Jab aap metre trader for download karte hain aur is per apni trading karna start kar dete Hain to isase pahle aapko ismein jitni bhi tools available hote hain unki information leni chahie kyunki jab tak aap ismein available tools ko acchi Tarah find out nahin kar lete hain aur inse related apni basic learning complete nahin kar lete hain to use time tak aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain isliye aapko hamesha market mein working karte hue completely profitable trading karne ke liye ine tools ko acchi Tarah find out karna hota hai aaj main aapko ek bahut hi important tools ki basic information share karne ja raha hun jisko aap take profit ke naam se jante Hain.
What is TP / Take Profit
Take profit basically ek aisi limit hoti hai jo aap set karte hain aur iska purpose yah hota hai ki Jab aapko ek certain profit ho raha hota hai to aapki trade automatic Ali close ho jaaye isko aap simple words mein take profit kehte hain isko aap shortcut DP ka naam bhi dete Hain aur isko set karne ke liye aap different type ke analysis ko complete karte Hain.
How to Select
Jab aap market mein Koi bhi entry le rahe hote Hain to aisi situation mein jis point per aap trade open karte Hain to uske sath hi aapko do different options provide kiye ja Rahe hote hain right side per available option aapko take profit ki limit select karne ke liye provide Kiya jata hai aap immediately usi time per take profit ki limit ko set kar sakte hain lekin agar aap use time per take profit ki limit ko set Nahin karte hain aur uske bad apni track profit ki limit ko set karna chahte hain to iske liye aapko modification karna hoti hai aur modification mein jakar aap apne take profit ki limit ko aasani ke sath comment kar sakte hain.
Identification of Limit
Take profit ki limit ko set karne ke liye sabse pahle aapane apni analysis karna hote hain aur iski identification karna hoti hai ki kaun se point per aapane take profit ki limit ko set karna hai kyunki jab tak aapko yah Idea Nahin hota hai ki aapane take profit ki limit ko kaun se exact point per set karna hai to use time tak aapko kabhi bhi iske features available Nahin ho sakte hain isliye aapane sabse pahle yah Koshish Karna hoti hai ki take profit ki limit ko set karne ke liye iski identification karna hoti hai aur iske liye ek point ko focus karna hota hai.
Features
Take profit ke bahut jyada features available ho sakti hai Jab aap market mein working karti hui hai isko acchi tarah utilised kar lete hain aur iske features ko study karte Hain to definitely aapko regularly basis per market ko dekhne ki jarurat Nahin Hoti hai aur jab market aapke selected point ko touch karti hai aapki trade automatic ke liye close ho sakti hai to aisi situation mein aap trading ke sath Koi aur working bhi kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим