what you do with profits>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Jee mere bhai aap ne bilkul sahi kaha forex trading se earn karney walay zada tar log money ko save kar letay hain but main essa nahi karta hoon main iss ko kharch leta hoon aur expenses main laga deta hoon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mein apne profits apne daily k akhrajat poray krta hun aur apne dosto k sath ghoomta phirta hun aur ziada paise apni study per khrach karta hun q k m aik university ka student hun.
      • #48 Collapse

        bahi mein ny abhi real account open nahi kia hy to mein is k bary mein itna hi keh sakta hun k jab ap ko is mein profit ho to ap ko chahye k ap aik plan k sath us ko use karo aur apny kam k leye us mein sy with draw karwa lo baki sy aur trading karo.
        • #49 Collapse

          me forex ko as a part time jo krta hun or me iss per buhat mehnat ker k iss ko seekh rha hun umeed he me bhi aik acha trader bnu ga or me profit se apni books waghera ya study k lie withdraw krwata hun joo log iss ko full time krty hen wo saving kerty hen
          • #50 Collapse

            dear main apna Forex trading ka profit ko nhi nilkti ho kiyo ka abai mara aim yhaia ha ka mai apna account forex trdaing main bht bara bana chtai is liya main apna profit ko re invest karte ho take out nahi karte hon sir apna forex profit ko.
            • #51 Collapse

              Honestly bataon tu main na abhi tek 1 Rupee b earn nahi kiyea forex trading say, main tu abhi posts ker k balance accumulate ker raha hon aur INSHA ALLAH jaldi trading b start keron ga, aur jab mujhy profit hoo ga tu main us main sa kuch balance withdraw ker liyea keron ga aur kuch account main rehnay don ga, apney account ko strengthen kernay k liyea.
              • #52 Collapse

                forex trading se profit milna achi bat hai aur agar continuously milta rahe tu achi bat hai, behtar yeh hai ky ky profit ko apne wallet main transfer kar lain aur thora withdraw karte jain
                • #53 Collapse

                  dear bro my forex my abhi naw hn mjy abhi filhaal koi payment nai mli hy or profit bhi nai mla lekin jab bhi proft mla to my zruur usy save kar ln ga
                  • #54 Collapse

                    profit ko app us time withdraw kar
                    lein brother ager aesa nai krte ko wo be lose
                    mein samal ho jata hia is leyi brother us ko
                    withdraw krwa lein ..
                    • #55 Collapse

                      mare dost boht se loog jo profit hota hia wo withdrw kara kar apna home alones may use karte hia aor boht se forex trading may use karte hia.aor os se mazeed profit earn karte hia.
                      • #56 Collapse

                        jo log apne paise forex mai save kerhe hote hai actually wo forex ke account ke capital investment ko increase kerhe hote hai.forex mai ye tou sub ko pata hai jitne investment hote hai profit bhi othna hota hai.thanks.
                        • #57 Collapse

                          forex prectice boht ahmiat rakhti ha jes ke pas forex ka experince ha wo kabhe mar kha hi ni skata treding mein agr ap zida se zdia time dety ha or just earning ko chor kar learning par tawajo dety ha to ap jab earning kary gay to boht earning kary .
                          • #58 Collapse

                            bro main to apna profit withdraw karwa leta ho keu k forex ki market kab kis taraf move kar jaye nahi pata is liye main risk ya lalaach mien parh k apni mehnat sey kamaya hoa profit loss nahi karna chahta is liye withdraw karwana best hai
                            • #59 Collapse

                              my dear friend my forex ma two month se uper ho gaya hy ma ne ab tk koi profit nhi laya hy aur ma is kam ko pahle ache se learn kar raha hun aur bad ma is ma investment kar k kam karwn ga phr ma ap k sawal ka jawb da sako ga aur ma profit wala k pase ko kya karta hun.,,..///
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                I think that it would depend on the trader on how he looks on trading. If you are an expert trader already, the risk of forex is not as much as when you were still learning or were just new in trading. So the more you learn how to trade well the less risky .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X