Formation:-
Bilateral charts pattern tab banta ha jab market aik trend mm to brh rahi ho lakin bar bar kuch candles down side aur kuch up side bana rahi ho. yani overall to eska aik he trend ho laikin ye trend bar bar pause hoty huye uper nichy movement kar raha ho es tarah kay patterns main ascendings descendings aur symmetrical triangle bnty hain yani ye patterns takon ki surat main bnty hain bilateral pattern asal ma triangle pattern hoty hain jin k andar price ki movement bound hoti ha ye 2 type k signal dety hain k market ya to up trend ma ha ya phr down trend ma ha ye signal depend karty hain k market kia tarha triangle ko break karti ha bilateral chart pattern ki main 3 types ye hain.
Ascending Triangle.
Ascending triangle ki formation market mein is trha hoti hai ky is mein market ky highs constantconstant rehty hain jab ky lows gradual decrease dikhaty hain. Is trha in lows aur highs koko connect karny se ek upper constant line ky sath lower ascending line dikhae deti hai. Yeh market mein dekhi ja skti hai. Is trha Ascending traingle ki formation hoti ha.
Descending Triangles
Descending traingle patterns ki formation es trha hoti ha ky market ko observe karty huey aap note krty hain ky market ki lower prices constant hain jab ky market ky highs mein constant decrease dekhny mrin aa rha ha es trha highs aur lows ko horizontal lines ky sath connect krny se descending triangle ki formation hoti ha descending triangles market mein Bearish trends ky doran form hoty hain es trha in ko trade karny ky liye aapko iski knowledge aur esky function ki knowledge honi chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим