graduate persons k lie forex trading as their career

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    g bilkul i am agree with you bohat se noujawan berozgar hain jab k un ki gradation complte hoti hai lekin job nahi milti so wo forex ko smj sakty hain on k pass qualification hoti hai wo isy join kar k future ko acha bana sakty hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      meray khyaal say forex trading k liye kisi degree ki zrurat nahi hai magar jab log busieness ki graduation kar k is kaam main ayengay to un ko advantage to hoga kion k un ko trading ki info hogi so wo successful ho jaengay
       
      • #288 Collapse

        bhai jaan yahan per bas sirf or sirf ap ko forex k baary mai hi knowladge hona chahiye baaaki computer knowladge na bhi ho to kuch nahi hota lekin ap k pass forex ka knowladge zyada ho ga tab hi ap kuch na kuch ker payengy
        • #289 Collapse

          aj kal zamany main koi job nai milti hai is liye Forex trading aisa business hai is sy ap trading kar k earning ani berha skty ho aur apna fucture behter kar skty ho.................
          • #290 Collapse

            forex trading qualified logo kay liye aik blessing hai un ko struggle nahi karna parta hai job kay liye wo ghar main baith ker hi earn kar sktay hain ye bohat best work hai jis main aap ka koi boss nahi hota hai ap apnay boss khud hotay hain .
            • #291 Collapse

              ji ahan janab kiu nahi forex trading to sab ke liye boht best bsuiness hai aur is ko sab log join kar sakte hain aur forex main sab ko boht acha profit milta hai forex graduate persons ke liye bhi boht best business hai is ko join kar ke woh apne career ko start kar sakte hain
              • #292 Collapse

                aisy log jo graduation kar chuky han aur abi tak job ke tilash may han un ko chaiya k vo forex forum ko join krian is may apna experience bnaian aur trade k knowledge may izafa krian vo zrur achy trader ban kar achi earning kar sakty han vo jitna trade may expert hoty jaian gay utna he un ko zyada profit milta jaiy ga
                 
                • #293 Collapse

                  Forex market is high risk, and compared to any other type of the money making market, it is high risk. you make high level of money from the forex and also the loss is going to be big too. so that is one reason that the forex is considered as high risk market to get into. that is what i have learned over a period of time. that said, some of the time, there is always chance of the people spending more time and money into other means of earning money instead of the forex trading, that is what at the end going to make us some money.
                   
                  • #294 Collapse

                    Bilkul theek keh rhey hen aap, or is trah graduated log kam ker sktey hen or apnay liye isey as a career choose ker sktey hen, is ka sab sey bara faida yeh hey kay yeh life time profession hey or isey hamen serious ho ker lena chahye takay hum aagay berh saken.
                    • #295 Collapse

                      master level k logon k liye ye best job hai aggr wo is ko totally karen geto un ka career ban sakta hai or wo is se bht ziada earn kars akte hain ,
                      • #296 Collapse

                        Yes dear Forex jobless persons kliye buhat achi opportunity hai , Pakistan mein berozgari buhat barh rahi hai agar jobless persons Forex trading ko join karen to apni finaincial problem ko solve kar sakty hain ye buhat acha business hai , hum ghar beathy is business sy acha profit earn kar sakty hain .
                        • #297 Collapse

                          Forex ki job har us shaks kay leye hai jo apne eduction complete kar chuka woh chahay gradution ho ya master job na milnay ki wajay say ghar may bethay hoay hai un ko chahiyeh woh forex kay kaam ko join karlay educated people ko is kaam ko samjah nay may muskil nhe ho gaye aur is kaam say experince bhe lay saktay hai earning bhe karsaktay hai aur is kaam say he apna career bhe bana saktay hai
                          • #298 Collapse

                            g bhai jan ap ki ye bat bahut achi lagi mujhy. lekin is ma bi aik problem ha wo ye k aik to logun k parents ni mante our wo ye kahte hen k jis subject ma ap ne study ki ha us ma job karen. lekin ap ki soch achi ha.
                             
                            • #299 Collapse

                              bhai g me apke bat sy sehmat hu ap sahi keh rahay ho qk ya kam wo banda kry jo bilkul free ho qk mera khayal sy 1 ya 2 ghanta dana sy banda is me kuch khas kam ni kr sakta r eatna sekh bhi ni sakta...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                dosto or bahiyo forex trading ka kaam graduates bilkul kr sakhte hai aur is kaam ko krne ke lye sirf ap ko studies ki zarorat hoti hai jis traha ap aur kaam krte hai us traha forex bi bilkul kr sakhte hai, aur agr graduates chahe tu wo apni source of income badha sakhte hai unlimited opportunities ko avail kre agr ek jaga se income nhn arahi hai tu forex jese other source of incomes bi ha.............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X