Advance Block Candlesticks Pattern
Advance block candlestick pattern bearish trend reversal signal dene wala pattern Hai Jo Ek Trend ke bad yah pattern Amal Mein aata hai advance block candlestick pattern ki taskeel teen bullish ya white candles per mushtamil hai aur jo price chart per bottom price per banne wale 3 white soldier pattern se mushahbat Rakhta hai advance block candidate pattern ki tasvir Mein Pahli candlestick Ek long Bullish candle Hai Jiska upper Jalore side per Shadow bahut Kam Banta Hai pattern ki Baki 2 candles yani dusri aur Teesri candle bhi Bullish candle Hoti Hai pattern ki dusri aur Teesri candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai lekin Lo aur side per Shadow bahut Lamba hota hai pattern ki dusri aur Teesri candle Pahli candle ke real body mein open hoti hai.
Formation of Pattern
Advance block candlestick pattern price market ke top main buying ke baad market ke mukna bearish trend reversal ka Ishara deta hai jo ke teen musalsal bullish candle per mushtamel hota hai yah pattern Bullish candle ka hone ke bavjud bhi bullish trend confirmation ke mukabale mein price ko down trend ka rasta Deti Hai pattern Mein candles stick key information darja zail Tara Se Hoti Hai. advance block candistic pattern ki pehli candle Ek bullish candle hoti hai jo ki real body Mein strong candle banti hai aur yah candle price ke up trend ki taslsal ki alamat Hoti Hai pattern ki Pahli candle Ek bagair Apar aur lower Shadow ke Hoti Hai Jiska open price close price se upar Hota Hai.advance block candlestick pattern ki dusri candle be same pehli candle Ki Tarah Ek bullish candle hoti hai yah candle Pele candle ke real body Ja Uske close price ke baad open hoti hai jo ki Apar per close hoti hai iska candle ki real body candle ke comparison Mein kam hoti hai jabki upper side per Ek Lamba Shadow Hota Hai.advance block candlestick pattern ki Teesri candle B same pichhali do candles Ki Tarah Ek bullish candle hoti hai jo ki dusri candle ki real body Ja Uske close price per open hokar Apar close Hoti Hai yah candle Jyada tar bijali donon candle se size mein kam hoti hai jabki upper side per Ek Lamba Shadow hota hai jo ki amuman real body se size mein jyada Hota Hai.
Explanation Of Advance Block Pattren
Advance block candlestick pattern chart per teen lagatar bullish candles ka ek Majmua hai Jiske Liye market ka top area Hona jaruri hai yah pattern teen bullish candles par mustamail hai jo ke price ke liye bearish trend reversal pattern ka kam Karta Hai pattern Dekhne Mein same 3 white soldier pattern Jaisa Hai jis Ki teenon candle Bullish hone ke Sath Sath higher high per close hoti hai pattern ki pic Pahli candle Ek long real body wali bullish Marubozu candle Hoti Hai Jab ke bad wali donon candles upper Shadow ke sath hoti hain Jiski real body Pehli candle ki nisbat kam hoti hai.
Trading on Advance Block Pattren
Advance block candlestick pattern Mein Pahli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai lekin bad wali dusri aur Teesri candle market Mein bullish Ki kamjori jahir karti hai jo ki market Mein dilchaspi Lena kam karte hain pattern ki teenon candles ka bullish hone ki vajah se confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein bearish honi chahie aur last Bullish candles ke bottom per close honi chahie pattern ke bad Bullish candle Banane se pattern invalid tasawar Hoga Jab Ke trend ki confirmation indicator Se Bhi ki Ja sakti hai agar CCI RSI indicator aur oscillator per value over bought zone mein trade kar raha ho stop loss pattern ke sabse top ya Teesri Baarish candles ke high price two pipes above set Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим