Bullish Meeting Line Pattern
Bullish meeting candlestick pattern se traders is se buy trade ki inverse direction me movement ka ishara lete hen. Ye pattren bohut hi ziada bante hen aur is ko sahi mano me samajhne ki bohut hi ziada zarorat hai. Bullish meeting line pattern hamen strongly ishara deti hai k ab se trend uptrend k leye inverse hoga. Aam tawar par ye pattren do dino k darmeyane hese me ziada bante hen jab market ki movement normal up down ho rahi hoti hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, bearish candle aik normal real body wali white candle hoti hai. Bearish candle k baad aik bullish candle prices k bottom par gap main open ho kar ussi k same closing price par close hoti hai.
Formation of Bullish Meeting Line
Bullish meeting line pattern pehli din ki candle aik bearish candle hoti hai, lekin dosre din ki candle bullish candle k close prices par hone ki bajaye bottom gap main open ho kar ussi k same closing price par close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai First Candle: Bullish meeting line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle black ya red color ki candle hoti hai Bullish meeting line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k close price k line main hoti hai. Bullish candle white ya green color main hoti hai, jo k prices ko mazeed bearish bhi jane se rokti hai aur trend reversal ka sabab bhi banti hai.
Explanation of Bullish Meeting Line
Bullish meeting line candlestick pattern prices main aksar do dino k darmeyan main banta hai, jiss se market ki uptrend jane ka ishara melta hai. Pattern ki pehli candle k baad dosri candle ussi k closing price par open hone ki bajaye bottom gap main open ho kar same close price par close hoti hai. Normal ye pattern ziada tadad main bante hen, lekin bottom prices ya bearish trend main banne par ye prices ko bullish trend reversal main badale par majbor karti hai. Pattern ki pehli candle bearish aur dosri bullish candle hoti hai, jiss ki lazmi real body honi chaheye, jab k dono candles shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern main dono candles aik dosre k opposite direction main open ho kar same aik hi line main meet karte howe close hote hen.
Trading on Bullish Meeting Line Pattern
Bullish meeting line candlestick pattern prices main traders k leye bullish trend ki indication deta hai, jiss par buy ki entry ki jati hai. Pattern k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Ye candle real body main bullish honi chaheye, jo k dosri candle k top main ban jati hai. Pattern k baad bearish candle banne se pattern trading invalid ho jayega, jab k CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main honi chaheye. Pattern ziada reliable na hone ki waja se stop loss ka istemal zarrori hai. Pattern ka Stop Loss dosri candle k bottom ya open price se two pips below set karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим