Kinds of Breakouts, thier confirmation and trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kinds of Breakouts, thier confirmation and trading strategy
    Dear friends, forex main trader patterns aur indicators ki help say breakout ko easily predict kar laitay hain aur achy entry points hasil karnay main kamyab ho jaty hain, yeh breakouts trading pairs ki supply aur demands ma changing ko show karti hain, normaly breakouts two types ki hoti hain agr hm in ko thek tarah samajh sakain kay ye ks type ka breakout ha trading ma achay benifits hasil kar saktay hain, breakouts ki three kinds yeh hain


    Reversal Breakouts

    Continuation breakouts

    False Breakouts

    Detail of Reversal Breakouts:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221128_1143_46_6540.jpg
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12572247

    Reversal breakouts ma bhi market ki moment aik hi direction ma hoti ha aur kuch time kay liay ye moment pause hoti ha, aksar ye dakhny ma aya hai kay market major support ya major resistance say wapas ati ha, matlab market is time par apni direction ko reverse karti ha, trader ko agr is point ko early predict kar ley to wo acha profit hasil karnay ma hamesha kamyab ho jaty hain, ye consolidation period hota ha lakin is ma aur continuation breakout ma ye difference ha kay yahan traders ye decide kartay hain kay initial trend ab exhausted ho chuka ha aur prices ko opposite ya reverse direction ma push karna start kar daitay hain ye reversal breakout hota ha,

    Detail of continuation breakouts:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221128_1143_46_8001.jpg
Views:	1
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12572248

    Jab market apnay trend ki same direction ma minor resistance ya support ko breakout karti hai to is ko ham continuation breakout kehty hain, jaisay agar market up trend ma hai or wo minor resistance ko break karti hai ya market down trend ma hai to wo minor support ko break karti hai to isi movement ko ham continuation breakout kehty hain, market jab aik hi direction ma bari movement kar rahi hoti ha to kuch time kay liay ye moment hold ho jati ha, jis kay result ma hmain range bounded moment ya period of consolidation daikhnay ko milta ha, is situation ma buyers aur sellers predictions ka sahara lay rahay hotay hain aur jab maximum buyers market ki pehli wali position ya initial trend thek ha to wo prices ko same direction ma push kartay hain jis kay result ma continuation break out hota

    Details of false breakouts:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221128_1143_46_9032.jpg
Views:	1
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12572249

    False breakout say bachna kafi difficult hota ha is kay liay bhot acha knowledge hona zaruri ha, traders kay pass knowledge nhi hai wo is point ma trap ho jatay hain, trader ko aik time par aisa lagta hai k market support ya resistance ko break kar hai. But actually wo break ni karti aur candlestick ki shadow form hoti hai or market wapis aa jati ha, is condition say bachnay ka aik he hal hai kay market ki confirmation k bad he trade ma in hona chahe. Experience trader ko learn kara deta hai k es point ko kesy identify kiya jaye or secondly momentum sy b trader ko pata chal jata hai k next move kiya ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kinds of Breakouts, thier confirmation and trading strategy

    RECOMMENDATIONS FOR BREAKOUT STRATEGY:-


    Dear forex fellows forex trading main start main itne zayada strategies nhe then jitne ab hain q ke ab bahut sare traders forex main a gay hain or wo apne experience ke base par bahut se strategies bana lete hain jis se hum faida hasil kar sakte hain to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main strategies ko use karte howe he trade karne chahiye ta k hum is main ache tarah se trade kar bhe saken or is main hum kamyab bhe ho sakty hain lakin hamare pas acha knowledge bhe hona chahiye tab ja kar he to hum kuch hasil kar sakte hain.hamen agar sahe tarah se is strategyu se faida hasil karna hae to hamen chahiye ke hum is main knowledge hasil karen sab se pehle or is strategy ke bare main hamen pata hona chahiye is ke bad hamein is ka istamal ka pata hona cahiye ke hum kese isko use kar sakte hain or kis tarah se hum is main kamyab bhe ho pate hain bas is tarah se he to hum is main phir trend line or fibo ka use karte howe is main hum market ke movement ko judge kar sakte hain jo ke hamare bahut help karte hae or hum ache trades open kar sakte hain jo hamen acha profit de saken bas is liye is main ache tarah se kam karte raha karen take ap yahan se bahut kuch hasil kar saken gy or is main ap kamyab ho jaya karen tab he to apko yahan se success hasil ho sakta hae or ap is main kamyab bhe ho he jate hain agar ap ese he is main kam karte rahen. aur sab sy bar kr trend ko dekhty houy he trade krna chaheye.
    ANALYSIS OF BREAKOUT STRATEGY:-


    Forex trading main market mai ap ne jab bhi trade lagani hoti hai to aus mai ap ko simple apni trade par risk atan hi lena hota hai jitna ap ka account ho ausk sath ap ne analysis karny hoty hai aus k baad ap ne agar trade lagani hai to ap ko ais market mai lot size apny account k hisab se select kar k trade lagani hoti hai ais mai jis pattern ko dekh k ap trade lagaty hai aus mai confirmation ka wait karna hota hai ap ais market mai agar confirmation k baad trade lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ko aik trading plan bana lena chaye aus k hisab se ap ne ais market mai trades lagani hoti hai ta k apko ais market mai kamyabi asani se mil jaye.Forex trading mai traders ka sub say eham kam he trade open kerna aur close hota hai. Forex trading mai traders ka jitna bhi knowledge aur learning hoti hain. Demo trading mai practice ki jaey aur jitna bhi skills aur experience haasil kia jaey tou uss ka final action aur kaam yehi hota hai kay trade open kerna aur trade close kerna aur sub say ziada traders ko apnay isi function ko improve kerna chaiye. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jab tak forex trading mai traders ko apnay plan aur strategy ka end result nahi pata ho tou us waqt tak trading mai achay benefits nahi liye jaa saktay hain. Trade open krnay say pehlay traders ko market kay trends aur analysis kernay chaiye aur uss kay baad account balance ko daikh kay lot size select kr kay he trade open kerni chaiye. yeh aik aisa method hy jis analysis ko khas ehmiat hasil hy aur analysis aur experience k baghair trading krna asaan nai ho ga.
    FINAL CONCLUSION:-


    Forex trading ki market Mein Jab Bhi HameIn Breakout krny lagain to us Waqt Hamein strong faisla hi Lene chahieye Hamein Hamesha market ki movement ko check kar ke hi market Mein kaam karna chahieye market ke trend ko clearly samajna chahieye, market ke trend ko acchi Tarah Se follow karna chahieye market trend ko follow kar ke hi Hamein market Mein entry Karni chahieye Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar Hi Kam karna chahieye.trading kisamaj bojh sirf interest aur experience sy he ati hy ...

    اب آن لائن

    Working...
    X