Gold pe asar andaz hone waly fectors!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pe asar andaz hone waly fectors!
    Gold pe asar andaz hone waly factors

    Dear members Gold ke demaad hamesha sy economically aur physically rahe hae aur gold ko safe heaven sarmayaa kay torr par jaana jataa raha hai. Wakat guazarny kay sath saath gold ki demaand main izzaffa hota raha hai aur gold ko baad main currency ke base kay torr par istemaal kiyaa jaanay laga. Ess contribution main maa apko ko gold ki price ko drive karny factors say aagah karun ga. Aur Demand Ka Asar Offer Commodities Wessey to Saari Fulfill our demand par chalte hein lekinn gold ki dimaand hameshaa sey rahi hai. Chahey wo jewelleray ki sooraat main ho, industrial use kee soorat main yaa phiir safeheaven currency ke surat maen ho. Wesy too gold ke request rehtii he hai lekin main reason ye hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esi soorat main demand main izzafa hua ha. Our gold ke Delivery of gold bars ya jewelry weghra main bhe available rahi hai.
    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	2
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12570229


    Government Politics

    Paper walli money kay bara’kas gold aek physical commodity hae aur ess par govt ke policies ka asarr nahe parhhta hai. financial crisis kay doraan ho sakta hai kay central bank mudakhlat kar kqy interest ko reduces kartey hain jess ke wajha say afrate'zar main izaaffaa hota hai lekin gold aik wahid investment hai jis par essi cheezon ka koi asarr nahi parta gold ko a jo mashoor investment as darja deta hai

    US Dollar

    Kun kay gold United States dollars main trade hota hae to dollars kki qeemat main utaar charaao direct gold ki keeemat parr asar andaaz hota hai. Dollar ke wajha say dosry mulkon kay liey gold khareedna mushkil ho jaata hai so gold ke demand kun hoo jaate hae our price main kami wakiya hoti hai. Essi tarha jab dollar ke keemat main izzafa dekhny ko milta hai to gold ke keemat main kami dekhny ko milte hai. Chunaacha gold our US dollar ka correlation hai.

    Technical analysis

    Gold kay technical analysis main chart par pattern ko identify kar kay uss pe trading ke jaa sakti hai our pas ke price ko dekha kar andaza lagaya jaata hai kay mustaqbil main price ke move kiss janib ho sakti hai. Esi tarha chart par different time frame ka istemaal kar kay trend ko dhoonda jaata hai our trend par trading ke jaati hai. Technical analysis of leading indicator aur price action ko dekh kar trading ke jaati hai jo kay main market gold ke price ko influence karti hai.
    THKS

اب آن لائن

Working...
X