Relative Strength Index
Relative Strength Index jisko short word main RSI kehty hain jo aik indicator hai jo market ky momentum ko show kerta hai ky agar market upward direction main ya downward direction main movement ker rehi hai tou same movement ka momentum kitna hai kisi bhi aik direction main ky agar same indicator main market overbought ya oversold ho jati hai tou wahan sy market ky reversal ko expect kerty huey ham reverse order main trade open ker sakty hain kyun ky jab market downtrend main movement kerty huey RSI main indicator market ki oversold position ko show kerta hai tou wahan per market ki downtrend main movement khatam ho chuki hoti hai aur agar ham wahan sy buy main trade enter ker lety hain tou kuch time ky bahd market uptrend main movement kerna shoru ker deti hai jis sy hamain profit hasil ho sakta hai aur agar market uptrend main continue movement ker rehi ho tou jab overbought position ban jati hai tou wahan sy market ki bullish main movement khatam ho chuki hoti hai ky wahan sy sell main trade enter ki ja sakti hai
RSI Positions
Agar ham RSI ko by default apny trading chart main set kerty hain tou woh 30 aur 70 ki position per set hoti hain jo kuch risky positions hain ky agar market above 70 ko overbought show ker rehi hoti hai tou wahan sy sell main trade enter ker ky hamain long time ky liay market reversal ka wait kerna perta hai aur agar below 30 market oversold position ko show ker rehi hoti hai tou wahan sy buy main trade enter kerna bhi bahot risky hota hai ky agar ham trade enter ker lety hain tou possible hai ky market same order main movement kerty huey 20 or 10 tak ponch jaey tou agar ham RSI ko apny chart main shamil kerty hain tou hamain isky setting khud sy 20 aur 80 per set kerni chahiay lekin agar ham risk ko minimize kerna chahty hain tou hamain same setting ko 10 aur 90 per set kerna hoga ky agar market 10 aur 90 tak oversold ya overbought ko show kerti hai tou yeh market ki reverse trend main movement ki confirmation hoti hai ky ham wahan sy reverse order main trade open ker ky continue ker sakty hain
RSI and Stoch Indicator
Agar ham single RSI ko follow kerty huey trade continue kerty hain tou chances hoty hain ky hamain trading main loss hota rehy lekin agar ham same trading ko more secure kerna chahty hain tou hamain RSI ky sath stochastic oscillator ko bhi continue use kerna chahiay ky jab RSI main market oversold ya overbought ko position ko show ker rehi ho aur sath hi Stochastic oscillator main bhi market overbought ya oversold position sy reversal trend ko show ker raha ho tou aesy time per hamain confirmation milti hai ky ab market main reversal trend confirm hai ky ham agar dono ki combined indications per trade open kerty hain tou aesi trading main hamain her surat profit hasil hota hai jabky dono main sy aik indicator ko follow kerty huey trade continue kerna kuch risky hota hai ky market overbought aur oversold position ky bahd bhi same order main apni movement ko continue rakh sakti hai
Successful Trading with RSI and Stoch
Agar ham sirf RSI ko follow kerty huey forex market main trade continue kerty hain tou more than 50 percent profit ky chances hoty hain jabky agar ham RSI ko stochastic oscillator ky sath shamil ker ky trade continue kerty hain tou trading main hamari success ky chances increase ho ker above 80 percent tak chaly jaty hain lehaza hamain sirf RSI ko separately use nehi kerna chahiay kyun ky yeh lagging indicator hai agar ham sath main stochastic oscillator ko bhi use kerty hain jo ky leading indicator hai tou hamain forex market main trade kerty huey profit ky chances bahot zyada increase ho jaty hain jusy hamain dono main achi position ko dekhty huey trade enter kerni chahiay taky hamain open ki jany wali trade main loss kam aur profit ky chances zyada hon

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим