High price gapping play pattern trend bullish continuation pattern ki waja se prices k uptrend ya newly bullish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hote hens;
1. First candle: High price of unfolding pattern ki pehli candle aik bull candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss k top aur bottom side k wicks ya shadow real body se kam hone chaheye. Ye candle bull trend ki alamat hoti hai, yes k white ya green color main banti hai.
2. Second candle: High price unfolding play pattern ki dosri candle aik small bullish ya bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main top par banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai.
3. Third candle: High price playing pattern ki teesri candle bhi aik real body wali small candle hoti hai, aur same dosri candle ki tarah bullish ya bearish color main hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Ye candle dosri candle k letchay aur pehli candle k real body main banti hai. Agar dosri small candle bullish banti hai to ye bearish hoti hai.
4. Fourth candle: High price playing pattern ki forward candle bhi dosri aur teesri candle ki tarah bearish ya bullish candle hoti hai aur small real body main hoti hai. Ye candle teesri candle k baad nechay banti hai lekin ye candle bhi same dosri aur teesri candles ki tarah pehli candle k andar hota hai. Ye candle ziyata tar dosri candle ki color se mushabehat rakhti hai.
5. Fifth candle: High price gapping play pattern ki last candle bullish hoti hai, jo k pehli candle ki taqreeban parallel aur open forth candle k baad thora sa above gap main banti hai, jo k long real body k sath upper side par ja kar close hoti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, yes k bull trend continuation ka kaam karti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим