forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ap thek kh rahy ho forex trading main apni mistakes ko bar bar repeat karna wala insan bewakof hota hay es leay jis mistake ki waja say pehly ap ko loss ho chuka hota hay us ko dobara na repeat kro asa karty say ap ko phir loss ho ga phly say hoy loss say ap ko sabak sekhna chahye or apni strategy change kr k trading karni chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
      dosto forex trading ak aesa business ha jo ak trader ko ak choti si ghalti ki b gunjaish nahi deta is lie forex trading me ak trader ko apni ghaltia repeat nahi krni chahye or apne ghaltiun se sekhna chahye or apni trading ko improve krna chahye nahi to ak din bohat bra loss ho skta ha ap ko do you agree with me?????
      Han bhai me ap ki baat se agree karta hon ke hume apni galtiyo se seekhna chayye kiyo ke forex esa kaam hai is me hamari galtiyo ki koi gujaish nahi hoti....
       
      • #33 Collapse

        100% ap ne theak kaha jo mistake aik bar ki os ko again repeat na karin ap os mistake ko learn karin or aik note book pe likh dein ta k future mein ehsi mistakes se bacha ja sakay or khud ko aik successful trader bnaya ja sakay.
        • #34 Collapse

          Forex trading main galti ki koi gunjaish nahi ha iss main humary liye aur yada behtar aur kaam ki lagan aur himat ki apni aur jistaeraah hum kaam karain gay utna hi hum aghy barh kar apny andar himat aur hosla paida karain gay issi main humari behtri ha
          • #35 Collapse

            G bahio bilkul wese b agar hum kisi b kaam me koi b ghalti kartay han ur us k oper fir wo he ghalti kartay han to hamain loss hota ha fore meto ye loss bhot bara hota ha kiun k agar hum miistakes ko repeat kartay han to its very baad
            • #36 Collapse

              bilkul ji aik baar mistake karnay kay baad bhi wohi mistake karna bohat bari bewakoofi hai ,forex mai app aik baar galtii kartay hoo tu uss say seekhna chahiyay
              • #37 Collapse

                yes i agree with you. mistakez ki bhi aik limit hoti hay businus koi bhi ho ap ko apna kaam binaa mistake kay imandaree kay sath karna chahiya ap jitni mistake kro gay loss ap ka apna ho ga
                • #38 Collapse

                  yes my dear friend ma ap ki bat se agree karta hun agr ak trader se phale ko galti ho jati hy aur phr us ko moka melta hy apni galti theek karne ka to phr wo galti na kara bak k jo galti us ne pahle ki hoti hy us galti ko theek kara aur apne galti ko dahkte howe theek trade kara aur phr wo galti na kara to ap ko bht faida ho ga dear
                  • #39 Collapse

                    G bilkul theek kaha apne,agar apse forex mein koi mistake ho bhi jati hai to iska ye matlab nahi ap us se koi sabaq na len,balke us mistake ko apne liye lesson bana len aur phir un mistakes ko dobara kabhi bhi repeat na karen,phir ap zaroor kammiyab honge.
                    • #40 Collapse

                      g hnan mere khayal se to jo bar bar mistake kara wo ab se bar bewakof hain lakin hum chiye k hum ye mistake ko sudhre hum chiye k hum demo account par bar bar pratice kara iss se hmri galtiya dorost kar sakhty hain
                         
                      • #41 Collapse

                        dear g bilkul main aap ko bataon k ager aap ko baton forex main ager aap ki aap ko forex main kio ghalti hoti hai to aap es sy lesson lo nahi to aap wo ghaltidubara nahi karoon kion k jo ghatian aap ny bar bar ki hai es sy aap ko loss hota rahta hai
                        Azadar Morai
                        • #42 Collapse

                          G jnab i agree with u ham ko apni mistakes ko repeat karny ke bjay un say learn karna chaiya forex trade may ham ko puri attention aur fresh mind k sath kaam karna chaiya is trade may mistake ke koi gunjaish nahe hoti agr koi mistake ho bhe jati hay to usay repeat na krian aur apny weak points ko control krian
                           
                          • #43 Collapse

                            kbhi kbhi mistakes ko repeat krne se ek asha breaking point mil skta hai, her bar ek he mistake krna wese to galt bat hai per jahan profit nazr aa jae wha maze ki cheez hai
                            • #44 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tanveerattari786
                              yes dear wo aik bara bewaqof ha jo aik bar ghalti ae ha wo dubara ae to pir loss kr jae hamin chahiya k jo galti aik bar ae ha wo dubara na ae.
                              dear friend forex trading me aap ko bhut asaniyaan mill gai ge jo koi business me nai mill te ....mistake sa hum ko kuch na kuch seekh na ko millta hai .har trader sa mistake hote hai lekin acha trader wo hota ho jo apni mistake ko repeat na kare aur life time earn kare ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Base on me i will say that all times that you are tradiing you must try to always concentrate at all times so that you will b able to place good trade and make god profit at any given peirod of time

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X