Tweezer Top and Bottom Candlestick Pattern Per Trade Kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer Top and Bottom Candlestick Pattern Per Trade Kerna
    Tweezer Top Candlestick Pattern

    Agar ham day one time frame main market ko visit kerty hain tou hamain kabhi kabhi aesa pattern dekhny ko milta hai jis main previous day per market uptrend main move kerty huey maximum top position per close ho jati hai jabky next day main jab market same point sy reopen hoti hai tou without further movement market wahan sy hi reverse direction main downward movement shoru ker deti hai aur kafi down main close hoti hai dono candles main body upper side sy without any wich tweezer type ki hoti hai isi liay isy tweezer top kehty hain

    Click image for larger version

Name:	Tweezertop.jpg
Views:	19
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12570086

    Tweezer Top Candlestick Pattern per Trade

    Jab hamain yeh sure ho jata hai ky market uptrend main movement kerty huey kisi aik point per close hoti hai aur next candle same point sy start ho ker downward movement kerty huey previous candle ky half ko cross ker leti hai tou aesy time per market main hamain sell ki trade enter ker leni chahiay kyun ky market ky chart main jab bhi tweezer top candle stick pattern create hota hai tou usky bahd market apna uptrend change ker ky downtrend main movement kerna shoru ker deti hai aesy time per hamain apni trading strategy ko downtrend ky mutabiq continue kerna hota hai

    Click image for larger version

Name:	tw top.jpg
Views:	24
Size:	62.8 کلوبائٹ
ID:	12570087

    Tweezer Bottom Candlestick Pattern

    Jis terha tweezer top market ki uptrend main movement per candle close hoti hai tou next candle same closing point sy start ho ker downward movement shoru ker deti hai isi terha agar market downtrend main movement kerty huey kisi aik point per close hoti hai aur jab market reopen hoti hai tou same point sy uptrend main movement kerna shoru ker deti hai aur downward side per hi close ho jati hai aur both previous and current candles ki bottom tweezer hoti hai jis waja sy same pattern ko tweezer bottom candle stick pattern kerhty hain

    Click image for larger version

Name:	Tw Bottom.jpg
Views:	16
Size:	87.0 کلوبائٹ
ID:	12570088

    Tweezer Bottom Candlestick Pattern per Trade

    Jab market downtrend main movement kerty huey maximum lower position per close hoti hai jabky next market ky reopen hony per agar market start hoty hi without any further down movement uptrend main movement kerna shoru ker dy aur previous candle ko middle tak cross ker ly tou hamain aesy time per buy main trade enter ker leni chahiay ya agar ham already sell main trade enter ker chuky hain tou hamain same trade ko close ker ky buy main trade continue ker leni chahiay kyun ky same time per market ka trend change ho ker market uptrend main movement kerna shoru ker deti hai jab tweezer top ya tweezer bottom candle stick chart pattern create hota hai tab long time period ky liay market ka trend change ho jata hai isliay hamain same chart pattern create hony per trend change ky mutabiq apni trading strategy ko bhi change ker lena chahiay

    Click image for larger version

Name:	Tweezer-Tops-&-Bottoms.jpg
Views:	4
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12570089
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tweezer Top and Bottom Candlestick Pattern Per Trade Kerna

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun aap khairiyat se honge aur aap market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki aap Nahin jante Hain ki 4x hamare liye bahut hi achcha online business hai jismein Ham proper kam Karen to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain ismein aapko pata hai ki market ka knowledge lekar kam karna hota hai hamen ismein daily demo account ko time Lena chahie demo account mein Ham kam Karke trading ka bahut hi achcha knowledge Le sakte hain aap jitna jyada is business mein time spend karenge hamen uska utna hi jyada fayda bhi milega aur ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain Jo log without experience aur knowledge ke kam karte hain vahi log ismein kamyabi ho sakte hain kamyabi hamesha usi bande ko milati hai Jo proper kam karte Hain Jo log timing ke bagair without knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi ismein kamyab Nahin ho sakte

    What is the tweezer top candlestick pattern?

    Dear aap agar is candle mein kam karna chahte hain to aapko batana Chahta Hun ki iski confirmation ke liye hamen kin chijon ko follow karna hota hai sabse pahle jab markat uptrends main move kar rahi hoti hai to achanak market ek aise point mein close hoti hai aur next candle sem world mein open Hoti hai jiski move dwontrends main Hoon na Shuru ho jaati hai to isko Ham tweezer top 10 stick ka naam dete Hain market mein Koi bhi work hai usko Ham proper tarike se study karenge usmein Ham acche tarike se kam karenge to Ham kamyab ho sakte hain daily hamen ismein kam karte rahana hota hai koi bhi work hai usmein Ham Kamal tarike se work Karen daily anil se isko follow karke kam Karen to Ham bahut aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (45).jpeg
Views:	29
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12433265

    Trading Explanation

    Jo log market mein achcha kam karte hain vahi kamyabi hote hain aur jo log market mein without experience aur knowledge ke kam karna chahte hain main unko batana chahta hun ke Forex hamare liye ek aisa business hai jismein Ham proper tarike se kam karenge daily market ko follow karke kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain ismein hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai jo log without experience ke ismein kamyab hona chahte Hain main unko batana Chahta Hun ki yah Kaisa business hai jo without experience on knowledge ke kabhi bhi hamen kamyabi Nahin Deta hai kamyabi lene ke liye hamen ismein hard working ke sath kam karna hota hai to fir hi Ham kamyabi ho sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (44).jpeg
Views:	59
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12433266
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X