high leaverage se high profit ho skta ha but risk factror increase ho jata ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    agar ap ka account 200$ ka he aur leverage zida hea toh ap ka account wash bhi hojahe ga aur shayd ap ko yeh bhii nai pta ho ga kea stop loss kis jaga aur kab lagana he.high leverage use karna risk gactoor rbohaat zadha hoo jataa ha marii appko aik hi advicee ha ka app kabhii bii high leverage maat usse karna.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes bro agree , jab hum lot size bra rkhty hen to is se hamari earning k chances barh jaty hen lykin sath he loss k chances bhe increase ho jaty hen jis se hum kafi loss bhi karwa skty
      • #48 Collapse

        jee han bhi jan high leaverage say high profit ap hasil kar skaty hain, kuinky ap high leaverage say forex trading main big lot size say trading kar kay ziada profit hasil kar sakty hain, lakn is main risk yeh be hota hai agar ap ko loss hoga to wo be zaida ho ga.
        • #49 Collapse

          i think k forex trading main 1.100 say zada leverage use nhi karni chahye q k jitni bri leverage ho ge ap ka account utny he khatry main hota hay agr ap k pass perfect signals hon to ap ko bri leverage pr bry lot size ko chose kr k trading karni chahye waran risk nhi lena chahye
          • #50 Collapse

            Haan bhai me ap ki baat se agree karta hon hum jab high leaverage rakhte hain to hamara loss risk bhi high ho jaata hai is liye hume chayye ke hum kam se kam leaverage hi rakhe is se hume kam loss hone ke chanes ho jaate hain......
             
            • #51 Collapse

              Risk is basically a two edge sword, yani agar hum urdu mein kahein too risk asal mein dooo dahri talwar hoti hai aur jaab app apna leverage increase katay hai too phir app koo profit kee sath sath loss koo bhi mind mein zaroor rakhna chahiye
              • #52 Collapse

                bhai jaan agar app forex trading k business mein new hoon toh appko high leverage se door rhena chahiya kiyun k high leverage sirf expert traders hi use karthey hain brother is mein profit toh ziyada hota hai magar is mein risk itna ziyada hia k appkey account k wash hona k khatar hota hai isliya low leverage use karien profit kaam hoo magar risk factor ziyada na hoo.
                • #53 Collapse

                  haaan lekin is mai yeh baat bhi apne zehen mai rakhain na k is mai app ko losss bhi zada milay ga is liye app ko kam risk per he trade karni chahy e hai yehe best way of trade hai agay app ki marzi
                   
                  • #54 Collapse

                    ji phaly tu ap na bohat acha sawal ki ha ka jo bara trader hain wo apni leaverage ko high rakty hain kun ka oin ka bara account hota hain or jo chta hain oin ko leavarge kam hi rakhni chahiya ma ap ki bat say agree hun
                    • #55 Collapse

                      Yes g ha sir forex me ager ap new ha to ap ko forex me kud bi low our kam he lot me is me trading karni chaye q k is me ap ko profit sy nahe kuch lena dena balky ap ko forex me loss par he is me control karna hota ha our pir jab ap is me expert ho jata ha to ap is me big lot k sath trading kary our big profit hasil kary.
                      • #56 Collapse

                        bohat he ache baat ap nay khy k jo log trading ka master hay expericne hay jin k pas jo work kartay hay profit earn kartay hay un ko leaverage high rakhne chaye aur jo new worker hay un ko levavrage kam rkhne chaye me ap say pocho ga new leverage kitne rakhe aur high kitne rkahy jab hm acount opne krty hay tu hm are levarege i think low hote hay
                        • #57 Collapse

                          Han yeh bat apki bilkul sai he keh hum forex main high leverage se high profit to kar saktey hain but phir hum is main bohot hi ziada risk le rahey hotey hain aur phir hamen is main loss bhi ho skta hey.
                          • #58 Collapse

                            je han high leverage rakhnay se high profit to zaroor hota he lekin is se loss ka khatra bi ziada hota he is liye hamen chahye ke hum Low leverage rakhe kar thora magar safe profit kamayen
                            • #59 Collapse

                              brother simple se baat hy jb lot size ziyada ho ga tou ager profit ho ga tou acha khasa profit ho ga ager loss howa tou samj lo 1 mint my ap ka account wash ho jay ga mein tou mostly 0.01 or 0.04 bs yaha tak he lots lagata ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                G bhai bilkul theek kaha apne ke forex mein apko hamesha apne account size ke mutabiq hi leverage ko set karna chahiye aur apne bare trading account mein ap kabhi bhi high leverage set na karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X