trading kar sakte hain Ham is market Mein knowledge Hoga To Ham is market Mein successful ho sakte hain.
Introduction Of Drop Base Rally Pattern:
Dear members Drop Base Rally aik aisa price pattern hay jo technical anaylisis main price chart par demand zone ki formation ko represent karta hay, traders demand zones say buy orders place kartay hain jo long positions ko show kartay hain, ye pattern supply aur demand ki type hoti hay aur ye iski basic samjha jata hay, market maker demand zone sy buy ki trade ko open karty hain or apni trades ko asy manage karty hain, technical analysis ma es supply or demand zone ko asal ma drop base rally kaha jata hay is tarah supply aur demands kay technical anaylisis kay sath trading aik best method samjha jata hai.
Details Of Drop Base Rally Pattern:
Dear members Drop Base Rally main three waves hoti hain jo ye hain,
1. Bearish impulsive wave (Drop)
2. sideways retracement wave (Base)
3. Bullish impulsive wave(Rally)
jab ye three waves chart par aik order main appear hoti hain to Drop Base Rally pattern ki formation hoti hay, agr higher time frame main aik candle ko analyze kia jay jis ki lower time frame main large body aur small wicks hotay hain, Drop base rally ma base demand zone kay directly proportional hoti ha, is ma ham high aur low base candlestick ki help sy ik rectangle draw kartay hain or isko right side par extend kartay hain, ye candle higher time frame main base aur small time frame main sideway market wave show karti hai.
Find Pattern On Chart:
Dear members hamesha aisay zone ko identify karnay ki koshish kartay hain jis ko big trader consider kar rahay hotay hain. Kiun kay wo market kay trend ma trade karna chahtay hain or ye market maker asal ma market kay trend ko khud form or change karnay ki power rakhty hain. Supply or demand zone hamain show karta hai kay ham highest probability zone ko find kar kay achi trade management kar sakty hain, drop base rally pattern demand zone ko indicate karta hai or agr es time par trader buy ki trade ko open kar lain to wo acha advantage hasil kar saktay hain. Demand zone ka matlab hota hai kay boht saray buyer is point say market ko buy karna chahtay hain. Technical analysis sy ye pata chala hai kay market hamesha zone ki surat ma move karti hai yani ik zone sy dosray zone ma move karti hai.