high leaverage se high profit ho skta ha but risk factror increase ho jata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Ji han ap nay theek kaha hai or bilkul sahi baat ki hai aap nay high kevrage say apkay ziada profit k chances hotay hain lakin risk level bh ziada ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Is main koi shak nahi hy keh high leverage sy aap high profit ley saktay hain, lekan is key leye aap ka expert hona buhat zaroori hy, warna aap ko buhat ziada loss ho jaye ga. New traders ko meri yehi advice hy keh woh normal leverage par kam karain, takeh un ka balance save rahay. Jo log expert hotey hain ya professional hotey hain, woh high leverage par profit letay hain aur achi income hasil kartey hain.
      • #303 Collapse

        Assalam-O-Alaikum ye ap theek kah rahey hen key ap ka leverage jitna zyada high hoga ap ka risk utna zyada increase hoga isi liye to me kehta hoon key leverage aur lot size hamesha small rakhain.
        • #304 Collapse

          g han bhai high leverage sai humen high profit bun sakta hai but ismay risk bhi hum le lete hen q ka is ma sai humara loss bhi houjata hia
          • #305 Collapse

            jee bhai jan ye ak bht hi risky business hia our ham is se bht acha profit enar kar ksaty hai mgr is se pehly hamy bht mehnat ki zarorat hoti ha ham jitni zayda mehnat kary gay hamy utna hi acha profit hasil ho ga
            • #306 Collapse

              bhi jan ap ka sawal bohet e acha hey muje ap ka sawal bohet e ach lga hey forerx ek bohete acha busne shey or as ko me like karta hn ager pa ko forex me kam krna hey to ap ko chiy ky highy blnc acount sy trading kry
              • #307 Collapse

                hello assalam u alikum bhai jaankia haal hain ap ke? mery khyal sy high leverage sirf expert traders ko rakhni chahiay new traders ko high leverage ni rakhni chahiay leverage jitni high hoge risk otna ziada hoga high leverage ko sirf expert traders hi achi tarha manage kar sakty hain q k experts ko ziada experience hota hy.
                • #308 Collapse

                  G han bilkul.high leverage ka buss itna function hota hai kay hum high leverage ko use kar kay big risk lay sakty hain.baqi main loss bhi o sakta hai or profit bhi ho sakta hai.agar aap apny emotions or greed ko control kar sakty hain to phir aap kay liey high leverage bhi useful hai lekin newbies kay leiy high leverage loss ki ik waja bhi ho sakta hai.
                  • #309 Collapse

                    bhai agar hum is main high leverage ko use karty hain to hamain is main high profit to ho sakta hai lakin is main hamain profit k sath sath loss ka bhe chance hota hai is liye hamain is main leverage kam he rakhna chaye.
                    • #310 Collapse

                      han forex ke business me ham ko high leverage se high profits ho sakte hain lekin risk factor jese aap ne kaha woh bhi is lye barhta hai ke forex per kisi ka control nhi hai market seconds me badal jati hai is lye risk bhi bohat hota hai .
                      • #311 Collapse

                        Brother high levrage sy profit ho skta ha but us m risk b bhot ha humra account b bhot jald wash ho skta ha us lia hum ko chaya k hum kam sy kam levrage ka use karain yeh bhot best ha.
                        • #312 Collapse

                          dear friend hm forex trading main 1.1 say zada leverage use nhi karni chahye q k jitni bri leverage ho ge ap ka account utny he khatry main hota hay agr ap k pass perfect signals hon to ap ko bri leverage set krni chahiya
                          • #313 Collapse

                            high leverage ka matlab hai kay ap is buisness mei aik boaht hi bara rsik lanay ja rahay hai is liay hi tu apko chaiy kay ap is buisness mei apnay leveerge ko boaht hi kum tar rakhay
                            • #314 Collapse

                              leverage tu ap apni trading strategy ko zehan main rakh k karty hain is k ilawa mry khyal sy ab ko reasonable leverage sy he kaam chlana chahiye. . .trade krty waqt ap jitna risk ko kam kr sakty hain krain. . .q k zyada risk sy ap kee total investment zaya ho sakti hy. . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Jab aap iss trading main start kar rahay hoatay hain to aap ko leverage ko kam rakhain takeh aap ka account safe rahay agar aap starting main he leverage ko high rakhain gay to aap ko iss main loss ho janay ki soorat main aap ka account wash bhe ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X