Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhna hota hai agar aap hard work ke sath kam karte hain aur acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein Achcha profit Milta hai agar aap profitable trading karna chahte hain to aapko apna experience Hasil karne ke liye demo account per practis Karni chahie Taki aapko is market Mein Achcha experience Jitna Achcha experience aapke pass Hoga aap is market mein itna hi profitable trading kar sakte hain main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai High wave candlestick pattern kia hai.
High Wave Candlesticks Pattren:
Dear friend Japanese Candlesticks bar chart Ki nisbat Is wajah Se zyada Pasand ki Jaati Hain Kun ki yeh candle on ki nisbat bahot zyada information rakhti Hai bar chart ek time frame ka open close Lowe high price dekhte hain Jab Ke candlestick open close high bullish bearish or natural values bhi dekhte hain candlestick Chahe single ho ya tadad mein zyada Ho Unki information zyada reliable Hoti Hai Jis ko analyst zyada Pasand Karty Hain Highway candle Bhi Ek single candle hoti hai jo ki Momikina natural candle tasawar ki Jaati Hai yeh candle small real body Mein Hoti Hai Jis ka upper aur Lower side per long Shadow Hota Hai.
High Wave Candlesticks Formations:
Dear friend High Wave candles ak moment price Mein zyadatar Dikhai Dete Hain Kun ki yeh Ek natural candle shumar Hoti Hai yeh candle ek hi time mein market Mein buyers aur sellers ki equal takat ki aakashi Karti Hai Jo price ko ek Khas position par hota hai kam karti hai candles ki formation darja zail Tarah Se Hoti Hai.
First Candle: Dear friend High Wave candlestick pattern price ke Darmiyaan Mein zyadatar natural Hoti Hai Jaab Ke bottom or top price per trend reversal Ki salahiyat rakhti Hai yeh candle Ek Small real body Mein Hoti Hai jab ki candle single hone ki wajah se bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hain candles ke upper aur lower side per long Shadow hota hai jo Ke donon Side per size mein equal Hota Hai.
Explanations:
Dear friend High wave candlestick Ek Smakl real body Mein upper aur lower side per long Shadow ki Hoti Hai yeh candle bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hain Jab Ke candles ki real body se upper aur lower side par equally long Shadow Hoty Hain Jaab Bhi stock ki price par selected time frame ke mutabik pahle ek side Se zyada pressure par jata hai aur bad Main second taraf se same pressure padta hai to use condition Mein Highwave candles banti hai lekin buyer jor se ladki market mein zayda pressure ki vajah se candles ke donon Taraf Lamba Shadow ban jata hai Highway candles Dekhny Mein same spinning top candles Jaisi hoti hai but Uske Apar aur lower side ka Shadow length mein bahut zyada hota hai jis se donon candles Ke Darmiyan bahot Wazeha difference a jata hai.
Trade On This Pattern:
Dear friend highwave candlestick single candles pattern hone ki vajah se traders ke liye wahzeya signal Nahin deta hai aur khas kar sideway Market Mein To yah invalid natural candle Hoti Hai yah candle price ke top ya bottom mein thori bahit Muyasir ho sakti hai but uske liye bhi confirmation Ka Hona zaruri hai candle ki trading se pahle market Mein long term ki time frame select karwane ke bad price ke top ya bottom position dekh ly Usky bad Kuch indicator Jaise CCI indicator aur Oscillator per value dekh len jo ki over Baat ya over sold zone Mein Hona jaruri hai candles per trading zyada risky Hai Is vajah Se stop loss candles ke bottom your top se two Peps below ya above set Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим