Bullish Counterattack Line Candlesticks Pattren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Counterattack Line Candlesticks Pattren.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur forex market Mein Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam kar rahe hote hain to aapko Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhna hota hai aur Market ko proper judgement karna hota hai agar aap market Mein different analysis Karke trading Karte Hain to aapko is market mein bahut jyada fayda Milta hai isliye aapko Apne analysis strong karne chahie aur Market ko acche tarike se judgement karna chahie Jab aap market Mein proper learning Karke trading karte hain to aapko ismein maximum advantages Hasil hote hain main aaj aapko counterattack line candlestick pattern ki important information aapke sath share karungi.

    Bullish Counterattack Line Pattren:

    Dear member forex trading Mein bullish countracttick line pattern price chart per saillors ke bahut zyada pressure ki vajah Se Banta Hai Jab Bhi price bahut jyada bearish Jaati Hai To vahan per mostally isko reversal hone ke imkanaat hote hain jismein Aksar Kuchh Aise pattern Hote Hain Jo price ko Teji ke sath bullish push karte hain jaise bullish counterattack line pattern karta hai bullish counterattack line candlesticks pattern price ke button per Jab b trend Mein banta hai jo ki do candles per mustmail Hota Hai jismein first candle Ek real body wali bearish candal Hoti Hai Jiske bad Ek bullish candle hoti hai jo ki Pahli candle close point se gap main open Hoti Hai pattern ki dusri candle pahle candle ke down gap mein open ho kar Usi ke close per close Hoti Hai pattern ki dusri candle price ko ek to Mazeed bearish jaane se rokati hai aur dusra yeh candle Lekar Bullish candle hone ki vajah se trend reversal ka kam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-21T140658.147.jpeg
Views:	8
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12569988

    Candles Formation:

    Dear member trading Mein bullish countracttick line candlesticks pattern price ke bottom per do different candles ka ek police trend reversal pattern ki first candle be reached or dusri Hoti Hai pattern make candles ki information aapko mil rahi hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-21T140706.279.jpeg
Views:	12
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12569989

    First Candle: Dear member bullish counterattack line candlestick pattern ki first candlestick bearish Candle hoti hai jo price ke bottom per ya bearish trend ki continuation ka kam Karti Hai Kyun ki yeh Ek real body wali candle Hoti Hai yah candle black ya red color ki candle hoti hai.

    Second Candle: Dear member forex trading mein bullish countracttick line pattern ki second candle Ek real body wali Bullish candle Hoti Hai yah candle open close price ke line Mein Hoti Hai Bullish candle green ya white color Mein hoti hai jo ki price Jaane se rokati hai aur Trend reversal ka sabab bhi banti hai.

    Explaination Of Bullish Counterattack Line Pattren:

    Dear friend forex trading mein bullish countracttick line candlestick pattern Ek bullish trend reversal pattern hai jo ki do candles par mustamail hota hai yah pattern price ke bottom Jab k bearish trend Mein banne ki vajah se price ko Mazeed down jaane se rokati hai yah pattern Dekhne Mein Bullish belt hold line candlesticks pattern Ki Tarah hota hai but dusri candle ki real body Nahin banti hai aur na hi price Pahli candles ke close point se above jaati Hai Jiske close price Pahli candles ke close price se upar close Nahin honi chahie aur Bullish trend reversal ka Sabha banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-21T140726.586.jpeg
Views:	8
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12569990

    Trading On This Pattern:

    Dear friend forex market mein bullish countracttick line candlesticks pattern trend reversal ka pattern Hai jisse market mein buy ki entry karte hain pattern ke bottom par buyer zyada active ho Jate Hain trend reversal pattern per trading trend continuation pattern ki nisbat zyada risky Hoti Hai Is vajah Se pattern per trading se pahle market Mein ik bullish ya white candle Ka Hona important Hai Jis ki real body honi chahie jis main open aur close same point per Na Ho Agar pattern ke bad bearish trend banti hai to yah pattern invalid ho jaega Jis per entry Nahin Karni chahie stop loss pattern ke sabse bottom position ya dusri candles ke open point se two pieps Karen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-21T140714.049.png
Views:	12
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12569991
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Bullish Counterattack Line Candlesticks Pattren.

    Bearish counterattack line pattern
    Bearish Counterattack line candlestick pattern 2 days candles Par mustamile Ek bearish trend reversal pattern has ok top Trend ke baad banta hai pattern Ek bullish trend Mein United state time Banta Hai Jab market Mein Ek Bearish candles pichhali Bullish candles ke upar gap mein open hokar use ki real body banane ke bad pahle Bullish candle ki real body ke top per same closing price per close Ho Jaati Hai pattern Mein Shamil donon candles ka close price sem point per ya Ek dusre ke bahut Kareeb hota hai jisse donon candles Ke Darmiyan Koi Gair Nahin banta hai pattern ke mutabik bear market ke control ko Hasil karne mein Kamyab hote hain jisse price reversal ko follow karna start Karti Hai pattern ke donon candles ke closing price Ke Darmiyan lajmi Koi gap Nahin Hona chahie pattern Bullish separating line pattern Ban sakta hai.
    Candles Formation:
    Bearish Counterattack Line candlestick pattern ki dusri candle ke bearish hone ke bad market Mein investor trend change karne per majbur Ho Jaate Hain jisse price new Trends ko follow karna start Karti Hai pattern Mein Shamil donon candles different pattern ki hoti hain jismein Pahli candle Bullish aur dusri Hoti Hai Jiski tasfeel darg zial Tarah Se Hoti Hai.
    First Candle: morning star candlestick pattern Mein Pahli candle Ek long real body wali strong bearish candal hai jo ki market Mein bearish takat Dikhati Hai yah candle normal Ek black ya red color Mein banti hai.
    Second Candle: morning star candlestick pattern ki dusri candle Ek small real body Mein Hoti Hai yah candle Aam Taur per Ek star candle banti hai Jiska open aur close Ek dusre ke bahut Kareeb hota hai pattern ki dusri candle Kisi bhi color mein ho sakti hai lekin position iski lajmi bearish Candle ke bad honi chahie aur size mein Small honi chahie star candles Pahli candle se gap mein open aur close hoti hai

    اب آن لائن

    Working...
    X