forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    forex trading main sab se bari kamzori hai yahi hoti hai ke trader
    eak hi mistec ko bar bar dohra kar loss karta rehta hai lekin har mistac ko door karne wala kamyab trader ban jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Is baat mein koi shak nahi aur waise bhi yeh mujh par beet chuka hai. Main ne kafi bara loss kiya aur aik hi din mein 80% account wash karwa liya. Is mein meri do bari ghaltian then. Aik to main chhote loss ko accept nahi kar raha tha aur apni trader ko profit mein badalna chahta tha. Is waja se main ne trade ko close na kiya aur mera loss barhta gya.
      • #468 Collapse

        apne mistkae ko repeat krna means ky dobara ya bar bar mistake ho jy to es tara nae skea ja skta he trading ko sekne ke leye to agr aik bar galte ho jy to wo galte dobara nahe hona chaye jab kabe dobar ho be jy to os ky bad nahe hone chaye
        • #469 Collapse

          thek kah rhe ho bhai jan app woh trader jo forex trading mein mistakes kr rha ha and again and again repeat kr rha ha and apne mistakes sa learn nhi kr rha ha woh khud ka leya problems create kr rha ha kiyn kah in future us ko trading krna bohat muishkil lagne lage ge.
          • #470 Collapse

            Yes forex trading has a time table trading Forex is very easy business and profitable many people in the world forex their main business when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so make you time table then trade
            • #471 Collapse

              koi b trader apni ghaltiyon ko repeat nahi karta haiwo hamesha he khud he kam karta hai aru hume is kam ko karnay k lye zrori hai k hum is ko samjhe aur kare jiss ka hume koi n koi fiada ho ga.
              • #472 Collapse

                I am totally agree with you , aik kaamyaab insaan wohe hota hai jo apni ghltiyo'n say seekhay or enhay overcome kray..agr koe chota sa business bhi start kray or agr us ma bhi apni ghltiyo'n ko baar baar duhra'e to koe shak nahe k wo kbhi kammyaab nae ho skta ..or phr trading to aesa business hai jis ma thori si ghlti say bray bray lose ho jatay hai..Es lye aik kaamyaab trader bn'nay k lye zruri hai k hr mistake say bacha jae lekin agr mistake ho jae, so be careful in future to reapet it ,to become a successfull trader..
                • #473 Collapse

                  my opinion is only that we will make the trading on the trading site with the full training and we can able to make the trading on the trading site with the good strategy if we are using for the making of the transaction on the trading site.
                  • #474 Collapse

                    Yes dears ye to thik kaha ap ne k galti per galti kerne wala bewquf hota he, galti ho jana koi barhi bat nahi insan galti ka putla he or galti kar k seekhta he, but galti per galti nhi karni chahie, balke jo galti ak bar ho jaye us se sabaq seekhna chahie hum ko, ap ka kya khyal he???????????
                    • #475 Collapse

                      ji ha dosto forex trading me continue loss us trader ko hota he jo apni mistakes trace nahe karta or mistakes bar bar repeat karta he jis se continue loss hone ki sorat me trader ka accoutn wash hojata he or aese logo ko forex trading sb se mushkil kam lagne lagta he
                       
                      • #476 Collapse

                        dear friend jee han forex may jo log bar bar ek he mistake ko duraty han un k sath kuch you masla han woh apni mistake ko learn nai karty aur trading karna start kadytay han aisa nai karna chaiya apni mistake ko learning karna chaiya aur usay doubara nai dourana chaiya
                        • #477 Collapse

                          g haan apne bilkul saee kaha hai meree dost apki baat se mein sehmat hoon humein apni mistakes se kch seekhna chaye hum jo bhi mistakes krte hain wo humein kch sikhata hai because wo mistakes hotee hee is liye hain kion k hum ko uskay baray mein kch pta naii hota likn mistake k baad pta chl jata hai agr hum usko dubara repaeat kraingay to yeh hmaree bewaqoofy hogee
                          • #478 Collapse

                            Zahir hai kisi bhi kam main inssaaan ghalti tu zarrooor karta hai auar han insaaan apni ghaltiun say hi sikhta ha aur han agar koi apni galti sa kuj nahi sikhta tu mare khayal main os say bara bewaquf koi bhi nhai q k jab tak usay ahssaas nahi hojata woh kabhi bhi kamyab nahi hojsakata so forx main bhi daikhain kis wajah sa aap ko loss hwa then os galti ko sudharain
                             
                            • #479 Collapse

                              bhai jan mistake ap k liye sabaq hota hy jab tak ap apne mistake se sabaq nhn seekain gain aur on mistakes ko ache se nhn lain gain...
                              tab tak ap ko faida nhn ho ga aur ap phr ayse he loss karte jain gain jaise ap ne pehle loss karte rahe hain.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                Jee HAn Forex Trading Mein Ziada Say Ziada Nuqsan Apko Boht Bura LAg sakta hai q k boht say logon nay nuqsan pakr is buisness ko doobara join nahi kya aur khd apni mistakes ki waja say apko kisi achay Senior Trader ki Guide k zaroorat hoti hai jo apko acha guide karay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X