analysis krne k lie thora time zrur lia kro ak dam se trade na dalo dosto
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    kam sy kam trading sy pehly market values ko thory sy thora 45 to 60 mints check karna chahye or phir trade kany mein bohut madad gar sabit ho sakti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      trade open kartey waqt ap ko ubala pan nahi karna chahiye k is sey ap ko loss hga ap ko pehley analysis zaruri daikhney chahiyen.
      • #348 Collapse

        forex trading say pehlay app market key trend ko observe kero aour trading news ko maadnazar rakhoo forex may successful hoonay kilaya app keey pass accha knowledge aour experience ka hoona zaroorey haa iss taharay app aik acch trader sabit hooo sakhtay haa forex trading dialy lerning kee bahoot zaida ahamiyat haa this is the way to success
        • #349 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
          forex trading bohat risky business ha g is me ak trader ko trade krne se pehle chart ka analysis krn chahye or pher hi koi trade open ki jay forex trading me ak trader ko us wakt tk trade open nahi krni chahye jb tk wo analysis nahi kr leta trading chart ka nahi to loss must ha do you agree with me??????
          yer marey dost ap ki baat 100% ha ky in forex trading business market me hum ko market ky about ray bany me time tu chay eik dam se ray me loss ho sakta marey dost but time se ray best ha
          • #350 Collapse

            yes dear brother.........ap ne bukhat hi briya baat khi hai .........bilkul aesa hi hai forex may bukhat se trader yak dam se trade laga dety hai jab k wo market ko read nai krty ...aur loss kr jaty hai.
            • #351 Collapse

              ye bat durust he q k aik damse jo bhi trade kare ga us ko loss ka khatra ho ga magar jo relex ho k market watch kare ga aur knowledge gain kare ga wo successfull rahe ga
              • #352 Collapse

                yes your right analysis lazmi karna chaiye hum ko market ko jab hum trading lagne lagye tu eshum ko market ka pata chala jata hai or hum ko buy lagni hai ya sell
                • #353 Collapse

                  jo new hote hen woh aesi mistakes kar rahe hote hen ke agar market me ate hen toh jaldi karte hen lakin agar ham sabar se kaam len ge toh acha earn kar sakte hen is lie hamko sabar se kaam karna ho ga phir hi ham ak ache or kamyaab trader ban sakte hen jab pura time den ge
                  • #354 Collapse

                    assalamu aylakum dear friend hum yaha pay jesay he trade plateform open kartay hain hame usi wakt lagta hai k market bhot tezi se move karte ha auris se ham apne experience use kar ke kam kar sakte ha ..,,,
                    • #355 Collapse

                      ji han bhai ji ap ki baat thek hai k forex main jab ham kam krty hain to is main hamy bht c cheezon ka khayal rakhna parta hai aur is main ye bhi hai k agr ham is main proper analysis nhi krty hain to hamy is ka loss ho skta hai aur is main proper treeky se analysis bht hi ziada zrori hai jis ki wja se hamy profit hona hai
                       
                      • #356 Collapse

                        real trading or real account m enter ho qk pehle agr betterly issko samaj jayajaaye analysis ko tou easily trading m hum aa sakty hain or successfully trading kr skty hin sahi baat hai agar hume proper signals bhi mil rahe hon to hume thora sa wait karna chayye
                        • #357 Collapse

                          jee dear apne theek kaha i agree with you think. analysis karne k liye thora wqt lena chahye phir trade lagani chahye kun forex business aik risky business he es men soch samajh kar work karna chahye
                          • #358 Collapse

                            yes why not bro ap bilkul theak keh rahe hai hame CHAHIYE K HUM ZYADA SE ZYADA TIME ANALYSIS PE DE TA K AP KO MARKET KA PTA CHALE AUR AP KO TRADING KARNE EM BOHAT HI ASANI HOGI BHAI G
                            • #359 Collapse

                              g g ap ki ye bat bhi thek hi he, k analyse ko bhi zadaw time denaw chahiye, q k is se ap ko market k bare mein information milti he or ap ko pataw lagtaw he k ap ne kiya karnaw he jis se ap zadaw se zadaw profit earn kar sako... :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g bilkul g hm ko is kam main bht ziada mhnt ki zarurat hai is lia mn msjta hun ky hm ko is kam main hm ko phly practice lazmi karni chahyia kiun ky is ky beghair hm ko loss hi hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X