Friends Forex Trading main successful trading Strategy bnaye baghair aap achi profitable trading nahin ker sakty aur is Purpose kay liye aap ko mukhtalif types kay trading tools ,indicators, oscillator,aur patterns per depend karna parta hea.Aur in main say kuch ko trend ki identification kuch ko trend reversal aur kuch ko support aur resistance ko find out karny kay liye use kia jata hea aur humara topic bhi asia he aik Trading indicator hea jis ko Stoller Average Range Channel indicator kaha jata hea.
Stoller Average Range Channel indicator.
Friends Stoller Average Range Channel indicator ki technical existence aur working kay bary main agar analysis Kia jaaye to is say pata chakra hea kay Jab price upper band kay qarib ho to hamain selling ka order place karny ka signalilta hay aur jab price lower band kay pas ho to ye buying ka signal hota hay. Isi tarah ager upper band lower band ko cross kary ya lower band upper band ko cross kary to ye trend main changing ka signal hota hay.
Aur friends aik aisa indicator hay jo upper and lower bands kay sath hamain up trend, down trend and reversal ka signal dainy kay sath trend kay weak hony aur trend kay change hony ka bhi signal daita hay.
Trading at Stoller Average Range Channel indicator.
Friends Stoller Average Range Channel indicator aik best trading indicator hea jo market kay buying aur selling pressure ko analyze kar kay trader ko trading signals provide karta hea.
Friends is pattern ke bad market Mein entry lena chahte hain to aap ko Hamesh conformational candlestick Ka Intezar Karna chahie aur Jaise hi market resistance level ko break karti hai to aap use time per market mein entry Lay kar bahut zyada profit Hasil kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим