Assalamu Alaikum dear friend ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge aur forex market Mein Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein apni working ko complete karna chahte hain to aapko proper market ko time Dena hota hai aur Market mein jyada Se Jyada focus karna hota hai Jitna Jyada aap market mein time Denge aapko itna hi jyada fayda Hoga aur aap best interest per trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko Jab market Mein Achcha profit Hasil karna hai to aap ko proper experience Hasil karne ke liye demo account per practis Karni chahie Taki aap is market mein jyada Se Jyada profitable trading kar sake main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai pull back and breakout kia hai.
Pull Back Kia hai:
Dear friend pull back ka matlab hota hai retressment Jaab market Ek trend mein chal rahi Hoti Hai. Jaisa ki agar market Upar ja rahi ho, to Sidha Upar Nahin jaati Balke thora Upar ja kar Pul back karti hai. aur phR again up Jaati Hai. Is Tarah market ka ek trend Mein Hamesha pattern ban raha hota hai Pull back dekhne Ko Milta hai aur Yahan per Hamen acchi entry bhi mil rahi hoti hai. agar aap acchi entry Lekar trading karty hain. to ap ko bahot zyada advantages available hota hai Jaisa ki ap Janty Hain. Pull back ko Arrow se indicate Kiya gaya hai to ap dekh sakhty hain K Ab trend Mein market higher high banati hai aur previous low ko break nahin karti.
How To Trade On Pull Back:
Dear friend pull back Mein Hamen wait karna chahiye market ka pull back karne ke liye Hamen trading Mein proper analysis Kar ke trading Karni chahie agar aap successful trading karna chahty hain to aap ko different analysis karne Honge pull back karne ka aur yahan se phIR rejection ka Jaisa ke ab up trend ko discuss kar chuke hain to ismein Jab market higher log banae To ismein Ham buy ki trade Le sakte hain aur Hamen Hamara stop loss jo hai previous low ke signal Hoga Jab Ke profit target previous high se upar ya Uske equal hoga.
Breakout Kia Hai:
Dear friend break out ka matlab hota hai resistance thor Ke buy nikal Jana aur forex mein iska matlab hota hai ki Kisi chart Mein market Jo structure banati hai to market ka Iske bahar nikal jaane se structure ka break out kahlata Hai. Jaisa ki Upar Ham ab trend ko bhi discuss kar rahe the to uska continue Karte Hain.jab market ab trend Mein hoti hai to market higher Low banati hai agar Ek rising trend banti hai Jisko market follow kar ke Upar Jaati Hai. but Jab market Iske down a Jaati Hai To isko trend line ka break out Kaha jata hai aur Iske bad market ka trend revers ho jata hai.
How To Trade On Breakout:
Dear friend Jaab market trend line ka break out kar Jaaty huy to Iske bad Hamen chahie ki wait Karen ki Jis time frame Mein trend line Thi use time frame Mein market trend line Ke Niche candle close Karti karen, to iska matlab hai ke bad Ham ismein Sel ki trade Le sakte hain. aur Hamen stop loss se trend line se upar Hoga Jiska break out hota hai jabki profit target niche ki taraf hoga..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим