slow and steady wins the race

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    slow and steady wins the race
    assalam o alaikum, jitna mujy forex ka idea hai mera khayal sy ap forex pe jitna aram aram sy kam kare gy utna hi experience ziada ho ga forex sirf experience pe depend karta hai maine boht sy log dekhy hain jo without experience forex pe bari trade karty hain or apna nuqsan kar k beth jaty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han aur forex mien bhi apko aram se trading karni chahiye bina panic hue aur is mien apko money management ke sath hi trading karni chahiye.
    • #3 Collapse

      yes dear ap ki baat b sahi hai jb ap greed k sath big earning ki koshish krte ho to ap ko loss ho sakta hai is liye km risk k sath trading krein istrah ap ko profit to km ho ga but ap asani se risk ko manage kr pao gey
      • #4 Collapse

        gee haan aisa he he keh apne trading mein slow and steady wala kam krein kabhe es mein jld baze na krien aur apne trading mein time dein experience ko aur apne trading mein nuqsan se bachne ke planing kia krien es trah se trade mein loss kabhe nhe ho ga aur profit acha earn ho ga
        • #5 Collapse

          Bilkuk forex jald bazi wala kaam nai hai forex ko jitna slow aur learn karbk araam sy samj k kiya jaye ga utna ye hamary liye acha sabit ho ga aur. Slow aur samj k kaam karny sy hamyn forex ki learning b zeyada hoti hai aur hamara experience b din ba din acha banta jata hai aur ham kamyabi ki tarf bharty rehty hain.
          • #6 Collapse

            g han ye bat to sahi hay learning or knowledge agar app slow slow daily karo gey to 1 din app forex me successful traders ban sakty ho, learning karny se forex business ko samja ja skata hay.
            • #7 Collapse

              Yeh aik risky business hy aur is main agar jald bazi main decisions leye jayen gey to nuqsan ho sakta hy. Hamain aik din main rich banney ki bajaye slow and steady chalna hy takeh apni original equity ko loss honey sey bachaya ja sakay aur profit bhi hasil kia ja sakay. patience sey kam karna aap ko successful bana sakta hy.
              • #8 Collapse

                han dear yyeaik acha buiness hai is mein bahut ehtyat sy kaam kiajta hai ye aik good offer hai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hai si mein kafi earning ki ja skti hai
                 
                • #9 Collapse

                  han dear ye aik good buiness hai si ko koi bhi krmleta hai ye aik real buiness hai si ko kahein bhi kijaksta hai ye aik acha buines shai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik real buiness hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Main aap sey agree krta hoon keh forex trading main jaldi bazi main koi decision nahi lena chaheye. Aik din main rich nahi bana jata balkeh is key leye aap ko complete planning krni parti hy. Agar aap patience sey chalain gey to jald kamyabi tak puhanch jayen gey warna aap ka always loss hota rahay ga.
                    • #11 Collapse

                      Trading mai b bilkul esa hi hai.Slow and steady wins the race,Q k jldbazi or greedy honay ki wja say b trader ko trading mai loss hota hai or yehi wja hai k 90% traders ko trading mai loss hota hai.Isi liye kbi b jldbazi or greedy ho kr trading nhi krni chahiye or market rules ko follow krtay huway hi trading krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G haan bilkul experience ka hona forex trading main bohut ziada zaroori hai is k liyea zaroori hai k aap demo par practice karein aur aram se sabar se kaam karein ta k apko profit ho warna ziada k chakar main thori bhi ganwa dain gain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X