Assalam walekum dear Forex friends jab aap forex trading business mein kaam Karti Hain to aapke pass different types of currency pairs or metals hoti hain Jin per aap trading karte hue forex market mein profit hasil karne ki koshish karti hai currency players Ek dusre se ko delete hote Hain aur kisi Ek pair ya Ek currency ke movement ka effect dusre currency per bhi hota hai aaj Ham ISI ke bare mein apni post mein baat karenge aur jis ki vajah se aapko yah andaza ho jaega ki kis Tarah currencies Ek dusre per asar andaaz hoti hain.
What is Correlation?
Dear forex friends forex trading market mein correlation 2 currencies ke darmiyaan istemal hone Wali statistical measurements ko Kaha jata hai. Iska matlab ye hai k jab koi ek currency pair movement karta hai To usse related dusre currency pair per uska asar kis tarah ka hota hai Isko correlation kaha jata hai. Dear for Friends Jab aapko currency pairs ke wapas mein ko relation ke bare mein complete knowledge aur information hota hai to aapko is baat ka bhi pata chal jata hai ki kis currency per ki moments ke kisi dusre currency per kis Tarah ke effect hote Hain.
What is Correlation coefficient?
Dear forex friends forex trading market mein correlation ko find karne ke liye Ye Jo method use Kiya jata hai use ko correlation Coefficient ka naam diya jata hain. For example GBPUSD or EURUSD Ka aapas Mein correlation jis tarike se findout kiya Jaega usko correlation Coefficient ka naam dengy.
Dear forex friends forex trading market mein Different periods of time main neechy diey gay tables main aap currencies ka correlation coefficient dekh sakty hain. To is table se aap is baat ka andaza Laga sakte hain ki kis currency pyar ka effect dusri currency per Kitna aur kis Tarah ka hota hai.

Correlation Table:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим