Dark Cover Cloud Patterns in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cover Cloud Patterns in Forex Trading.
    Explanation.

    Dear members jaisa ky ap janty hai ky ap jab bhi technical analysis par trading karyn tu apko is mein faida tab he hoga jab ap ko candlestick pattern par full experience hoga aur ap ko har pattren ka pata hoga kyun k forex market mein technical analysis karna aur achy analysis karna bahut he mushkil kam hai agar ap k analysis achy hon gy tu aur ap aik achy point se entry lyn gy tab he apko faida hoga.


    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	34
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12572216


    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:


    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern ak bearish trend reversal candlestick pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per banta ha. Is pattern man long real body ki black candle ko normal real body ki candle ko black candle first candle k top sa mid k nicha tuk cover ker leti ha jiski waja sa is pattern ko Dark Cover Cloud Candlestick Pattern hai. Market Mein dark cloud candlestick pattern 1 barrish reversal candlestick pattern Hota Hai market Mein Ek Chhota Sa bearish engulfing candlestick pattern Hota Hai is candlestick pattern Mein different types ki candle banti hai ine candle ko bullish candle aur bearish candle Kaha jata hai market Mein traders in candles Kesari SH benefits Hasil kar sakte hain ke jariye save price ke gap ko acche tarike se confirm kar sakte hain market name traders Jab uptrend Mein Apni trade open karna chahte hain to use Waqt vah market Mein dark cloud candlestick pattern ka istemal kar sakte hain Kyunki yah candlestick pattern unhen uptrend se related best information provide Karta Hai vah is candlestick pattern ke through market ko acche tarike se analysis kar sakte hai.


    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	62
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12572217




    Trading with Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:


    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern per trading k liye zarori hai k trader is pattern k complete hona ka wait kara aur jab ye pattern complete ho jae to new candle k open per trader ko ""sell ki trade"" active kerni chaheye. Dark Cloud Cover Pattern complete aur trader ko chaheye k wo second candle k close k six pips nicha Sell ki trade active kerni chaheye aur "Stop loss" ko second candle k high per place kerna chaheye aur "Take Profit" ko next support levels per place kerna chaheye.
    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	27
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12572218

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cover Cloud Patterns in Forex Trading.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern assets ki iss baat ki taraf ishara karti hai, k ab market main buyers ka control sellers k hathon muntaqil hone wala hai. Pattern main shamil candlestick aghaz main aik bullish candle hoti hai, jo k uptrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Lekin dosri candle aik bearish candle hone par ye prices ko mazeed uptrend jane main rukawat dalti hai. Pattern high price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand kam ho chuki hoti hai aur supply ziada increase ho rahi hoti hai. Supply ki increasing ki waja se assets ki value main kami hoti hai, jiss se prices bhi gerna shoro karti hai. Ye pattern musalsal bullish trend k end main uss waqat banta hai, jahan par buyers market main mazeed interest lena band kar dete hen.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	36
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12433937

    Candles Formation


    Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par banne ki waja se aik strong bearish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12433938

    1. First Candle: Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka color bhi bullish pattern k mutabiq white ya green hota hai. Ye candle prices k top ya high price main bullish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover candlestick pattern main shamil dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka open pehli candle se ooper gap main hota hai, jab k close ussi candle k midpoint se thora sa nechay hota hai. Ye candle prices ko mazeed uptrend side par reject karti hai.


    Explanation

    Dark cloud cover pattern ka shumar strong bearish trend reversal main hota hai. Financial market main kisi bhi assets ki value bohut ziada high hone par aksar usko trend reversal ka samna karna parta hai, issi tarah same iss pattern main bhi hota hai, jiss main prices higher area ya bullish trend k baad bearish trend reversal main tabdeel hoti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k real body se ooper gap main open ho kar ussi k real body k midpoint ya center se thora sa nechay close hoti hai, jiss se market main maojooda bullish trend ka khatma ho jata hai, aur control sellers k hathon main chala jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12433936

    Trading

    Dark cloud cover candlestick pattern trading k leye aik moasar candlestick pattern hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka high price area ya bullish trend main hona zarori hai, jab k dosri bearish candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka bearish hona lazmi hai, jo dosri candle k bottom par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri bearish candle k high price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12433935
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dark Cover Cloud Patterns in Forex Trading.

      Dark Cover Cloud Patterns in Forex Trading.

      Dear friends forex market mai candle stick pattern ko istmal karty howe kam krty hain to hamy kamaybe hasial ho jaye ge hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam akr sakty hain hamy analysis ko learn kar ky istmal kar ky kam karty hain to hamy success hasial ho jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam karty han to hamra loss hain hamy lsos sy learning gain kar ky market ke movement ko samj ka is mai pasia invest kar ky market mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy hum isy apna profesional carrrier be bna sakty hain hum is mi posts kar skaty hain hum is mai trade be laga sakty hain hamy market mai ahteyt sy kam karna ho ga forex mai hamy kamaybe deny walky tools ko istmal akr ky market ke movement ko samj kar is mi kam karna ho ga forex aik bahtrne business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik asa karibar hain jo ky kabe be katem na hony wala acha business hain hum is mai aik din ai aik limit ky mitabik kam kar sakty hain hum is mai over limit kam nahi kr sakty humj gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy is mai kamaybe deny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum gay bar saky g hum is mai agar greedy ban ky kam karty han to harma he nuqsan b ho sakta hy.

      Dark Cover Cloud Patterns

      Hello dear ager ham forex market main mukhtaluf kisam kay technical analysis karny main expert ho gy to tab he ham market kay trend ki jankari kar sakain gay. Ager ha demo main working karty huye practice karty rahain to hamain kai kisam kay candlesticks patterns per trading ka moqa milta hay aur is tarah ham in camdlesticks pattern ko apni trading main use kar sakty hain. Go keh in candles say kabi kabi proper trend ka signal nai milta laikin ager ham in ko deeply observe karain to hamain in per phir bhi short term trading ki possiblilty ho sakti hay.

      Dark Cover Cloud explanation.

      Friends always remember, dark cover clouds pattern Hamesha apko resistance level per mil sakta hai hi dear jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market apni reversal trend Mein movement complete karna chahti hai Hai To Aisi situation main aapko hi trend mil sakta hai hi dear is candlestick pattern ko ap easily understand kar sakte hain ismein just aapko do candlestick pattern ko study karna Hota Hai jismein Ek candlestick pattern Bole trend aur 2nd candlestick bearish trend Mein hoti hai.Forex trading ki market mein dark cloud cover candlestick pattern Ek bahut he important pattern hai dark cloud cover candlestick pattern ki real body bahut long hoti hai aur is main pahle candle Hamesha bullish candle hi hoti hai market Mein Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham inter Mein candlestick pattern ko kabhi bhi ignore na Karen Hamen ine candlestick pattern ko related complete knowledge Hona chahie Taki Ham in candlestick apne trade Mein use kr saken.Thanks

      اب آن لائن

      Working...
      X