forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    I think ,
    This is actual the crucial you have to not replicate the actual errors within the buying and selling over and over since it is actually dangerous for that buying and selling as well as for that collateral as well as .............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      galti kana galti nhi but galti ko repeat krna sb se bari galti ha our insan apni galtiyon se bhi kuch sekhta ha mene bhi start mn mistakes ki our bht kuch ganwa dia lekin ab mene apne loss k ewaz bht sekha ha our mein ab bht khush hon. q k galti se insan sekhta ha ye uski kamiyabi ha nakami nhi.
      • #273 Collapse

        Asslam o aleikum yes bilkul theek kaha apny q k apni galtioun ko jo repeat kaerta hai ussy kafi loss hota hai
        • #274 Collapse

          han g aap nay thk kha hai yaha pay jo b apn mistakes ko dohrata hai wo apni zinadagi ki sub say bari ghalti karta hai aur yaha pay loss kar k b nahi seekhta hai k kesay kaam kya jata hai.
          • #275 Collapse

            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jo log apni mistake ko repeat kartay hain wo kabhi bhi nahe seekh patay hain kun kay wo ghalti karnay matlab aap nay apni mistake say seekha
            • #276 Collapse

              yeh bat bilkul sahi ha ka forex trading me galti ke koi jaga nhi ha or forex trading agr ap galti krte ho to is ke surat ma ap ko ek bht bara loss ho ga or mesal ka tor pe apse galti hoi forex trading me or ap eo he galti dubara krte ho to is me koi shuk nhi ka ap se gara bewakof nhi ha.........
              • #277 Collapse

                Ye to mash'hoor hadees he ke (momin aik soraakh se do baar nhi dasa jata) is liye aik hi ghalti ko baar baar repeat krne wale forex ko samjhte hi nhi hen jis ki waja se un se aik hi ghalti baar baar ho jati he.
                • #278 Collapse

                  g bilkul wo trader bare bewakof hote jo bar bar wo he mistake krte hain lalach man aa kr wo he mistake bar bar krte hain ye nhe sochte ke hume pehly bhe is wajah se loss ho chuka hai
                  • #279 Collapse

                    jee janab , bilkul theek kaha apny kay forex trading business main trading karty huy apni mistakes ko repeat karny wala bohat bara bewakoof hota hai . isliye mery khayal main kisi ko bhi forex trading main apni mistakes repeat ni karni chahiye .
                    • #280 Collapse

                      forex treading me mari sub say bhari mustake ya ha ke ma ne jb treading ke to icey ma ne closed nehi kya tha pr jb markit apen huye to mera cra profit loss me change ho geiya..
                      • #281 Collapse

                        G Bhai aap Na sahe Bola. Is kaam Mein Aik He Ghalti Karnay Wala Bohat Bara Bawakoof Hai.Ab Har Marta Kuch Naya Try Karna Chayie. Har Dafa Koe New Ghalti Karni Chayie
                        • #282 Collapse

                          yes brother is may koi shak hi nahi hai agar ap ko b trade may loss kartay ho our pher say apnay loss ko agan agan repet kartay ho tu ap say bara loser koe na hoga q k us se apko aur bara loss hoga so apko ke seekhna hoga k apki mistakes se kya muqsan hua h apko
                             
                          • #283 Collapse

                            forex trading myn jab aik trader bar baar koi galti krta hay aur usy darust nahi krta aur baar baar wohi galti repeat krta hay to wo sab say bara bewakoof hay keun kay jab usay aik galti ka pta bhi hay kay kia galti kr rha hay to wo usy keun repeat krta hay
                            • #284 Collapse

                              jo aik bar mistake ho jy try karne chahy k wo dobara na ho es tara trading a jate he agr doabar trading me mistake ho jy wo he jo pele ho he the to wo admi ko kamyab hone me kafi time lag skata he must he k ap jaldi trading ko pick kro to theek he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                bilkul humein forex men ager loss hota hai to uski wajah hamre apni mistakes he hote hai lakin huemin chaye ke hum apni ghaltiyan yad rakhen aur unhe repeat na karein aur next time trading kerte waqt unhe apni mind mein ek bar zaroor yad ker len ta ke mazzed loss se bacha jasakein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X